Mistakes se learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes se learning
    Traders jab be learning start karty hey to us ko Forex se related knowledge to hasil karna hi chaye sath me traders ko ye be apna maqsad bana lena chaye key wo jo be mistake karty hey to sab se pehly us mistake ko notebook par note kary es key bad es ko remove karny key ley learning start kar den, traders ki ye mistakes se learning karna us ko Forex business me life time aur every time ki trading me help de sakty hey, mistakes ko avoid kar deny se learning be complete nahi ho sakti hay, ham agar bahot zeyda mistakes be karty hey to es se learning karny se hamary skills improve hony key be chances ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes se learning

    Mistakes ki agar learning ki jaye aur mistakes ko control be key jaye to mery khayal me esy traders ki es hardworking key base par success mil sakti hay otherwise traders agar mistakes ko ignore karen gey to es ka effect us key success par aur profit earn karny par ho sakta hay, traders mistakes zaror kar sakty hey magar good trader wo hota hay jo mistakes ko avoid karta hay ya mistakes se learning karny ki koshish karta hay, agar me 1 small mistake be karta hon to mujy ye samaj lena chaye key trading me es small mistake ki waja se be mujy zeyda loss ho sakta hay, agar me es mistake se learning kar leta hon aur es ko control kar key es ko repeat karny ki ghalti nahi karta to me kamyab trader be ban sakta hon.
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes se learning

      mistakes sy learning hasial karna bohat asan hain hum loss sy bach kar pasia kama lety hain jab hamy loss ho jy to hamy apne mistakes ko find out karna ho ga or hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busines hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum agar market ky rules ko follow kar ky kam kary gy to hum kamyab ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes se learning

        dear main apki sab baaton say ittefaq krta hoon k apka knowledge bhi theek hay aur ap nay jo kuch share kia hay wo sab kuch bhi theek hay laikin apki is baat k sath sath main bhi is forum main yeh suggestions daina chaunga k agar ham main say koi new trader hay ya hamko he kuch bhi forex markeet k batay main knowledge nai hay to hamko kisi teacher ki help lainay ki bhi zarurat nai hay agar ham apni he mistake ko apna teacher samjhtay hain aur har ik lose ko ham samjhtay hain usa nazar andaaz nai krtay hain to ham bahut kuch seekh saktay hain achi learning kr saktay hain ziada say ziada earning krnay walay ban saktay hain laikin agar hamko aisa krna hay to hamko har ik mistakes k badlay main usay note krtay huvay agay barhna hay.
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes se learning

          Dear jab banda ais market mai kam start kar deta hai to aus k baad ais market mai banda time k sath sath kaam sekhta jata hai ais market mai banda jab kaam karta hai to aus se mistakes hoti hai jin ki waja se wo ais mai kai dafa loss bhi karta hai aor kai dafa banda ais mai learning ni karna chata magar market mai time lagany k sath sath wo ais market mai kaam sekh jata hai kun k ais market ko dekh dekh k ap ko market ki moment samjh aa jati hai aor ap ais mai asani se trade kar sakty hai ais market mai her banda kaam sekh k hi kamyab ho sakta hai agar hum ais market mai learning k baghair kaam karty hai to ais mai humra apna hi loss hai ais mai agar hum ne kaam karna hai to hum ko ais mai kaam sekh k karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes se learning

            Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex jasa k aik profitable business hy is m ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi ham successful hon gy forex trading main successful hony k liay jb ap trading sy pehly forex ki learning karty han forex ko sekhty han or experience hasil krty han to is doran ap sy jo mistakes hoti han hamy wo mistakes avoid ni krni chaiy balky in mistakes sy sekhna chaiy sbq hasil krna chaiy k ham ny kya mistakes ki jin ki wja sy loss hoa us k bad ap jo trading krty han us m ap ko kbi b loss ni hota ap hmasha successful rahty han is liay koshish karan k zyada sy zyada mehnat karan or apni mistakes sy sekh kr hi trading Karan or successful hon
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes se learning

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Traders jab be learning start karty hey to us ko Forex se related knowledge to hasil karna hi chaye sath me traders ko ye be apna maqsad bana lena chaye key wo jo be mistake karty hey to sab se pehly us mistake ko notebook par note kary es key bad es ko remove karny key ley learning start kar den, traders ki ye mistakes se learning karna us ko Forex business me life time aur every time ki trading me help de sakty hey, mistakes ko avoid kar deny se learning be complete nahi ho sakti hay, ham agar bahot zeyda mistakes be karty hey to es se learning karny se hamary skills improve hony key be chances ho sakty hey.
              Ji bhai jan ap nay bohat hi achi bat kahi hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon dar asal insan say mistakes hona fitrati bat hay insan apni life main zaror mistakes karta hay aor in mistakes say hi sekhta hay isi taran agar Forex trading ki bat ki jay to is main bhi kai mistakes ho jati hain khas kar aksar new traders say hota is taran hay k trader Forex trading start karnay say pehlay ya to achi learning nahi kartay aor na hi poori taran knowledge hasil kartay hain is ki sab say bari wajah jald profit hasil karnay ka lalach hay isi lalach ki wajah say jab woh adhoori learning kay sath trading kartay hain to experience na honay ki wajah say trading kay doran kai mistakes kar jatay hain jis say un ko bohat ziada loss ho jata hay dosra baz log knowledge bhi poori taran gain kartay hain aor un ki learning bhi achi hoti hay lakin is kay bawajod un ko first trade main hi loss ho jata hay us ki bari wajah Forex main ziada experience na hona hay jis ki wajah say un say mistakes ho jati hain aor loss ho jata hay is soorat main trader ko chahiay k woh apni mistakes ko find karay aor in ko remove karay next trading main in ko na dohray mistakes karnay say trader kay knowledge main is bat ka azafa ho jata hay k is taran trading karnay say kamyabi nahi hoti lehaza is kay mukhalif tareqa say agar trading ki jay to zaror kamyabi hoti hay is taran usay sekhnay ko kuch milta hay lehaza mistakes say bhi Forex ki learning hoti hay
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes se learning

