jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain
    agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy emotions hamara sub sy bara dusman hain forex aik online business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex ak asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamoy earning be deta hain hum is mai live trading karny ky ilwa amount be invest kar sakty hain forex aik international or unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

    G han agar trading me emotions par traders complete control hasil karny me kamyab ho jaye to mery khayal me us ki kamyabi 100 percent yakeeni ho sakti hay jo be trading me loss hota hay ye emotions ki waja se hi ho sakta hay, trading me emotions ki koi jaga nahi, jo traders emotional ho sakta hay us ko kamyabi enti asani se kabi be nahi mil sakti hay, demo account me agar real account ki tarha trading ki jaye to traders emotions ko be control karna learn kar sakty hey, trading me loss key bad hi traders emotions zeyda kar sakty hey ya jab be trades open key jaty hey to traders loss key dar ki waja se be emotions kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

      yes,dear forex markeet aik digital mined ka business hay jis main agar ham apnay mine ko kaboo main rakh saktay hain to forex jaisa koi bhi aisa profitable business nai hay jis main itni asaani say itni achi earning milty ho aur agar ham apnay aapko kaboo main nai rakh saktay hain to ham is ki har ik asani ko bhi mushkil hotay daikhaingay aur is say ham kabhi bhi achi earning nai lay sakaingay is liye hamko sirf aik chotta sa kaam krnays ay he bahut ziada faida mil sakta hay jo hamko poori life tak hamara sath dainay k liye tayar hay laikin usk liye hamko apnay emotions ko apnay he control main rakhna koi mushkil kaam nai hay yeh baatain hamko pehlay bhi samhai jaaty hain jub ham forex ko join krtay hain laikin hm kia kaarain k hamko samnay bahut sara paisa dikhai daita hay jo hamko bardasht nai hota hay aur ham jaldi say usay hasil krnay ki koshish krtay hain but ham fail ho jatay hain jiska reason yahi banta hay k ham apnay aapko apnay he control main nai rakh saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

        G han agar traders apny emotions ko hi trading me control kar sakty hey to ye be es ki kamyabi hi hoti hay, loss hamesha traders key emotional hony ki waja se hota hay, loss ki recovery tab tak possible hi nahi hay jab tak emotions ko traders control nahi kar lety hey agar ye samja jaye key without emotions ko control key hi ham achi trading karny me kamyab ho sakty hey to ye traders ki ghalat soch hi ho sakti hay, emotional ho kar na to loss ko roka ja sakta hay aur na hi loss ki recovery mumken hay aur na hi acha profit earn karny me koi trader kamyab hony ka soch sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

          Dear ye zarori ni hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai sirf emotion par control rakhna hai ais market mai aor bhi bahot sari baty hoti hai jin par control karna parta hai aor aus k baad hum ais market mai acha kaam kar sakty hai agar hum ais market mai knowledge aor experince ko sath le k chalty hai to aus time hum ko ais market mai lalch ko door rakhna ho ga aor aus k sath hum ko apny emotion par control rakhna ho ga tab hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai jab hum bahot sari cheazon par control kar lety hai to aus k baad hum perfect trader ban jaty hai aor ais market mai profit bana sakty hai ais market mai loss se bachny k tareeky bahot hai magar aun par mehnat karni parti hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

            Forex trading business mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Apne emotions ko control Karke kam karna chahie aur mehnat Karni chahie ki Ham struggle karte hue kamyabi Hasil kar sake Forex trading business profitable business uske saath Saath Hamesha time bahut dafa loss ka bhi Samna karna padta hai jisse Ham Kabhi apni emotions ki vajah se trade Nahin Lagate risk se bachne ke liye Bahut Si traders trade Nahin Lagate aur sometime over profit ki vajah se bahut se traders emotion College Mein Aakar overtrading Laga Dete Hain FIR bahut heavy loss ka Samna Karte Hain Forex trading business 1 online business hai Ham easily Ghar Baithe Baithe anding Kama sakte hain isiliye Hamen Kamyab hone ke liye Forex trading business Mein Apne emotions ko control karte hue struggle Karni chahie Ke Apna Gol Hasil Karke Kamyab ho sake Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

              Ap ki bt bilkal durst hy forex hi kya dunya ka koi bi business ho us m agr ham emotions ka istamal krty han to hamy kuch b hasil ni hota hamy emotions sy bach kr kam krna ho ga isi tahra forex b aik behad difficult or risky business hy is m b ham jb emotions ka istamal krty han to hamy bhari loss ka hi samna krna prta hy hamy emotions sy bach kr trading krni chaiy tbi ham and ho skty han ham forex m apni mrzi sy kam kr skty han ham is m full time bi kam kr skty han or part-time b kam kr skty han ye hamy hr tra sy profit frahm krta hy forex hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy forex aik international business hy ye kbi b bnd na hony wala business hy jo k tazi sy phalta ja ra hy hamy b is m kam kr k acha profit hasil krna chaiy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

                100% successful honay kay liye 100% emotional control bohat zaruri hai. Trading mai emotions ka bohat role hai. Jab traders market mai trades open kernay kay liye study kertay hain aur trends daitay hain tou unhain apnay emotions pay bohat control chaiye hota hai. Aksar traders ko pata nahi chalta aur trading terminal pay time frames ko ignore kertay hain aur time frames ki ehmiat ko ignore ker daitay hain. M1 kay time frame ya M5 kay time frame mai trends aur movements daikh kay he trades open ker laitay hain aur us movement ko daikh kay lot size bhi ziada rakh laitay hain. Jo unkay account balance kay free margin aur equity say supported he nahi hoti. Iss Tarah aik choti si jaldbaazi aur emotional move bohat Bara loss kerwa daiti hai.

