Forex trading main jab ham koi currency buy and sale kartay hain to this time do taran ki price use hoti hay aik ask price aor dosri bid price in donon prices main aik term spread ki use hoti hay mera ap sab members say sawal hay k yeh spread kia hay aor yeh kun hota hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим