jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety
    forex mai demo account ko kuch ahmeyat nahi dety forex aik online business hain is mai demo account ke bohat ahmeyat hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum km kar ky paisa kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai hum agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga demo account mai aik sal practice karny ky bad hum expert ban jaty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai asne sy kam kar sakty hain forex aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

    Demo account ko ehmeyat na dena be new traders ki mistake hoti hay, demo account me Forex business ki learning A to Z tak ki ja sakti hay, Instaforex agar Demo account ki facility investors ko provide karta hay to es ka koi na koi faida zaror hay, Demo account par achi trading practice karny wala trader kabi be be real trading me be fail nahi ho sakta hay agar demo account ko game samaj kar trading na ki jaye aur es me majood free trading money ko real samaj kar trading ki jaye aur es account balance ko safe rak kar trading ki jaye to traders real account me hi esi trading karny me kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

      Dear ye to bahot hi ghalt hai kun k ais market mai jab hum ne kaam sekhna hota hai to aus time hum ais market mai real account par kaam ni sekh sakty hai agar hum aus par koi bhi ghalti karty hai to hum ais market mai apna loss karty hai agar hum ais market mai aik demo account bana lety hai aor aus par kaam sekhty hai aor aus k baad hum ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai agar real account par kaam karty hai to hum ais market mai loss se bach jaty hai kun k hum ko demo par market ka pata chal jata hai ais liay hum ko her time demo sath use karna chaye aor jab demo par kaam kary to aisy kary jaisy hum real account par karty hai ta k hum phir real par bhi aisy hi kaam kar k acha profit bana saky.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

        Friend ap ny bilkal tek kaha hy forex m ham tb tk successful ni ho sakty jb tk ham phly demo account m practice kr k mukmal experience hasil na kar lan demo account forex ny hamy bot achi saholat di hy jis m ham practice kr k apni trading ko perfect bna skty han forex aik bot hi profitable business hy jis sy ham trading kr k bot sa profit hasil Kar sakty han forex hamy profit hasil krny k liay bot c saholyat dyta hy jin m sy sb sy bari saholat demo account hy demo account aik asi saholat hy jo koi or business hamy ni dy skta demo account hamy free m dia jata hy ye hamy aik kamyab trader ban ny m madad dyta hy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

          Forex trading main demo account ka sal maqsad practice karna hay yehni learner ko Forex trading ki practice kay liay brokers nay real account ki hi taran say aik account provide kia hota hay jis kay taqreban saray kay saray tools real account ki taran hotay hainaor us main trading ka style bhi real account main ki janay wali trading ka hota hay faraq siraf itna hota hay k real account main earning bhi real hoti hay aor loss bhi real hota hay aor investment bhi real hi hoti hay jab k demo main yeh sab farzi hoti hain just sekhnay kay liay hi hoti hain yeh har hal main zarori nahi hay k har new trader demo pay Forex trading ki practice karay agar kisi trader nay Forex ki achi taran learning ki hay aor us kay pas bohat ziada Forex ka knowledge hay aor us nay learning kay doran kisi expert trader kay under real account main trading bhi ki ho aor is trading say pehlay say hi us nay experience hasil kar lia ho to woh demo ka use practice kay liay real account say pehlay nahi karay ga albata traders ko koshish karni chahiay k woh demo account ko real trading kay doran bhi apni strategy ko chek karnay kay liay use kartay rehay is say in kay experience main ziada azafa hota hay
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

            jo traders demo account ko zeyda ehmehat nahi dety esy traders key skills be low level hi key hoty hey aur un ki learning be incomplete hi hoti hay, demo account practice ko jetna zeyda time dia jaye aur jetni zeyda ehmehat di jaye ye hamari trading performance me behtri la sakta hay aur hamari kamyabi key ley first step be ban sakta hay, demo account ko importance na deny ko be me mistake hi samjta hon agar ham basic learning kar sakty hey to demo account me hi ye mumken hay, otherwise real account me hamari esi learning ki koshish ka soch be nahi sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

              Demo trading account forex traders kay liye aik aisi nursery hai jaha new traders jo bilkul new hotay hain trading seekhtay hain. Forex trading seekhnay kay liye jab learning aur knowledge haasil kerna shuru kia Jata hai tou uss mai theory aur practical dono he shamil hotay hain. Jab traders apna business start kertay huay pehlay theory seekh laitay hain phir uss kay baad demo trading account mai usi theory ko practically samajhtay hain aur demo trading mai uss ki practice ki jaati hai. Demo trading account mai practice aur training kerna her trader kay liye bohat zaruri hai. Demo trading account mai he traders trading terminal pay kaam kerna seekhtay hain phir apnay real trading account mai trading usi tajurbay aur skills ki wajah say kaamyabi bhi milti hai. Demo trading account ko ehmiat daini chaiye takay uss ka faida bhi ho sakey
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

