markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota ha?
    dear mujhay is baat ka bilkul bhi pata nai hay k jub some time markeet out of control hoty hay jis say bahut saray traders ko lose ka samna bhi krna parta hay aur bahut saray brokers ki bhi aisi baat samjh main nai aty hay jis say sirf aur sirf traders k he stolose ya account washed hotay hain to uska kon zimadaaar hota hay ya unko unka paisa wapis ki jata hay ya traders khud he aisa lose bardasht krtay hain is baat ki wazahat tafseel say kr dain jiska sab traders ko faida ho skata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

    Forex market kabi be traders se out of control nahi ho sakti agar achi trading ki planing ki jaye aur achi trading ki strategy use kar key trading ki jaye to market kabi be out off control nahi ho sakti, Risk management esi ley trading me ki jati hay key market out of control na ho jaye aur zeyda loss face na ho, magar koch traders esy be hey jo poor trading plan key base par trading karty hey aur risk ko manage karny ki bilkul be koshish nahi karty esy traders ka account esi waja se wash ho jata hay key market us key control me nahi rehta aur esi cheez se expert traders risk management ki trading par zeyda zor dety hey.
    • #3 Collapse

      Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

      Market ki movement kabi be out of control nahi hoti agar trading achi ki jaye aur risk ko manage karny key ley work kia jaye, market movement ko control karny key ley traders ko koch rules par amaal karna ho ga aur traders esy hi rules key base par market ki movement ko out of control karny se rok sakty hey,

      1. 1 se zeyda trade kabi be traders ko open nahi karna chaye es se market ki movement aur account balance asani se handle nahi kia ja sakta hay.

      2. Lot size hamesha fix level par rakna chaye es se be market ki movement ko control karny me asani hoti hay.

      3. Over trading kabi be nahi karni chaye aur profit target bahot hi small set karny chaye.

      agar traders apni trading me esy rules ko apply karny ki koshish karen gey to us key ley market kabi be out of control nahi ho sakti.
      • #4 Collapse

        Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

        forex aik bohat bara busienss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy nex time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik unique business hain loss ky zimydar hum ap he hoty hain forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

          Dear her banda ais market mai jab trade lagata hai to aus mai wo aisi liay stop loss aor take profit lagata hai k agar market out of control ho jaye to aus time market aus ka stop loss hit kary aor aus ko thora sa stop loss hit kary aor aus k baad jati rahy magar ais mai ye hai k jab ap ko nazar aa raha hai k market kisi bhi cheaz ko follow ni kar rahe to ap ais market mai koi bhi trade na lagye aor wait kary market k stable hony ka jab market normal ho jaye to aus k baad ais market mai trade start kary kun k jab hum ais market mai trade lagaty jaye gay to ais mai humra loss hi ho ga jab market out of control ho gi to aus time kisi bhi pattern ko follow ni karti aor aus time market stop loss hit karti hai ais liay aus time trading se avoid karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

            trader Forex trading business name market up and down hoti rehti hai isiliye main market ka analysis karte hue trade order Lagani chahie Taki is profitable trade Lagaye Ja sake sometime market bahut jyada up and down situations Mein a jaati hai ismein koi bhi jimmedaar nahin Hota Kyunki Ham Apne Khud decisions lete hain aur Khud Daud Lagate Hain isiliye main kisi se nahin karne ka koi right Nahin Hota Hamen chahie ki Ham market ka analysis Karen aur news ko Dekhte Hue trade Udal gayak UK news Mein Hamen up and down hone ki situations Ka Pata Chal jata hai isiliye Hamen Jayegi ki Ham Apne knowledge skills ko use karte ho. Use ka analysis Karen aur FIR trade order lagaen aur future mein aane wali up and down situation ko face karne ke liye Apne capital ko strong rakhen
            • #7 Collapse

              Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

              Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex aik bot bara or behad profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy market wasy to out of control ni hoti mgr asa ho b jaiy to market hmari open ki gai galt trade ki wja sy ham sy out of control ho jati hy to is sy hmara hi loss hota hy forex m ham jitni mehnt sy or jitna acha or mayari kam karan gy utna hi hamy profit mily ga loss ni brdasht krna pry ga hamy anylyses ko study kr k achi stertgy bna kr forex m trading krni chaiy forex market ham sy tb out of control hoti hy jb hamry pas knowledge or experience ki kmi hoti hy or ham galt trade open krty han
              • #8 Collapse

                Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear mujhay is baat ka bilkul bhi pata nai hay k jub some time markeet out of control hoty hay jis say bahut saray traders ko lose ka samna bhi krna parta hay aur bahut saray brokers ki bhi aisi baat samjh main nai aty hay jis say sirf aur sirf traders k he stolose ya account washed hotay hain to uska kon zimadaaar hota hay ya unko unka paisa wapis ki jata hay ya traders khud he aisa lose bardasht krtay hain is baat ki wazahat tafseel say kr dain jiska sab traders ko faida ho skata hay?
                Dear friend ap ny both question kea ha forex trading main jab bi market main tazi hoti ha to is sy loss ya phr profit us k ap khud is k zimadar hoty han is ley humy apny account ko safe rakh k trading karni chae ha q k jab tak hum log stop loss or take profit istamal karny gy to humara account safe ho ga or loss ziada ni ho ga or maximum profit hasil ho ga is ley jab bi trading karny gy to humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k humy loss na ho jtni ache management sy trading karny gy to hum utny he kamyab hon gy is ley humy forex trading main ziada sy ziada mehnat kar k knowledge or experience hasil karna chae ha ta k humy maximum profit hasil ho or loss bilkal bi ni ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

                  Forex market out of control nahi hoti. Traders ko ye bus aik weham he hota hai kay market aisa kerti hai. Jab market mai kisi cheez ki demand bohat ziada barh jaati hai Matlab bohat ziada buying shuru ho jaati hai aur supply Kamm ho jaati hai Matlab selling ruk jaati hai uss waqt traders ko loss bhi hotay hain aur profits bhi hotay hain. Jinn traders ki sell ki trades hoti hai unhain losses hojata hain aur jinn ki buy ki trades hoti hian unhain profits hojata hain. Iss ka zimadaar market nahi trader khud hota hai kiyu kay issi cheez ko daikh nay aur iss say bachtay ko he trend aur analysis ke learning ziada kernay ka kaha Jata hai. Jo traders trends ki study kertay rehtay hian wo aisay kisi loss say Bach jatey hain kiyu kay aisa her waqt hota bhi nahi hai.

                  Traders ko market ki movements ka pehlay say undaza kernay kay liye news aur analysis pay ziada tawajhoo daina ki zarurat hoti hai aur Dusri cheez jiss pay focus hona chaiye wo over trading say bachana hai kiyu kay kabhi kabhi bilawajah ki open ki gai trades bhi zimadaar hoti hain. Trader Agar apnay account balance ko daikhtay huay aik waqt mai aik he trade kia Karey tou bhi market kay out of control honay say survive ker sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

                    ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Forex main jab bhi Ham koi train lagate Hain to iske zimmedar Ham khud hote hain agar woh loss mein jaati hai yah profit mein jaati hai iske liye hamen jyada se jyada experience ki jarurat hoti hai apne knowledge ke Bina Ham Kale karte hain isiliye hamen daily message main market ka ilaj karna chahie aur Rahi bike market ke yaha kadam banane ki to vah bhi hamara apna hi dost hota hai kyunki agar Ham is mein kam karte Hain to hamen ismein aap send on a jaati hai to hamen vahan ruk Jana chahie train nahin lagani chahie agar Ham trade laga abhi dete Hain to hamara apna kasur hota hai isase hamen bahut jald fayda bhi ho sakta hai aur bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isiliye hamen apne experience ke sath kam karna chahie na ki market ko dekhna chahie balki apni mehnat aur experience ke sath market canalize Karen jab aapko confirm ho jaaye ki market is tarah karegi to office mein apni tradeplace karke ek achcha profit hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet jub out of control hoty hay to us say honewalay lose ka kon zimadaar hota

                      jab bhi market out pof control hoti hai wo time ziada tar news ka hot hai aur news time he asi movement hoti hai jis say bachny ky lea ap ko daily news ko chek akrna hota hai aur news ky time apni sari trade ko close karna he risk say bachata hai ager ap trade close nahi akrty hain tu es main ap ki he galti hoti hai jiss waja say asa hota hai ky ap ko news any pay loss ho jata hai ager ap ko news trade nahi karni ati aur fast movement main samjh nahi ati ky kia karna chaheay aur kia nahi karna chaheay tu ap ko forex main news say bachna chaheay phir he ap loss say bach sakty hain otherwise ager news pay ap ko loss ho jata hai tu us ka zimawar ap khud he hoty hain kyon ky ap he apne accout ko mange ka ray hoty hain aur ap nay he apni trade ko mange karna hota hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X