New thread create karny me ehteyat karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New thread create karny me ehteyat karni chaye
    Bahot se members new threads create karty hey mera mashwara hay key threads zaror create karny chaye es se knowledge me ezafa hota hay magar es me koch ehteyat karna bahot zarori hey, sab se pehly esy topic ka jaiza lena chaye jes me hamara knowledge acha ho aur hamari bat other trader ki samaj me be ajaye, aur thread key through members ko ghalat information deni ki koshish nahi karni chaye agar app ko kesi bat ka knowledge nahi hay to jab tak app es ko conform nahi kar lety app ko forum me es topic par discus be nahi karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

    jab hum thread create kary to hamy pahly apny knolwedge ko 100% secure banana ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex mai hum aik din mai 4 theard kar sakty hain hamy mayare kam karna chahey agar hum gaar mayare thread kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account banned ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat taze sy phal raha hain forex jasa koi or business nahi hain hum is business mai apny boss kud ap hoty hain is mai hamra koi be boss nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

      G ha dear agar hum ais forum par kaam karty hai to hum ko ais mai ye dekhna chaye k hum ais mai jo bhi thread lagye aus mai topic aisa ho jo phly na ho ais forum par jab hum acha thread banaye gay to hum ko aus par thanks bhi zayda mily gy aor aus se logo ko faida bhi ho ga hum agar ais forum par acha kaam kry gay to ais ka hum ko hi faida hai k hum ko ais mai acha bonus mily ga agar hum ais forum par thread achy karty hai to humry thread delete ni ho gay ais tarha humra bonus zayda aata rahy ga agar hum ais mai thread fazool kary gay to humra bonus bhi kam aye ga aor ais mai baqi logo ka time bhi zaya karwaye gay kun k ais mai humri thread delete ho gi to jin logo ne reply kia ho ga wo sary sath delete ho jaye gay.
      • #4 Collapse

        Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

        G han new thread ham daily hi create karty hey magar ham ehteyat karny ki koshish bilkul be nahi karty es ka nuksan yahi hota hay key bar bar ham esy topic key hi threads create kar lety hey jo key repeated topic key hi hoty hey, for example ham demo account se related koi thread create karty hey to per se kesi be new threads me ham esi topic ko repeat karny ki koshish nahi karni chaye es ley new threads jetny be ham banaty hey careful ho kar hi different topics ko le kar es key threads banany ki koshish karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

          Gee haan jub bhi aap new thread create kerain tou aap ko chahyea kay aap pahele jo thread create kernay ja rahay hain pahele uss kay baray mein achi tarah maaloomaat jama kerain uss kay baray mein aik acha sa topic select kerain aur uss kay baad thread aisay create kerain kay aap ka thread aap kay topic ko wazih taur per bayan ker sakay aur baat iss tarah samjhain kay step by step her aik cheez ki perhnay walay ko achi tarah samajh bhi aa jaye uss kay baad iss baat ko bhi zahen mein rakhna chahyea kay jo thread aap create ler rahay hain woh forex trading kay related hona chahyea kyun kay yeh forum forex trading seekhnay kay lye banaya gaya hai tou iss mein jo guftugu ho woh bhi forex trading kay mutaliq hi ho forex trading ka knowledge ho forex trading ki information ho forex trading kay rules and regulations ko bhi aap apnay thread mein shamil ker saktay hain aur jitna kuch aap yahan per share kerain gay aap ko khud ko uss kay baray mein maaloomaat zaroor hoon ur aap ka zahen uss thread per 100 percent mutmain hona chahyea
          • #6 Collapse

            Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            New thread create karny me ehteyat karni chaye<br />Bahot se members new threads create karty hey mera mashwara hay key threads zaror create karny chaye es se knowledge me ezafa hota hay magar es me koch ehteyat karna bahot zarori hey, sab se pehly esy topic ka jaiza lena chaye jes me hamara knowledge acha ho aur hamari bat other trader ki samaj me be ajaye, aur thread key through members ko ghalat information deni ki koshish nahi karni chaye agar app ko kesi bat ka knowledge nahi hay to jab tak app es ko conform nahi kar lety app ko forum me es topic par discus be nahi karna chaye.
            JI bhai jan ap nay most important topic pay bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Aj kal Forum pay kai aisay members bhi hain jo maray khial main just threads hi create kar rahay hain aor aisay threads create kartay hain k jisay un ko Forum kay rules and regulation ka kuch knowledge na ho aor aik hi topic pay kai threads create kar datay hain jis ki wajah say reply karnay kay liay others members ko kafi confusion hoti hay aor baz members to aisay fazool qisam kay threads create kartay hain jin kay reply say reply karnay walay members ka time bhi wast hota mara aisay members ko mashwara hay k woh threads create karnay say pehlay Forum kay rules and regulation ko achi taran reed kar lain Forum kay rules kay hisab say threads ko create karnay say pehlay achi taran search kar lana chahiay k kia this topic pay koi aor pehlay say thread to mojod nahi hay pehlay say mojod na honay ki soorat main hi Forex kay topic pay hi thread create kia jay aor aisa thread create karna chahiay jis say others members ko Forex ka knowledge hasil ho fazool kisam ka thread bil kul create nahi karna chahiay members ko ziada tar sawalat kay jawabat danay chahiay threads ziada say ziada 3 say 4 daily kar saktay hain daily ziada threads create karnay ka koi faida nahi hota lehaza haman threads create karna main Forum kay rules and regulation ko follow zaror karna chahiay thanks.
            • #7 Collapse

              Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

              Piary dosto aap ne post create karne ke Mota Lekh Kafi acchi baten Bata Diye Tamam doston ko chahie Jab Bhi post create karne lage to use forum ke rules and regulation ko Jarur Parle Kyunki Agar aap ne rule ko Bade bagair post Karenge to moderator usko remove kar dega. Jis per topic per aap likhna Chahte Hain Use per aap mukmmal Jyada aur nale ji Katha Karen FIR usko aap post Karen. Post jitni e Muktsar Magar meaningful Hogi utna hi aapko Jyada fayda milane ka yah Chand Hota Hai Muktsar se matlab yah ki kam se kam 500 words honi chahie Magar Aap Jo bhi baat kar rahe hain vah Tamam karne walon ke a samajh mein a Jaani chahie agar aap Jyada Lafzon Ki post likhate Rahenge aur member ko samajh Nahin Aaegi to uska koi fayda nahin.
              • #8 Collapse

                Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                New threads pak forex forum pay her member create kerta Hai kiyu kay new threads mai sawaal poocha jatey hain aur jiss masla ka hall maloom na ho ya koi query ajaey tou thread Bana kay poocha Jata hai aur senior forum members uss pay reply ker kay uss ka hall Bata daitay hain. Pak forex forum pay threads banatay waqt bohat si baato ka khayaal rakhna hota hai takay threads ka maqsad poora ho sakey. Threads ka topic aisa hona chaiye jo duplicated na ho kiyu kay duplicated aur repeated threads delete ker diye jatey hain aur uss pay kiye gaey posts bhi saath he delete ho jatey hain. Iss bohat set members ki mehnat aur waqt zaya hota hai. Forum pay threads ki limit ka bhi khayaal rakhna hota hai kiyu kay her member 4 threads ker sakta hai iss say ziada threads delete ho jatey hain.
                • #9 Collapse

                  Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                  g han ap ny bikul sahi kaha hai main apki bat se sehamt krta hun forex forum main jub bhi thraeds karna ho tu os tpic k sath thraeds bnaen jub jis ka apko confirm knowledge hai jub ap miyari information apny thraeds main likhty hain tu apko bonus acha milny k chnaces hoty hain tu apko chahye k koi bhi fake information share karen q k kisi ko bhi galat information share nahi karni chahye ayse bakiun ko jub galat information send hoti hai tu ap ki wjah se bakiun ko loss hony k chnaces barh jaty hain es liye apko apni trading main jub ap apni trading k bary main jo kuj janty hain yah apko jitna kuj ilm hai wo sub kuj thareds main likhe den koi bhi bat galat na karen q k ub hum galat bat karty hain tu hmain acha bonus milta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                    Dear Forex trading worldwide business main kaam karne se pahle Iske rules ko follow karna chahie tabhi Ham ismein acchi trade kar sakte hain aajkal form pay ke Aise members Bhi Hai Jo Mere Khyal Mein justrade Hi create kar rahe Hote Hain aur Aisi trade create karte hain Jiski vajah se ke Jiski vajah se unko form ke rules and regulation ka Kuchh knowledge Nahin Hota aur ek topi ke trades create kar dete Hain Jiski vajah se reply karne ke liye others members ko Kafi confusion hoti hai aur Baaz members essay fazool kism ke trades create Karte Hain Jinke reply se reply karne wale members ka time bhi West Hota Hai mere Aise members ko Mashwara hai ki vah trades create karne se pahle form ke rules and regulation ko acchi Tarah read kar lain tabhi vah acche traders Ban sakte hain aur acchi trade open karke achha profit Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                      Gee han post jaisy marzi karo koi zaida farq nai parna un k apna bonus hi kam aana hai lekin thread par forum par bura asar pare ga q k forum ki pehchan b thread ki wajah se hoty hai thread k title ki wajah se hoty ahi is liay thread create karnay main boht ahtiyat ki need hoty hai pehlay search kar laina chayie jo thread create kar rahay ahi wo pehlay se mojood to nai hai agar hai phir usay create na karo usy old par hi comments kar do yeh seb zaida behtar hai
                      • #12 Collapse

