Jaiza: private banking system aor govt banking system ma kya difference hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: private banking system aor govt banking system ma kya difference hai?
    Dear forex trading members private banking system aor govt banking system ma kya difference hai? Banking system ko kon fully control krta hai?
    Money laundering ma banking system ka bhi hath ho skta hai ya nhi?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: private banking system aor govt banking system ma kya difference hai?

    Private banking system aur govt banking system me ye difference hota hay key private banking system kesi kisam ki koi polices nahi bana sakty hey jab key govt banking system esi policies bana sakti hey jes ka effect Forex market par ho sakta hay, ECB meeting jab be hoti hay to wo koch esi polices banaty hey jes ki waja se market prices me changing ajti hey, jab key private banking system ki meeting ki ehmeyat zeyda nahi hoti aur na hi private banking system ki polices ka effect Forex market par ho sakta hay, traders key ley zarori hay key us ko govt banking system ki policies updates be hasil karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: private banking system aor govt banking system ma kya difference hai?

      Private banking system ki agar bat ki jaye to Forex market me es ki koi be ehmeyat nahi hoti hay jab key Govt banking system ki importance bahot zeyda hoti hay, Govt banking system jo be decision lety hey es ka effect direct Forex market par hota hay aur currencies ki prices zeyda had tak change be ho jati hay, fundamental analysis karny waly traders Govt banking system ki policies par bahot zeyda nazar rakty hey aur jo be news release hoti hay es ko trading me test karny ki koshish karty hey, ECB bank system ki meeting ka name to sab ne hi suna ho ga ye be Govt banking system ki meeting hoti hay jes ka asaar market par bahot zeyda hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: private banking system aor govt banking system ma kya difference hai?

        Dear forex trading members Assalamualaikum private banking bhi got ky under command kam kr rahy hoty hain jitna bhi karobar hota hai daily ki report got bank kp di jati hai jub ky got bank ky interest rates monitorin policy qor market ky sentiments ka pta apko giver of the bank sy lgaya jata hai aor kisi bhi country ky reserved ka pta bank state mentioned sy lgaya jata hai forex trading market ma apko banking system ky bary ma lazmi maloom hona chye ta ky apko trading ma kisi bhi economic mishap ka smna krna pary to apko apny account ko according management ma asani ho ho asal ma apko maloom ho ga ky forex trading market banking system sy he ijad hui hai aor isi sy isko paper ai mili hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: private banking system aor govt banking system ma kya difference hai?

          Dear jaisy ap ne baat ki hai banking system ki to ais mai koi bhi diffrence ni hai agar ap k pass paisa hai ap beshak aus ko private bank mai rakhy ya govt k bank mai rakhy ais mai jo private bank mai aun mai intrest thora zayda hota hai aor aus mai ap ko thori zaya facilities hoti hai jin par ap ko extra fee ni deni parti hai aor ap aun ko use kar sakty hai jaha tak baat hai account ki to ap ki apni marzi hoti hai k ap kon se bank mai account open karwaty hai ais mai agar ap ne private bank mai account open karwana hai to aus mai bhi koi masla ni hai ap ka paisa save hi hota hai ais mai ap ko kisi kisam ka dar ni hota ais mai sab se achi baat ap ko loan kafi zayda mil jata hai agar ap ne business karna ho to ap ais mai loan ley k start kar sakty hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X