                hamy mistakes sy learning hasial karne ho ga pher he hum psia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala businesss hain humi s mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hum learning ky sat ache earning be hasial kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky analysiss ko use kar ky market mai enter hona chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes se learning

                  trading business major Bahut Si traders Forex trading business ko join Karte Hain To Unse bahut jyada mistake hoti hai usko recover Karen aur apni mistakes ko land karte hue again same mistake Na Kare Kyunki apni mistake se learning Hasil Karna Had reader ke liye bahut jaruri hai Forex trading business ko Ham Jitna Jyada learn Karenge utna Jyada Hamare liye fayda Hoga learning ke sath sath Hamen earning mein bhi iji Hogi mistakes ko cover karna aur identify karna reason ko then usko recover karna bahut jaruri hai aur in future Bar Bar se mistake Nahin Karni chahie Apne knowledge or experience ko build karte hue koshish Karni chahie ki Ham Achcha knowledge Hasil Karen Taki profitable trade order Lagaye Ja sake Forex farmaya Ham bahut jyada knowledge for learning Hasil karte hain joki gane Mein aasani hoti hai Hamesha apni learning power ko strong Rakhna chahie learning ki Ham kabhi bhi Alankar Soch Nahin Sakte apni galtiyon ko samajhna bahut jaruri hai jo traders apni Galti ko ignore Karte Hain Aise traders bahut jyada loss uthty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes se learning

                    Dear members hamari mistakes aur hamari learning aapas mein interlink hoti hain agar Ham apni trade mein koi mistake karte Hain to hamen chahie ki us ko note down kar ke us ka jayja lene ki galti ki vajah kya hai aur usko apne zehan Main dalne ke ainda hamari kisi ke trade mein yah galti repeat nahin ho gi. Aisa Karne se wahi mistake hamari Leah ek acchi learning ban jaye gi ki jo aainda hamen apne loss se mehfooz rakhe gi. Forex trading me profit aur loss aana dono Hi lazim o malzoom hote hain isliye loss aane se pareshan nahin hona balke apni learning ko increase karna hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes se learning

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Traders jab be learning start karty hey to us ko Forex se related knowledge to hasil karna hi chaye sath me traders ko ye be apna maqsad bana lena chaye key wo jo be mistake karty hey to sab se pehly us mistake ko notebook par note kary es key bad es ko remove karny key ley learning start kar den, traders ki ye mistakes se learning karna us ko Forex business me life time aur every time ki trading me help de sakty hey, mistakes ko avoid kar deny se learning be complete nahi ho sakti hay, ham agar bahot zeyda mistakes be karty hey to es se learning karny se hamary skills improve hony key be chances ho sakty hey.
                      Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main hum jab bi mistake karny to humy chae ha is sy learning karny jab bi galti ho to humy is ki waja talash karny k kis waja sy humy loss hua ha or phr next time ye galti dobra na karny or is sy pe kam karny or practice karny ta k ap k zahan main beth jay or dobra galti na ho
                      Jab bi trading karny to us sy pehly humy proper analysis kar k planning or strategy sy trading karny ta k ap ko loss k chance kam sy kam hon or ap ko maximum profit ho jab ap ache planning or strategy sy kam karny gy to ap behtar trading karny gy phr bi loss ho to us ko samjeny ki try karny or is galti ko khatam karny ki try karny ta k ap kamyab hon or ap ko maximum profit hasil ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes se learning

                        Traders kay liye apni mistakes say learning kerna sub say acha formula hai. Kiyu kay jab kisi hui business mai ghaltioo say apni darustagi ki jaati hai tou uss say behtar kuch bhi nahi hai. Learning aur knowledge tou faida daitay he hain magar sub say bahtreen ustaad ghalti as he hoti hai kiyu kay seekhnay kay baad bhi jo ghaltiaa hoti hain unn say sabaq lay kay kaam kernay mai mazeed nikhaar Ata Jata hai. Jitna acha business bhi ho aur jitni achi learning aur training bhi ho ghalti ho he jaati hai. Laikin uss ghalti ko dobara repeat nahi hona chaiye takay trading mazeed achi aur successful ho sakey.

                        Traders kay liye ye baat bohat achi hai kay apnay liye koi aisa tareeka kaar Bana lain jiss pay ammal kertay huay ghaltiaa bhi record hoti rakhain aur unhain baar baar parh kay unn say mazeed achi learning bhi kertay rakhain. Iss Tarah apni mistakes say learning bohat faida and rahey gi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X