                        Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Bahot se members new threads create karty hey mera mashwara hay key threads zaror create karny chaye es se knowledge me ezafa hota hay magar es me koch ehteyat karna bahot zarori hey, sab se pehly esy topic ka jaiza lena chaye jes me hamara knowledge acha ho aur hamari bat other trader ki samaj me be ajaye, aur thread key through members ko ghalat information deni ki koshish nahi karni chaye agar app ko kesi bat ka knowledge nahi hay to jab tak app es ko conform nahi kar lety app ko forum me es topic par discus be nahi karna chaye.
                        Pakistan forex Forum best site ha jis sy hum log behtar learning Kar sakty han or sath main trading k ley bounce bi hasil Kar saky Han jis sy hum trading Kar k ache earning kar sakty han is key humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy hum utny he kamyab ho ge is ley jo new thread create karna ho to is main try karny k maximum knowledge maximum information maximum ache planning or strategy share karny ta k is sy sab members ko fayda ho saken is key humy ziada sy ziada bounce hasil karny k sath sath acha knowledge, information or ache planning or strategy seek saken or us sy real account main trading Kar k successful ho saken
                        • #13 Collapse

                          Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                          G bilkul humy new thread create krty wqt buht ahtayat karnii chye ku k forex humra online kam hy as pay hum jatna zyda mahant kary gay acha or informative khowlage wla complete kam kary gay tu yaqeenan us say humy fida or earning bhi wesy hasill hotii hy ku k ya humra online khowlage wla business hy jas pay hum jatna acha khowlage share kary gay apni abilities ko show kary gay
                          Lihaza humy us say phall bhii wesy hasil hoga as lay humy humsha himat or hosly k sth jatna ho sky quality wla complete kam karna chye ku k jab humra kam acha hoga humri mahant hogie tu us say humy thankx zyda create hogay jab thankx zyda mily gay us say humy forex market say bonus acha mily ga ku k bonus say humri treading hotii hy
                          Jab hum achy bonus say forex pay kam kary gay tu yaqeenan humy profit bhi zyda hasill hoga but profit humri treading pay humry kam meyar or khowlage pay depand krta hy jatna acha or quality wla hardworking wla kam us say earning or fida bhii wesy hasil hoga....
                          • #14 Collapse

                            Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                            Forex trading worldwide Business mein kam karne se pahle Iske rules ko follow karna chahie tabhi Ham ismein acchi trade kar sakte hain aajkal form per Aise member bhi Hai Jo Mere Khyal Mein justrade Hi correct kar rahe hote hain aur ISI trade correct kar rahe hote hain aur ISI tradecraft karte hain Jiski vajah se unko form ke rules and regulation ke Kuchh knowledge Nahin Hota aur ek topi ke trade correct kar dete Hain Jiski vajah se apply karne ke liye other members ko Kafi confusion hoti hai aur baz Nimbuzz Aise Faizul Kishan ki trades correct Karte Hain jinki reply se reply karne wale members ka time bhi waste hota hai mere Aise members ko Mashwara hai keyboard trades correct karne se pahle form ke a rules and regulation ko acchi Tarah Raat Karle vo acchi Read kr ly phr hi wo avha traders Ban sakte hain aur acchi trade open Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New thread create karny me ehteyat karni chaye

                              Assalamu Alaikum Pyare bhai ji aapane bilkul sahi kaha hai main aapki baat se sahmat karta hun transform Mein Jab Bhi send karna ho to aur topic ke sath banae Jab Jiska aapko confirm knowledge Ho Jab aap Apne a mein likhate hain to aapko bonus Achcha milane ka chance hote hain to aapko chahie ke koi bhi fek information share Karen Kyunki kisi ko bhi Halat information share Nahin Karni chahie aise hi Dal Ke Jab galat information send Hoti Hai To aapki vajah se Baki cal Los hone ke chances badh Jaate Hain isliye aapko apni trading Mein Jab aap apni trading ke bare mein jo Kuchh Jante Hain yah aapko Jitna Kuchh film hai vah sab Kuchh Yaad Mein Likh De koi bhi baat galat na Karen Kyunki Jab aap galat baat karte hain To Hamen Achcha bonus Nahin Milta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X