jaiza : money managmenet mai forex mai value ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : money managmenet mai forex mai value ?
    hamy money managment kar ky forex mai amount invest karne chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain is mai money management ke bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignre nahi karna chahey forex mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : money managmenet mai forex mai value ?

    Forex trading business bahot hi risky hay aur es ley Trading me money management ko bahot value di jati hay, risk ko traders reduce es base par kar saktyhey key wo proper money management kar len, agar traders account ko manage nahi kar sakty to risk us key control me nahi rehta hay aur esy traders ko bahot zeyda loss ho sakta hay, traders ko chaye key agar us ne kamyab banna hay ya professional trader banna hay to us ko account management ki proper learning karna ho gi aur expert traders kes tarha money trading me manage karty hey es key bar me complete information traders ko hasil karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : money managmenet mai forex mai value ?

      Forex trading business me money management key value aur es ki importance ka andaza es bat se lagaya ja sakta hay key traders agar kamyab aur safe trading kar sakty hey to money ko manage kar key hi kar sakty hey otherwise agar money management strategy ko trading me use na ki jaye to bahot zeyda loss key ley traders ko ready rehna chaye, trading me money ko manage karna hi risk ko manage kia ja sakta hay, sab se important ye hay key ham kes tarha money ko trading me manage kar sakty hey aur safe trading key ki ja sakti hay es ki learning agar expert trader se ki jaye to ye bahot hi behtar ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : money managmenet mai forex mai value ?

        Dear agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ais market mai money management ko kabi na chory kun k ais market mai kamyab wohi hota hai jo ais market mai aram se kaam karta hai aor ais market mai jald bazi ni karta jo ais market mai jald bazi karta hai aor ais market mai risk zayda leta hai wo kabi kabi to profit bana leta hai magar aik time aata hai aor ais market mai apna sara paisa zaya kar deta hai ais liay ais market mai kabi bhi money management k baghair kaam na kary aor ais market mai jab bhi ap ne trade lagani ho to ais market mai soch samjh k sirf achi entry par hi trade lagye to ap ko ais market mai faida ho ga agar hum ais market mai sochy baghair kaam kary gay to ais mai sirf apna loss hi kary gay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : money managmenet mai forex mai value ?

          Money management forex trading main both important ha jab tak hum log proper lot size use ni karny gy or analysis k bagar kam karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy apny account ko manage Karna chae ha small lots sy trading karni chae ha or humy bari trade ni lagani chae ha q k jtni bari trade lagany gy to humana account utny he ziada risk main ho ga or humy loss ho jay ga
          Forex trading main humy proper lots size select karna chae ha or apny account k mutabiq small trade lagany ta k risk both kam ho or agr loss ho bi to kam ho or fayda ziada ho
          Jab bi trade open karny to sath stop loss or take profit istamal karny ta humy apny account ko manage karny main ahsani ho
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : money managmenet mai forex mai value ?

            Ji han agar Ham project mein kaam karte hain to hamen ismein money management karke jalana chahie jitne acche tarike se Ham money management karenge utna hi acche tarike se Ham forex mein kam kar sakenge aur frock se kaisa business hai jo Puri duniya mein faila hua hai is mein hamen profit bhi hota hai aur loss ke beech aaj bhi hote hain isiliye hamen ismein money management ke sath chala jaaye proper plan banana chahie aur jitna jyada experience hoga utna hi acche tarike se unfriend kar sakenge aur apni money ko manage kar lenge aur jitne bhi kaise manage apne account ko karenge utna hi achcha profit hoga aur ham mis tarike se love se bhej sakte hain isiliye hamen chahie ki ham money management ko jaruri banaen to aakar Ham ek successful trader Ban sake
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : money managmenet mai forex mai value ?

              Money management ko Forex mai bohat ehmiat haasil hai issi liye traders her waqt money management kay liye serious rehtay hain. Forex trading business mai money management ki ehmiat ka andaza iss baat say bhi lagaya jaa sakta hai kay pak Forex forum pay her teesri post ya thread money management kay barey mai he hoti hai. Forex trading business mai money management mai traders ko bohat expert hona chaiye aur demo trading accounts money management seekhnay kay liye best hain. Instaforex kay 100$ waley demo account mai traders ko money management seekhnay ki bohat asaani hoti hai. Agar traders instaforex kay 100 $ demo account mai Kaam karain aur aik month uss mai trading ker kay sirf apnay account balance ko 100$ takk bhi maintain rakh lain tou money management seekh laitay hain. Account balance, profit, loss, earning, withdraw aur withdraws mai processing charges aur fees waghaira ko samajhna aur apnay account ko uss kay mutabiq chalana he money management kehlata hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X