jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation
    forex aik international business hain hum is mai capital invest karty hain to hamy acha lot lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum profit gain kar saky gy agar hum lot nahi lagy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain agar hum garab hain or hamary pass pasia nahi hain to hamy forex mai kam karna chahey hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar live or sada urdu mai trading kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

    Dear Trading me lot size ka aur capital ka relation to bahot hi zeyda hay, capital limit agar increase ya decrease ho sakti hay to es ki waja hamara lot size hi hota hay, lot size ki ehmeyat bahot zeyda hay, agar ham lot size ko control kar sakty hey to ham asani se risk ko be control kar sakty hey, traders ko ye samjna chaye key trading me loss ka control us key hath me hi hay aur es key ley traders lot size par hi depend kar sakty hey, other koi be esa option trading me majood nahi hay jes se loss ko minimize kia ja saky, ye lot size hi hay jo key trades me loss ko control karny ki waja ban sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

      Forex trading business me lot size selection ka direct effect capital par hota hay es waja se ham ye keh sakty hey key lot size ka relation bahot hi zeyda hay, agar lot size selection ko minimum raka jaye to capital par es ka zeyda effect nahi ho sakta aur account me ham zeyda time tak trading be kar sakty hey aur agar lot size selection trading me bahot zeyda lagati jaye to traders key ley account ki safety 1 problem ban sakti hay, risk ko be agar manage kia ja sakta hay to lot size minimum trading me rak kar hi ki ja sakti hay, lot size bahot hi soch samaj kar aur market condition ko dekty howy hi lagany chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

        Dear waise to Forex Mein lot aur capital do alag alag chij hain lekin capital ki vajah se hi aap Forex main kaam kar sakte hain Kyunki capital ko Aam Zubaan Mein Samaya carry Kaha jata hai isliye Itni achi sarmaya Kari Hogi utni hi acchi aap earning kar sakte hain aur agar aap Forex Mein accha kaam kar rahe hain tab bhi aur agar aap Forex menu Hai tab bhi aap Forex Mein achha Sharma Kari Karen lekin uske saath saath apni lot size ko Apne balance ke hisab se apne capital ke hisab se Rakhe Taki aapko Jada nuksan Na Ho Kyunki Jitna kam lot size Hoga utna hi account ke liye baitha hai aur kam lot size use Karen aur Jyada trade open kar le ja beta hai Baje Iske ke aap ek hi buddy lot Laga kar Apne account ko risk Mein Laga De isliye risk free trading Karen come lot size use Karen aur accha capital Rakhe tab aap backup ke liye Ye beta Hoga aur aap apne account se safe trading kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

          Dear jaisy ap ne baat ki hai lot ki to ais market mai jab bhi ap ne trade lagani hoti hai ais mai ap k pass free margin hona chaye tab hi ap ais market mai trade open kar sakty hai agar ap ne ais market mai aik trade laga di hai aor ap ki trade loss mai ja rahe ho to ap ka free margin kam hota jata hai aisy hi agar ap ne mazeed trade lagani ho to ap ko ais mai free margin rakhna parta hai aus k liay ap k pass aik to account mai levrage zayda honi chaye aor aus k sath sath ap ka account bara ho ga to aus k baad ap k account mai margin free ho ga ais mai ye hai k jab ap ais market mai lot bari lagaty hai to ais mai ap ka margin zayda use hota hai ais mai apko account k hisab se lot use karni chaye ta k ap k pass free margin her time rahy.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

            Dear friend forex trading main humy apny account balance k mutabiq lots size select karna chae ha humara account bara ha to phr hum tohri bari lots laga sakty han par phr bi both bari trade ni lagani chae ha or 500 dollars sy chota ho to phr ap 0.01 sy 0.02 ki lots lagany is sy ziada ki lots na lagany warna ap ka account wash ho sakta ha
            Forex trading main trading karty waqat humy lots size ko apny account k mutabiq adjust karna chae ha or jab trade open karny to stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k humy loss ziada na ho or hum ziada earning kar sakeny
            Jab hum log forex trading main small lots lagany gy to humara account risk free ho ga or humy acha profit mil sakta ha
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex mai lot ka or capital ka relation

              Forex trading mai kam karny walay expert traders aur thora bohot b trading ka knowledge rakhnay waly traders iss baat ko achi trah say janty han ke trading mai lot size ke selection aur trading account mai majood capital ka aps mai bohot he ghera aur close relation hota hai aur iss relation ko nazar andaz kar kay trading karna both he averge type ke traders ke nishani hai.

              trading mai money management ka khayal rakhty hoie he karna aik behtar hikmat e amli hai aur . ager trading mai lot size aur capital kay relation ko nazar andaz kar kay trading ke jiye tu trading bohot he ziada chancy aur risky ban jate hai. traders kay ziada tar trading account buri trading decision ke waja say kam wash hoty hain aur ziada tar lot size aur capital ko proper understand na karny ke waja say hoty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X