forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum gar mai bath kar trading kar sakty hain or trading karny ky liye laptop tk hain q ky agar hujm computer mai trading kary gy or pakisatn mai to light ka bohat masla hain or agar hum kam computer py kar rahy ho or light band ho jy to hamy loss be ho sakta hain forex kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai mahnet kary gy to hum kamyab ho jy gy forex ak asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain forex mai students or house wife's or job less mans be live trading kar sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим