jaiza : mistake ko teachers man ly

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : mistake ko teachers man ly
    forex mai hamy mistakes ke waja sy loss hota hain hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hamy mistake ko teachers man lena chahey hamy in sy ache learning mil jate hain jab hum apne mistakes ko find out kar ky durust kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

    G han bilkul mistakes ko hamesha hi target me rakna chaye ham se jo be mistake hoti hay ham per se esi koi new mistake trading me nahi karni chaye aur es ko avoid karna hi hamary ley acha sabit ho sakta hay, agar mistakes ko bar bar repeat key jaye to trading me kamyab aur loss ko minimize karny me asani nahi hoti, traders loss ko be asani se avoid kar sakty hey agar wo mistakes se learning karen aur mistakes ko repeat karny ki koshish na karen, esy hi traders kamyab ho sakty hey jes ne mistakes se learning ki hoti hay aur mistakes ko target par raka hota hay, mistakes se ki gai learning other source ki learning se zeyda traders ko faida de sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
      forex mai hamy mistakes ke waja sy loss hota hain hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hamy mistake ko teachers man lena chahey hamy in sy ache learning mil jate hain jab hum apne mistakes ko find out kar ky durust kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide business hain
      forex mei har trader say mistakes hoten hain qun k her insan say galti ho hi jati hay to us ka hal ye hay k ham apni mistakes say sabaq seekhen ar ar khoshish karain k wo mistakes phir kabhi repeat mat karain qun k galti ko bar bar dohrany say account wash honay ka hatra hota hay
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

        Yes dear agar hum ais market mai kaam karty hai to ais market mai hum agar mistake karty hai to hum ais market mai lesson sekh sakty hai kun k ais market mai jab hum ghalti karty hai to ais market mai jab hum koi ghalti karty hai to ais mai hum loss karty hai agar hum ais market mai loss karty hai kisi mistake ki waja se to hum ais market mai dobara wo mistake ni karty agar hum ais market mai aik mistake ko bhi sahe kar ley to hum ais market mai kafi zayda loss se bach sakty hai magar ais market mai hum agar koi ghalti ni karty to hum ais market mai loss se bach sakty hai magar jaisy hi hum ais market mai koi ghalti kary gay to hum ais market mai apna paisa zaya kar dey gay hum ko ais market mai apna paisa save rakh k kaam karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

          G han mistakes hamary ley teacher se kam be nahi hoty ham mistake to karty hi hey yagar ham apni learning esi mistakes se karna start kar den to ye mistakes hamy expert teacher ki tarha hi lesson de sakty hey, mistakes ka avoid ya ignore karna hi dangerous ho sakta hay, jab tak ham mistakes ko avoid kia karen gey hamari learning incomplete hi rehti hay, professional traders key learning ka style yahi hay key wo apny mistakes ko small nahi samjty aur koshish karty he key mistakes se learning ki koshish karen, yahi mistakes teacher ki tarha market me achi trading karny me hamari help kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

            Forex main ziada tar mistakes traders main knowledge and experience ki kami ki wajah say hoti hain kun k in ki kami hi traders ko thek faisala karnay ki himat nahi data jis say woh confusion ka shikar ho kar wrong faisala kar lata hay aor mistakes honay ki soorat main usay trading main loss ho jata hay ab agar trader loss ki wajohat ko find kar kay in ko remove kar kay trading karay to kamyabi yaqeeni ho gi is say traders ko pata chal jata hay k kon si mistakes trading kay doran hoi hay aor isay dobara nahi karna chahiay aor kamyab trading kar kay acha profit earn karna chahiay is taran yeh kehna wrong na ho ga k mistakes traders ko bohat kuch sekhati hain is wajah say Forex trading ko aik teacher hi samajha yehni understand kia jata hay aor traders mistakes say hi sekhtay hain.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

              Ap ny bilkal tek kaha mistakes jasa k hmari teacher hoti han ham forex m trading krty wakt ham sy jo mistakes hoti han hamy un sy sekhna chaiy or dobara trading krty hoay un mistakes sy bachna chaiy forex aik bor bara online profitable business hy ye kbi b bnd na hony wala business hy isy hr koi join kr skta hy ham isy part time job k tor par b kr skty han or full time bi kr skty han ham apna aik timetable bna kr us k mutabiq trading kr k successful ho sakty han forex aik asa wahid business hy jo bot tazi sy famous ho ra hy ham is sy faida utha kr bot sa profit hasil Kar k apni life ko successful bna skty han
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                Ji bhaijaan aapane bilkul theek baat ki hai Ham Sab Logon Ko Apne mistake se sikhana chahie Jitna Jyada ham log mistake se learn Karenge Itna Jyada Ham Sab Logon Ko fayda Hoga aur ham Logon Ko kamyabi Milegi isliye Ham Sab Logon Ko mistake se learn karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                  Ek Kamyab trader Hamesha apni galtiyan ko samajhta hai aur koshish karta hai ki usko learn karte hue recover karne ki koshish ki Jaaye Hamen chahie ke Ham apni Galti unko teacher Maar Le aur koshish Karenge Jyada Se Jyada learning Hasil Kar Li Jaaye Jitna Jyada Ham apni galtiyan ko recover karne ke liye Apna knowledge aur skills ko improve Karenge Hamen utna Jyada fayda hoga apni galtiyo ko Dekhte Hue mehnat karna aur struggle karna acche trader Ki Nishani Hai Hamen koshish Karni chahie ki Ham apni Galti ko idenrify karte hue unko recover karne ki koshish karne ke aur mehnat Karni chahie ki sim Galti Dobara na ki Jaaye..
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                    Ghalti jo ustad manny wly kbhi nakam ni hoty.

                    Ghalti mann lena hi ik boht bari batt hy.
                    Jab forex mn bat ki jaye to agr ap apni ghalti ko admit ni krty us py achy sy work ni karty to how possible k ap kamyab hon gy?
                    Ap ko apni mistake manni bhi parti or us kamzoori ko khami ko door bhi krna prta is k ilawa ap kamyab ni ho sakty.
                    Jab ap kisi ghalti ki wja sy loss mn jaen to Friend kk lazmi share kren ta k wo istrha ki ghalti kr k loss mn na jaen. Ap kisi ka bhla kren gy to apka bhi bhla hi hota. Achi soch rakhen apny members k liye.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                      Basically human full of error Hota Hai is liye Ye Ham apni trading life mein bahut sari mistakes Karte Hain, mistakes karne ke bad agar aap Pareshan Ho jaen ge to aap aur zyada mistakes Karen ge. Ek Aisa method Hai Jis ko aap apne trading life mein apply Karen ge to aap ki trading life Behtar Ho gi woh yah ke apni mistake Ko note down kar len aur Inka weekly basis per review Karen. Is se fayda yah ho ga Ki aap apni mistake se running Hasil Karen ge aur jab baar baar apni mistake ko dekhen ge to dubara repeat Nahin Karen ge Yahi aap ke liye sab se bara fayda ho ga. Professional trader Ki Nishani yahi hai ki Jab woh Ek Dafa Galti karta hai To us ko repeat nahin kartay balki us se learning Hasil karta hai aur apni baki Tamam trades per apply karta hai. Hamesha koshish karen apni mistakes form per share Karen Takiy dusre log bhi us se avoid kar sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                        Mistakes ya ghaltiaa insaan ko bohat kuch sikhaati hain kiyu kay jab learning aur knowledge mukammal ho, demo account mai bhi achi practice hoti hai laikin phir bhi ghaltiaa ho jaati hain tou iss ka Matlab yehi hai kay sub Bara aur sub say acha teacher yeh ghaltiaa he hoti hain. Laikin traders ko bhi iss baat ka khayal kerna chaiye kay apni ghaltioo say sabaq zarur seekhain aur achay trader ki nishaani hai kay woh dobara wohi ghalti na Karey.

                        Mistakes ko baar baar repeat kernay waley traders apni ghaltioo ko teacher nahi samajhtay aur yeh samajhtay hain kay unhain kuch seekhnay ki zarurat he nahi hai laikin yeh aik ghalat thinking hoti hai jiss wajah say loss hotay hain aur account wash hotay hain. Mistakes ko bhi knowledge aur learning kay sath sath apnay experience kay saath shamil rakhna aur seekhna chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                          Galti Jo Ustad Marne Wale Kabhi Makan Nahin Hote Galti mein Lena Hi Ek bahut badi Baat Hai Jab frax Mein Baat ki Jaaye To Agar aap apni Galti ko admit Nahin Karte use per acche se work Nahin Karte to how possible ke aap Kamyab Honge aapko apni mistake mananiy bhi padati hai aur uski kamjori ko Kami ko Dur bhi karna padta hai iske alava aap Kamyab Nahin ho sakte hain Jab aap Kisi Galti ki vajah se loss Mein Jaaye to friend ke lajmi share Karen Taki vah Is Tarah Ki galti kar ke loss Meena Jaaye aap Kisi Ka Bhala Karenge to Aapka bhi Bhala Hoga Kyunki Agar Bandar kisi ko koi baat samjhata hai tu Bande Ke Apne film mein Jaffer Hota Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : mistake ko teachers man ly

                            Forex trading main hum log jab apni mistakes sy seekena sharu kar dan gy to hum log behtar planning or strategy sy trading kar saken gy is ley humy behtar trading k ley humy apni galtiun sy seekena ho or samjena ho ga k hum ny kya galti ki ha hum jtni behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar learning karni ho ge tab he hum kamyab ho saken gy forex trading main humari galtien he humara sab sy bara teacher ban jati han jab hum in sy seekty han forex trading main humy apny knowledge or experience sy ache trading kar k ache earning karni ho ge tab he hum kamyab ho saken gy or jab bi hum sy koi galti ho means loss ho to humy is sy seekena ho ga ta k dobra ye galti na karny

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X