Market ki movement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement
    Market ki movement es waja se be same direction me move nahi kar sakti hay key different market sessions open aur close hoty hey agar app note karen to market ki movement jab hi opposite direction me move karna start kar leti hay jab new market session open hon jaye ya close hony ka time nazdeek ajaye, trades ko open aur close karny key ley zarori hay key ham market sessions key open aur close hony key time par be nazar raken, aur hamy har market session key open aur close hony ki timing ki information be honi zarori hay, market sessions se be market prices par bahot zeyda asaar ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement

    forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hamy market ke movement ko samj kar is mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex ak unique business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy expert banna ho ga pher he hum market ky up down ko samj saky gy forex market up hote hain or low hote hain or market side mai be move karte hain hamy agar market ke movement ko dahk kar mahnet sy kam karna cahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex pakistan mai legal business ban cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement

      Dear ye to depend karta hai k market ka trend kai hai agar market aik trend mai ja rahe ho to aus mai ye ni hota k market sedha hi jaye gi aus mai market kai dafa retracement leti hai agar is market mai aik taraf ja rahe hai to aus mai hum ko market ka trend dekh k enter hona chaye kun k ais market mai jab market retracment leti hai to banda yehi samjh raha hota hai k market ka trend change ho gia hai magar aisa ni hota ais mai market thori bahot correction leti hai aus k baad phir market apny trend mai moment start kar deti hai ais time hum agar market k sath enter ho jaty hai to hum ais market mai kafi acha profit bana sakty hai ais market mai hum ko moment ko samjhna parta hai aus k hisab se ais mai trade karni hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement

        Forex trading business main market ki direction Hamesha opposite Hoti Hai Kyunki market mein bahut ziyda competition Hai Har time market Mein trading ka procedures rahata hai Hamen chahie ki Ham koshish karen ki market ki up and down Market directions ko samjhaie learning Karan then trade order lagaen analysis ke Hamen kabhi bhi nahin Lagani chahie Kyunki Humne market Ki Ab pendown ka knowledge Nahin Hota To Ham galat rail lagakar Hamesha loss Hota Hai loss Hamen Hamesha market ki movement ko Dekhte Hue trade set Karni chahie aur apne senior se discuss Karte Rahana chahie Kyunki Uske pas ziyda knowledge or experience hOta hai market ki movement for proper analyse karne ke liye Hamen market news se awareness rakhni Hoti Hai market news ka technical analysis Hai Jisko samajhna bahut Mushkil hai isiliye Apne senior se guidelines lete Hue profitable trade order lagakar Achcha profit and Karen
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement

          Forex market ki moment do factors per depend karti hai ek Hi technical aur dusra hai fundamental factor. Technically jab market ko judge karte Hain ke kis taraf movment Kar Raha Hai to aisa nahin ke sessions ke open ya close hone se market ki movement change ho jati hai balki tamam world ke log trend ko follow karte hain aur agar kisi pair me price up ja rahi hai to unki koshish hoti hai ki Ham bhi usko trend ke sath position lagaen. Technically effect me waja se market mein Jo movement hoti Hai woh reasonable hoti hai aur ziada fast nahin hoti. Lekin jo bhi movment market mein fundamental factor ki wajah se aati hai wah bahut rapid hoti hai aur uska koi time period nahin hota isliye economic calendar ko bhi follow Karen ki kaun si aisi news hai jo trading ke hawale se aane wali Hai to uske hisab se aap follow karenge to aapko Mazeed madad milegi.
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement

            Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main hmari trading market py hi depend karti hy k wo kis trend m ja rahe hoti hy hamy trend k hesab sy hi trading krni chaiy q k forex aik bot bara or behad profitable business hony k sath sath aik behad risky business b hy ham is m market ko ignore kr k achi trading ni kr skty hamy market ko follow kr k hi kam karna ho ga tbi ham successful ho sakty han agr kisi pair ki price up ja ri hy to hamy chaiy k ham market k trend k sath trade open or close karan market k trend ko follow kr k trading karny sy ham forex m achi trading kr skty han or forex hamy successful trader ban ny m madad dyta hy
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement

              koe bhi markit ho us ki movement hoti rehti hy kabhi markit opar ko jati hy to kabhi nechy ki traf ati hy yaeni kabhi woh markit apny andar farokht hony wali ashya ka rit barhati hy to kabhi usi markit maen unhin chizon ka reit com hota hy to kabhi unhin chizon ka reit usi markit main up hota hy yahi sowrty hall forex markit kio hy yeh markit bhi kabhi apny andar farokhthony wali ashya ka riet opar ko ly jati hy to kabhi yahi markit unhin ashya ka reit com kar deity hy or yeh movement aksir hoti rehti hy keh kambhi markit opar ko chali gae to kabhi wohimarkit nechy ki taraf move kar jati hy yahi sowraty haal har markit ki hoti hy
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement

                Forex market mai movement ka daaro madaar demand aur supply pay hota hai. Markets pooray world Mai different time zones mai open aur close ho rahi hoti hain jiss ka bohat impact hota hai. Asian market mai ziada ter currencies ka business hota hai aur issi tarah European aur USA market mai commodities pay ziada trading ho rahi hoti hai. Traders ko market ki movement pay laazmi nazar rakhni hoti hai kiyu kay business market kay sessions kay saath nahi market mai business kay sath chalta hai. Jab koi trade open ya close kerni hoto uss waqt markets kay over lap time ka khayaal rakhna bhi zaruri hota hai. Market kay opening aur closing sessions kay overlap time mai trends aik baar laazmi switch kertay hain laikin ye zaruri bhi nahi kay woh bohat ziada move karain ya trend set ho sakey ga
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement

                  Dear 4 x 1 online aur Kabhi Bhi Na khatam hone wala business hai Hamen market ki movement ko Samajh Kar ismein amount invest Karni chahie FIR Yahan market mein Main Rang kar sakte hain aur ham profit Hasil kar sakte hain Forex 1 unique business Ham ismein Agar tuka system se kam kar rahe Honge To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga Hamen expert Banna Hoga free Ham market ke up down ko samajh sakte hain Forex trading memory trading market per hi depend karti hai keva kis train mein ja rahi Hoti Hai Hamen train ke hisab se hi trading Karni chahie Kyunki Forex Ek bahut bada aur behad profitable business hai profitable business hone ke sath sath Ek whisky business bhi hai Ham ismein market ko ignore Karke acchi trading nahin kar sakte main market ko follow karke Hi Kam karna hoga tabhi Ham successful ho sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement

                    Gee han forex market ek hi direction main move nai karty yeh koi bacho khail nai hai yeh ek boht big trading war hai har koi market ko apnay control main lanay ki koshash kar raha hai jis ka trading experience k sath invest paisa b acha hai wo hi trading ko apna control main kar laita hai har trading seasion main big big order lagay hote hai aisa lagta hai har seasion se log trading war main kodate hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X