Trading performance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading performance
    Traders ko kabi be trading me earn key howy profit ka nahi sochna chaye, profit jetna be zeyda earn kia jaye es ki waja se ham kabi be achy traders nahi ban sakty, apni performance ko behtar karny key ley extra work karna bahot zarori hay, traders ko etni zeyda mehnat karni chaye key us ki performance pehly se behtar ho saky aur us key ley Forex business me kamyabi us key ley pehly se zeyda asaan ho jaye, jab tak trading performance key ley work na kia jaye ham achy traders nahi ban sakty, es key ley traders ko mehnat key sath acha knowledge hasil karny ki be koshish karna ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading performance

    forex mai hum live kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai pairs mai or currecny mai trading karty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai business pury pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading performance

      forex trading main har trador ki trading performace par depend hotahai k wo kitni achi trading kar skta hai aghr tu osko trading ka expiernce hai tu wo achi trading kars kta hai jub k osko trading k bary main koi knowledge nahi hai tab tak wo achi trading nahi kars kta hai or har trador k performnce par dewpend hota hai oska profit or loss es liye hmaisha soch smjh kar apni trading karen or kbhi bhi jald bazi main apni trdaing na karen or trdaing ki performance ko bahtr karny k liye zarori hai k trdaing ki practice demo account main karen jub tak ap demo use nahi karengy na tu apki trading achi ho gi or na he wo proft eran kar skty hain real account main
      • #4 Collapse

        Re: Trading performance

        g han ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jub hum trading k ilwa koi exxtra kam karen tu he hum apni trdaing ki performance ko bahtr kar skty hain or trdaing ki performance k liye hmain zyda mahnt karni chaye q k mahnt se he ap apni trading ko bahtr tariky se kar skty hain sath main apko profit bhi tab he hota hai jub ap acha kam karty hain mahnt se ap kamyb bhi hoty hain or ap ka kam bhi boht acha ho jta hai tu apko chahye k aghr forex main kamyb hona hai tuz yda se zyda mahnt karen forxe ko learn karen or es ka knowledge gain karen jub knowledge ko gain karty hain tab he wo kam acha kar skty hain or trading performance bhi bahtr kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading performance

          Dear jab hum ais market mai koi bhi trade banaty hai to aus time hum ko ais mai trading setup dekh k trade laga leni chaye ais mai lot jo humry account k hisab se ban rahe ho wo laga leni chaye agar hum ais mai aus time hi profit aor loss ka sochy gay to hum lot par control ni rakh sakty ais market mai hum ne jab aik dafa analysis kar liay aor aus mai trade laga di to aus k baad hum ko aus trade par take profit aor stop loss laga laga k choar dena chaye ais tarha humra account par jo bhi trades ho gi wo humry analysis k hisab se gai to take profti hit ho ga ais mai ye hai k hum jab risk reward ratio use karty hai to ais mai humra loss kam hi hota hai aor humri trade par profit zayda hota hai ais liay hum ko ais mai apni trading performance dekh k kaam karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Trading performance

            Trading performance ka Matlab apni trading kay doraan kitni trades profit aur kitni loss mai close hoti hain.forex traders kay barey mai bilkul sahi baat hai kay jo traders apnay profits ki bajaey apna profit record acha rakhtay hain wohi traders kaamyab hotay hain aur yehi trading performance hoti hai. Forex trading mai aik baat ka bohat khayaal rakhna parta hai kay jab koi plan banaya jaey tou uss mai baat zarur daikhni chaiye kay market ki movement ko daikh kay he currency pairs ya commodities ko select kia jaey. Kiyu kay jiss pair ya commodity mai movement ziada hoti hai usi mai achi trading ki jaa sakti hai aur uss say performance bhi achi ho jaati hai.

            Forex trading mai apnay business ko profits kay hisaab say daikhnay waley traders ka ziada focus iss baat pay hota hai kay unhain profits hotay rahey jiss ki wajah say woh over trading kertay hain aur uss wajah say unhain over all profits kay saath loss bhi ziada he hotay rehtay hain jiss say account weak hota hai aur trader ko apnay business ko strength mai rakhna mumkin nahi rehta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading performance

              Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge. Doston Forex forum Ek bahut bada platform Hai Jahan Hamen Zyada Behtar Kar KarDegi dikhani chahie. Trading se Murad Agar Hum zeyda profeet Jada earning Hasil kar lete hain to iska matlab yah nahin hai ki Hum zyada experience able Ho chuke hain.trading performance se murad zyaada experience r zyada knowledge hasil hona h hmare paas itni knowledge ho k hm ye doosare members ko share kren take wo hmen thankx kren.
              • #8 Collapse

