Money Management kyon zaroori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management kyon zaroori hai?
    Dear money management forex trading ka ek aisa hissa hai jahan money management ko follow kar k hum na sirf apney account ko wash honey se bacha saktey hain balkey gradually apney account ko profit ki taraf le jatey hain money management main apki lot size aur stop loss bohat ziyada ehmiat k hamil hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management kyon zaroori hai?

    Risk ko minimize karny key ley hi account ko manage kar key trading ki jati hay agar account management na ki jaye to risk factor bahot zeyda ho jata hay aur es waja se traders proper achi trading karny me fail ho sakty hey, trading ki agar learning ki jaye to account ko manage karna traders ki learn ka part hona chaye, jab tak account management ki learning nahi ki jati traders ki learning complete nahi ho sakti hay, account management key through traders ko kamyabi mil sakti hay, good trading karny key ley account ko manage karna zeyda best ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Money Management kyon zaroori hai?

      Money management trading me es ley zarori hay key account balance ki safety ki jaye, risk ko jab be ham manage karty hey to ye account ki management traders key account balance ko zeyda time tak safe rak sakty hey, account balance agar zeyda ho ya kam ho money management karna es key ley bahot zarori hay, agar account ko trading me manage na kia jaye to ham market me risk ko management me be fail ho sakty hey aur yahi cheez traders ko kamyab hony se rok sakti hay, account manage key base par hi risk factor ko minimize kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Money Management kyon zaroori hai?

        Dear forex trading members Assalamualaikum Forex trading market ma apko survival ky leay management bahot zarori hai agr qpko long time ky leay market ma ana account safe rakhna aor grow krna hai to apko trading ma management krnq bhaot zarori hai motivated ho ky interest ly ky apko trading market ma kam krnq chye
        Asal ma management ki four major types hain jin ma sy aik to apko
        1. Money management
        2. Account capital management
        3. Trade management
        4. Behaviour and psychological management
        Yeh four types apko understanding krni chye qor market ma knowledgeful information aor analysis ky bad apko kam start krna chye forex trading market ma casual behaviour sy trading na kren
        • #5 Collapse

          Re: Money Management kyon zaroori hai?

          Forex trading members apko Pakistan forex forum ma ti knowledge mil he jata hai lkn hamara mala yeh hai ky hum qpny hasil krda knowledge ko istemal he nhi krty hain aor hum blame market ko krty hain agr ap full lot size use kro gay aor use he nhi kro gay management strategy ko to aoko to bahot loss he ho ga lehaza ma aoko yehi kehna chahun ga ky market ko aisy he nhi leqve krty haun management strategy bht zaroori hai apko forex trading ma money management ky leqy owhly sy planning krni chye acha technical analysis aor fundamental aor neww update leni chye phr kam krna chye management sy apko yeh surety hoti hai ky apko limited loss ho ga lkn qoko kabi bhi account wash ka smna nhi krna pary ga yeh apko maloom hota ha
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: Money Management kyon zaroori hai?

            Dear jaisy ap ne dekha ho ga k koi bhi business ho aus mai kamyab hony k liay ap k pass aik plan hota hai jis k hisab se ap aus mai kaam karty hai aor ap kamyabi paa lety hai magar ais market mai ap ne kamyab hona hai to aisy hi ais mai hum ko pata hai k risk bahot zayda hai ais mai money loss ka agar hum ais market mai loss karty hai to hum ais market mai sirf bari lot aor stop loss na lagany ki waja se karty hai jab hum ais market mai choti lot use karty hai to hum ais market mai loss se bach sakty hai kun k ais market mai jab hum lot choti use kary gay to hum apny account par risk kam ley gay aor ais market mai humra account safe rahy ga agar account par zayda risk ley gay to ho sakta hai k humra account wash ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Money Management kyon zaroori hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forex teacher پيغام ديکھيے
              Dear money management forex trading ka ek aisa hissa hai jahan money management ko follow kar k hum na sirf apney account ko wash honey se bacha saktey hain balkey gradually apney account ko profit ki taraf le jatey hain money management main apki lot size aur stop loss bohat ziyada ehmiat k hamil hain.
              Dear friend ap ny both acha question kea ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main humy apny account ko proper money management sy chalana chae ha ta k humy loss na ho or humy ziada sy zisda fayda ho sakta ha is ley humy knowledge or experience hasil karna lazmi ha
              Forex trading account main jab bi trade open karni ho us k bary main seekna chae ha us ki resistance level or support level ka pata hona chae or is k alawa humy us pair ka trend find karna chae ha jtna hum soch samj k trading karny gy to humy ziada fayda ho sakta ha
              Forex trading ko humy serious la k trading karni chae ha ta k humy loss bilkal na ho or hum aram sy kamyab hon
              • #8 Collapse

                Re: Money Management kyon zaroori hai?

                Agar hamen forexs mein kamyab hona hai to ismein money management bahut jyada jaruri hai isiliye hamen chahie ki Ham ismein apni Mani ko manage karke aur proper tarike se chale to hamen ismein fayda hoga isiliye hamen chahie ki forex mein market to finalise Karen aur uske bad trade Karen jitna jyada hamen iske bare mein experience hoga aur jitna jyada Ham money management ke sath chalenge utna hi acche tarike se Ham fayda hasil kar sakenge vahi hota hai jo money management ke saath Jo hota hai aur apni mummy ko man karta hai ki kis tarah apni trade ka profit mein lekar jana hai aur kis tarah wo ek beta trader Ban sakta hai ek expert trader aur successful trader ke piche uski money management ka hisab tu jyada jaruri hai hamen forex mein kam karne se pahle apni money management ko behtar karna chahie aur iske bare mein expert se leni chahie aur iske bare mein sikhana chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Money Management kyon zaroori hai?

                  [B]Money management in forex trading.[B]
                  Dear members trading main money management ko bahut hi zyada importance hasil hai, us ki sab se bari wajah yeh hoti hai ki jab bhi Ham trading kar rahe hote Hain to agar money management kar ke trade lagaen ge to aap ko loss kam se kam hota hai jo ki aap ki bardasht mein hota hai. Money management se Murad yah hoti hai ki agar hamare trading account mein $100 maujud Hain to Ham uska 25% capital trading mein use Karen aur 75% secure rakhen is method ko istemal karne se aap ka account kabhi bhi washout nahin ho ga agar incase aap ki market reverce ho jaati hai aur aap ko loss ana shuru hota hai to aap waite Karen is tarike se market dobara wapas aae gi aur aap ka nuksan profit mein tabdil ho jae ga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Money Management kyon zaroori hai?

                    Business mai money management bohat zaruri aur laazmi hai. Conventional business mai aur forex trading ya online business mai money management bohat zaruri hai. Conventional business mai money management na kernay waley uss waqt loss uthatay hain jab woh capital aur profits ko use kertay rehtay hain aur unhain andaza he nahi hota kay woh apna business roll out kertay jarahey hain aur phir aik time aisa aata hai jab business khatam hojata hai aur recovery ka moqa nahi bach pata.

                    Forex trading business mai jo traders money management nahi kertay unhain bhi aisi he pareshani say guzarna parta hai. Money management say he pata chalta hai kay trades ko. Kaisay plan kerna hai aur kitni limit tak apnay account balance ko use kerna hai aur kaha pay trades ki limit rakhni hai. Money management say forex traders apnay business ko bohat he achay tareekay say bohat dair takk run ker saktay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X