                Business mai emotions nahi aqal aur planning Kam kerti hai. Iss liye planning aur strategies pay focus rakhna chaiye aur emotions ko side pay rakh kay trading kerni chaiye. Emotions dikhanay ki aur bohat si jaghain hoti hai iss liye business mai emotion ko control rakhna he kaamyabi ki zamanat hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

                  Dear members human emotion Hamari social Life ki khubsurti hote Hain shivaay khush emotions ke a jo ke negative hun . Forex trading ek business hai aur is mein acche ya bure kisi bhi emotion ki gunjaish nahin hoti. Hamen chahie ke Jab bhi Ham trading karen to kabhi bhi emotional ho kar trading na Karen balke Jo chart ki reality kehti hai us per ja kar trading Karni chahie agar chart jata hai hi ki yah price niche jayegi to kabhi bhi hamen apne taur per yah andaza nahin lagana chahie ki nahin shayad upar jaaye aisa karne se hamesha nuksan hota Hai. Isi tarike se Jab Ham trade lagane lagte Hain to trend ko judge karne ke liye Ham chart se hat kar sochana shuru kar dete Hain aur aur bahut se traders nuksan bhi uthate Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

                    ji Bhai aapane bahut achcha tha lekin aapki baat kuch atak theek hai lekin full is samay agri nahin karta kyunki agar aap ful confidence ke sath bhi trade Kare aap hee motion ke sath train Na Kare to aap ki train mein baith ja sakti hai lekin aap profit nahin kar sakte jab tak aap ko iske bare mein experience now Forex mein kam karne ke liye experience bahut jyada jaruri hai aur uske bad aapko emotions aur Lal ke sath nahin karni chahie jitna aap ismein knowledge karenge Jay motion ke sath trade karenge aapko ismein loss ho sakta hai isiliye aapko sabse pahle jaruri hai kya aapke pass experience jitna Dada aapke pass experience hoga utna hi rahta trade kar sakenge aur uske bad aapko emotion control karna chahie to aap ismein successful trader Ban sakte hain successful trader ki nishani hai ki vah emotions ko control karke full confidence ke sath karke karta hai to vah hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

                      Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex main emotions ka bohat asar hota hay aam tor par traders main bad emotions paida hotay hain jo k Forex main loss ki wajah say hotay hain aksar traders Forex ko jald bazi aor lalach main aa kar join kar laitay hain aor woh Forex ko without knowledge and learning kay hi start kar laitay hain jes say experience na honay ki wajah say un say kai mistakes bhi ho jati hain aor es taran un ko Forex trading main bohat bara loss bhi ho jata hay jes say un main kai emotions janam lay latay hain jen ki wajah say woh Forex ko fake understand kartay howay chord daitay hain ya phir apnay loss ko recover karnay kay liay aik aor mistake yeh bhi kar laitay hain big lot size say trade open kar laitay hain es taran say woh aki mistakes kartay hain aor loss pay loss kartay hain.es liay trader ko chahiay k woh Forex main apnay emotions ko control karain aor aor apni learning ko complete karain aor demo practice karain aor learning, experience kay sath trading karain aor mistakes ko remove karain kun k emotions pay control hi kamyabi ka zamin hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                        agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy emotions hamara sub sy bara dusman hain forex aik online business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain forex ak asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamoy earning be deta hain hum is mai live trading karny ky ilwa amount be invest kar sakty hain forex aik international or unique business hain
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main hum log jtna mehnat karny gy or apny emotions ko control karny gy to hum log maximum profit hasil kar sakeny gy jab emotions control ni karny gy to hum log apni sahe trade ko bi loss main ya phr both kam profit main close kar dan gy jis ki waja sy humy loss he ho ga is ley humy apny emotions ko control karna ho ga jab tak hum log proper learning or practice ni karny gy is sy maximum knowledge or experience hasil ni karny gy to humy loss he ho ga is ley pehly humy maximum knowledge or experience hasil karny k ley humy apni learning pe ziada tawaja dani ho ge or ziada sy ziada practice sy experience hasil karna ho ga tab he hum log emotions ko control kar sakeny gy jis sy hum ache trading kar sakeny gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : emotions control mai hain to hum 100% success full hain

                          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se seamt krta hun forex mai jub tradors apny emootions par control rakh kar kam karengy tab he kamyab hongy or jub wo api trading main jald bazi kar k kam karty hain tu wo kbhi bhiu kamyab nahi ho skty hain es bat ko hum bari achi trha se janty hain k jub hum apny emotions par control ahi rakh paty hain tab hum apni trdaing main kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain apny meotion spar jub hum control nahi karty hain tab hmian loss hota hai or jub bara loss ho jata ha tab he un ka account wash ho jata hai tu hmain sub ko api trading main emotions par contol rakhna chahye ta k hum miyrai trading karen q k jub hum khud apny loss ko manage kar k trading karengy tab he hum kamyb hongy warana loss ko hi face karengy sath main account se bhi hath dho betheny. tu avoide karen jlad bazi se or apny account ko bhi save rakhen sath main proft bhi acha earn karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X