                Re: Trading performance

                Trading performance hmesha depend karti hai apki apni skills p, apka exposure p, agar ap forex kay tamam dao pech sekh jaty hain, aur money management aur tmam dosri technicalties ko samjh jaty hain, daily ki checklist maintain kar lety hain according to your goal set then definitely apki performance behtr hogi.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading performance

                  Forex treding m hmari prformans tb hi behtr ho skti hy jb hm treding ko sekhty hen demo acount py prectis krty hen frum py learning krty hen q k forex aysa wold femous online beznus hy jis ko hm sekhy bagear nhi kr skty es m hm ghr bethy kam kr k earnig hasil kr skty hen forex hmary liye asi job hy jis m hmy kisi b dftr jany ki zrort nhi hoti es m sirf hmy experience ko incres krna prta hy jitna acha hmara experience r knoliged ho ga otni achi hm es m apni prformonus dekha saken gy q k treding k liye best prformonus ka hona boht zrori hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading performance

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
                    Forex business mein best performance zahir hogi tabhi ham zyada earning ker skte hein. Or ye tab hi ho sakta he jb hum iski learning zyada se zyada Karen or demo account kezariye is ki zyada se zyada experience hasil Karen.
                    Hum jitni knowledge or experience hasil ker len ge to hum acha profit hasil ker skte hein.
                    Trading platform per hamen best performance dikhani hoti he tabhi ham zyada earning ker skte hein. Is k liye hamen demo account kezariye iski zyada se zyada reading kerni hoti he. Best performance zahir kerne k liye hamen apni quality or quantity ko best banana hota h.or forex k rules ko follow Karna hota h. Tabhi hum jitna chahte hein utna acha profit earn ker skte hein. THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading performance

                      g han ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jub hum trading k ilwa koi exxtra kam karen tu he hum apni trdaing ki performance ko bahtr kar skty hain or trdaing ki performance k liye hmain zyda mahnt karni chaye q k mahnt se he ap apni trading ko bahtr tariky se kar skty hain sath main apko profit bhi tab he hota hai jub ap acha kam karty hain mahnt se ap kamyb bhi hoty hain or ap ka kam bhi boht acha ho jta hai tu apko chahye k aghr forex main kamyb hona hai tuz yda se zyda mahnt karen forxe ko learn karen or es ka knowledge gain karen jub knowledge ko gain karty hain tab he wo kam acha kar skty hain or trading performance bhi bahtr kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading performance

                        Asalam o Alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham janty han kay forex ak lajawab business ha is ko karny kay leye hammy bahut sarii mehnat ki zarorat hoti ha ham jitni ziada parectice karee gay itni he hammari parformance ziada ho gi is ki markit ko hammy achi tarhaa analysis karny chaheye ta kay is main achy results hasil hon sakee hammy apny kaam pa dil laga kar mehnat kay sath karna chaeye ta kay is main koi bhi problem na ayee or hammy is pa ziada say ziada mehnat karny say hamri kargardagi main mazeed izaafaa ho ga or hammy is kay analysis pa aaboor hasil ho ga jis say hammy bahut ilm hasil ho ga


                        HARD WORK IS KEY TO SUCCESS
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading performance

                          Assalamu Alaikum dear friends ji aapane bilkul sahi baat ki hai aur main aapki baat se Radi Hoon Forex trading Mein Jab Ham trading ke alava Koi extra kam Karen To hahi Ham apni trading ki performance ka kar sakte hain aur trading ki performance ke liye Hamen Jyada mehnat Karni chahie Kyunki Main aise hi aap apni trading ko Behtar tarike se kar sakte hain sath mein aapko profit bhi tab Hota Hai Jab aap Achcha kam karte hain mehnat se aap Kamyab Hogi hote hain aur aap ka kam bhi bahut Achcha ho jata hai to aapko chahie ke ghar Forex Mein Kamyab hona hai to Jyada Se Jyada mehnat Karen Forex: Karen aur uske knowledge gain Kare Jab knowledge ko gang karte hain tab Hi vah Kam kya kar sakte hain aur trading performance bhi behtarin kar sakte hain aur successful ho sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading performance

                            Aslam o alikoum dear aap any kafi achi bat ke hai jab aap koi work bhi krty hoo too us ke information zarori hai us ka basic zarori hai too us ko forex trading main aik trader basic demo say learn kr sakta hai too demo say practice aur news market analysis say trading ke ja sakti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X