                Dear friend forex m to hum demo account main practice keay bagar agy ni barh sakty forex trading main demo account ki bot zyada ahmiat hy or jo traders demo account ko ahmiat ni dyty demo account ko ignore kar k is m practice kiay bagar trading karty han wo kbi b kamyab ni hoty hr any waly new trader ko sb sy phly demo account bna kr us m practice karni chaey phr real account main trading karni chaey demo account main ham trading sekhty han k trading kasy ki jati hy trading k tools sekhty han jin ko sekhy bagar ham kamyab trading ni kar sakty forex aik bot bara or profitable online business hy hamy is m zyada mehnat kar k achi earning hasil karni chaey
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

                  Dear Forex trading Ek Aisa business jismein demo account ko bahut jyada ahmiyat Hasil Hai Kuchh traders demo count ko Jyada ahmiyat Nahin dete Aise trader ko FIR lossy Hota Hai demo count Mein practice ke bagair aage Nahin badh Sakte Jo trader demo account ko ignore Karke ismein kam Karte Hain vah kabhi bhi Kamyab Nahin Hote Har Aane Wale new trader ko sabse pahle demo account mein practis Karni chahie FIR apna real account banana chahie aur FIR usmein trading start Karni chahie demo account mein Ham trading sikhate Hain Ki trading Kaise ki Ja sakti hai Forex Ek Aisa business hai jo Puri Duniya Mein Pehla Hua Hai yah Ek worldwide business hai ismein Ham jab tak hardwork mehnat Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte isiliye chahie ismein hard work Karen mehnat Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

                    dear yeh aik hakeekat hay k bahut saray aisay traders hain jo real main demo account ko koi aehmiat nai daitay hain aur jub unko kuch thora bahut earn krnay ka saleeka aajata hay to wo sab kuch bhool kar forex markeet main bay tukkay wali enteries marna start kr daitay hain jiska result ye nikalta hay k wo forex markeet main lose krna start kr daitay hain jo sab say ghalt baat aur ghal kaam hay is markeet main,asal main hamko start he main kuch aisi mistakes ka samna ho jata hay jo hamko bahut dair tak lose main dalay rakhty hain for example hamko forex start krnay k sath sath kuch guidence bhi ghalt mity hain jiski wajha say ham markeet main ziada dair tak tik nai patay hain isi wajha say phir ham demo ko bhi fazool samjhtay hain is liye hamko demo ka account aik bekaar sa lagta hay aur ham lose krtay jatay hain hamko aisi soch k sath kabhi bhi forex markeet main kaam nai krna chaye q k demo accounts k baghair jo traders kaam krtay hain wo kabhi success nai ho saktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                      forex mai demo account ko kuch ahmeyat nahi dety forex aik online business hain is mai demo account ke bohat ahmeyat hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum km kar ky paisa kama saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai hum agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga demo account mai aik sal practice karny ky bad hum expert ban jaty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum gar mai bath kar is mai asne sy kam kar sakty hain forex aik real business hain
                      Jo log demo account ko value Nahin Dete Hain vah bevkuf Karte Hain Kyunki account per kam karke hi aapki trading ki best banti hai agar aap demo account ko value Nahin Doge aur apni trading ke practis demo account per Nahin Karoge To aap kabhi bhi acchi trading nahin kar Sakoge demo account per trading karke hi traders ki best Banti Hai Aur demo account per apni trading ki practice kar k traders apni trading skills ko improve kar sakte hain isliye traders ko chahie ke demo account per Jyada Se Jyada trading ke practis Karen aur iske sath sath learning Karte Rahe learning aur demo account per practice aapko bahut Achcha trader banaa sakte hain Jiska fayda aapko future Mein real account per kam karke bahut jyada hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : kuch log demo account ko ahmeyat nahi dety

                        Divya hue bilkul theek kaha Forex aapko bahut achchi opportunity provide karta hai ki agar aap ismein nahin aur aapke pass experience nahin hai to aap ismein demo account per kam kar ke accha experience nikal sakte Ali hasil kar sakte hain demo account per aapko Koi nuksan ka khatra nahin hota ismein aap biraje kis mein kaam kar sakte hain aur jyada se jyada profit nahin kar sakte hain lekin yah artificial hota hai ismein aapka loss hota hai na isme aapka profit hota hai balki yah sikhane ke liye hota hai SMS likhna bahut jyada jaruri haiagar aap raat mein jyada se jyada and hasil karna chahte hain to aapko is mein aane se pahle demo account per jyada se jyada mehnat karni hogi ismein sikhana hoga tabhi aap ismein kamyab honge aur ismein kavya hone ke liye bahut jaruri hai jitna kaun per profit karenge uttara real account mein bhi profit hone ke chances honge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X