forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?
    asslam o alikam dear forex main agr ap ko kameyab hona hai tu ap is main zada se zadas work krein kameyabi hasil krna asan nai hai is business hai ye eik legal business hai ur har banda is main kameyab nai hota ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

    Forex trading market bahot riskwala business hai is ma apko casual behavior nhi rqkhna hota hai blky mehnat aor lagan sy kam lrn ahota hai jo members forex trading market ko zeyada time dety haun unky leay mera mashvra hai ky ap aub log Pakistan forex forum ko join kro aor yahan sy bonua bhi mily ga dily updates bhi analysis bhi milta hai aor apko experience bhi milta hai yahan sy selh ky trading kro senior sy mawhvra lo junior ko guide kro pko acha lagy ga confidence bhi increase ho ga aor knowledge aor experience bhi mily ga jo ap use kr ky market ma bahot he acha performance kr skty hi
    Trading market ma extra vigilant hona prta hai hoshari ay quick decision power ky sath kamkrty huy agy brhna hota hao jis ky leay apko tick aor tips kam ati haain market ma technical aor fundamental analysis ki update ap ky pas honi chye phr trading kren
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

      Dear friend main aap ki baat se mutafiq hoon ke agar Forex trade main aap ko kamyabi hasil karni hai to ap ko bohat mehnat karni parti Hy. Forex trading ek mushkil business hai isko samajhne ke liye mehnat ke saath saath knowledge ki bhi bahut jarurat padti hai. Agar aap forex business mein earn karna chahte hain two mustaqil mijaji se market ki gehraiyon ko read karte jaen. Technical analytics for fundamental analytics dono pe ubore hasil hona chahi kyunki in donon ke milaap se hi aap market ke trend ko judge kar sakte hain. Hard work kisi bhi business mein kamyabi ka zariya banta hai magar direction ka bahut khayal rakhna padta hai thodi si unch neech aapki sari mehnat zaya kar sakti hai. Aap Dil laga kar forex ko sekhen mustakbil kareeb mein aap ek acchey trader banenge.
      • #4 Collapse

        Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

        Ji ap nay bil kul thek bat ki hay Forex trading main kamyabi mehnat aor work karnay say hi milti hay main ap ki is bat say bil kul agree karta hon Forex trading aik aisa business hay jisay bina knowledge, learning and experience kay start karna aor is main kamyab hona na mumkin hay Forex trading kay liay is ka knowledge aor experience hona bohat zarori hay jo traders achi learning kay sath trading kartay hain aor bohat ziada Forex trading main mehnat karat hain aor bari soch samajh kar trading start kartay hain un ko trading main haqeqatan profit hasil hota hay is main regular work karna parta hay bal k hardworking karni parti hay jis main market kay analysis, movement ko judge karna bhi shamil hay achi aor kamyab trading hardworking ki badolat hi mumkin hay
        • #5 Collapse

          Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

          Dear forum members Asalam.o.alikum
          Pakistan Forex forum aik aisi jaga hai jahan py jo bhi members kam krty hain un kp mehnat ka andaza ho jata hai keun ky yahan py humen rozana kam krnq prta hai aor daily kam he ki waja sy humen acha bonus milta hai agr humen knowledge aor experience hasil krend gay tb he hum forex trading market ma acha perform kr skty hain keun ky yeh aik best kam hai online business hai jis ma kamyabi aor na kami dono ky chances hain jo professional tareeky sy market ma trading krty hain wo kamyab ho jaty hai mehnat krni hai to forum ma kren aor technical analysis sekhny ma mehnat kren apko market ky har indicator aor tool ko use krna ana chue market ma meta trader4 ma bahot sary kam ky tool hai use kren
          • #6 Collapse

            Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

            bikul janab is bat ma to kisi bhi kisam ka koi shal nhi hai market ma jo acha kam krta hai menhat krta hai uski he kamaybi hoti hai aor whi us din target hasil kr pata hai jo market ka khud independent analysis krta hai aor maeket ki situation ky mutabiq management ky sath trade open krta hia apko market ky har source ko use krna chye koi bhi mistake na kren stoploss lazmi use kren aor market ma fundamental analysis aor fundamental aspects event yad rakhna zaroori hain market ma technical aspects ko bhi lazmi yad rakhen market ka chart lazmi study kren aor smjhen roz ky roz
            • #7 Collapse

              Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

              Yes dear ye to hai k agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai mehnat ni karty to hum ais market mai apna loss hi karty hai kun k ap ne dekha ho ga k ais market mai kuch logo ne kaam sekha hai magar aus k baad ais mai time ni lagya aor na hi ais kaam ki practice ki hai jis se aun ko ais market mai kamyabi hoi ho ais market mai kamyab hony k liay hum ko mehnat karni parti hai kun k ais market mai hum ko agar kisi bhi strategy par kaam karna hai to aus k liay bar bar market ko dekhna parta hai pattern dekhny party hai aus k baad ais market mai trade milti hai aor ais mai hum kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat karni parti hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                G han bilkul traders ko us key mehnat key sath work karny se us ko kamyabi mil sakti hay agar professional traders apny har trade me profit earn kar sakty hey to ye nahi samjna chaye key us ne mehnat nahi ki hay esy traders ne mehnat key sath learning work kia hota hay aur sath me trading practice karny me bahot zeyda mehnat ki hoti hay yahi waja hay key traders ko mehnat karny key market analysis karny me expert ban sakty hey, baghir mehnat key kesi be traders ko kamyabi nahi milti hay, traders jab tak mehnat key sath work nahi karty wo kesi be business me professional nahi ban sakty.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                  bilkul thek kaha forex me kamyabi mehnat ke sath mil sakti he or hardwork karne se kamyabi milti he. forex trading baht acha business he is kafi members mehnat kar ke acha profit kama rahe he. pehle mehnat kar ke learning hasil kare us ke bad ap achi earning ka soche or apko zaror profit mile ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon k forex aik risky or difficult business hy ye itna easy ni jitna isy ham smjty han is m success hasil krny k liay hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy is m agr ap mehnat sy kam krty han proper time dyty han to hi ap successful han q k dunya ka koi bi kam ho mehnat k bagar ni ho skta jis kam m b ham jitni zyada mehnat krty han utna hi us mehnat ka phal milta hy to friends ap ko b acha bonus hasil krna hy to khob mehnat karan
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Raaz6432 پيغام ديکھيے
                      asslam o alikam dear forex main agr ap ko kameyab hona hai tu ap is main zada se zadas work krein kameyabi hasil krna asan nai hai is business hai ye eik legal business hai ur har banda is main kameyab nai hota ha
                      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main kamyab hona ha to humy mehnat karni ho ge or mehnat sy ziada sy ziada learning karni ho ge is k alawa demo account main practice karni ho ge jis humara experience ziada ho ga or hum bi behtar trading kar sakeny gy is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or ache trading kar k ache earning kar sakty han par is k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge or humy apny account k mutabiq trading lots size istamal karna ho ga ta k hum over trading na karny or behtar trading kar k ache earning kar sakeny gy jis sy humy maximum knowledge or experience mily ga or hum ache trading kar k ache earning kar sakeny gy forex trading main jtny behtar planning or strategy banany gy hum jtny he kamyab hon gy is ley apni mehnat kabi bi ni chorni chae ha
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                        Forex mai kaamyabi mehnat aur ziada say ziada mehnat kernay say milti hai ye baat 100 feesad sahi hai. Jo traders forex trading business ko samajh laiatya hain aur iss baat say agree ker laitay hain kay forex trading business aik aisa business hai jo currency kay khatam honay tak chalta rahey ga aur abhi tou dur dur tak currency kay khatam honay ka koi chance he nahi hai wo traders mehnat aur hardwork say forex busi9ness ko apna profession bana laitay hain aur aisay traders successful traders ki list mai bhi bohat jald aajatay hain. Forex trading aik aisa business hai jiss mai mehnati loog bohat kaayabi haasil kertay hain aur aik baat ye bhi hai kay jin loogo ko mehnat ki aadat nahi hoti woh bhi dusray successful traders ka future daikhtay huay bohat ziada kaamyabi haasil kernay kay liye mehnat shuru ker laitay hain aur aahista aahista mehnat aur hardwork ko aadat bana kay kaamyabi ki taraf chal partay hain. Forex mai kaamyaabi hard work aur musalsal mehnat say easily milti hai koi aur dusra raasta ya short cut nahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree karta hun forex trading main jub hum rading karty hain or hum chahty hain k um jaldi se kamyb bhi ho jaen tu hmai boht mahant or lgan k sat trading karni hoti hai q k forex main kamybhi tu sub he chahty hain laken mahant nahi kary tu aghr kamybhi cahye tu mahnat lazmi hai jis se hum apni trading bhi bahtr kar skty hain or apni trading main kamyb bhi trador ban skty hain mahant se apko apki trading main bhi asanian ho jati hain ap market ko bhi achi trha smjh paty hain o stah main ap apni trdaing main loss ko bhi kam se kam face karty hain tu foex ka knowldge gain karen agr forex kamyb trading karna chahty hain tu warna apko loss zyda hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                            Assalamu Alaikum dear Forex members bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai sirf Forex Nahin Nahin Duniya ke kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat aur work karna bahut Jaruri Hota Hai Tabhi Ham usmein successful ho sakte hain Ham Jitna Jyada Kisi business ko time Dete Hain ya usmein hard work karte hain Hamen uska fal Jarur Milta Hai ISI Tarah Se Ham Jitna Dadar time Forex ki market Mein. Karenge Hamen market ka utna hi Achcha knowledge Hasil Hoga aur ham use hisab se Hitler lagaenge Agar hamare pass Achcha experience on wali Nahin Hoga To Ham galat trade lagaenge jisse Hamara loss Hoga isliye Achcha experience on Knowledge Ka Hona bahut jaruri hai aur acchi experience on Knowledge ke liye hard work jaruri hai hamare pass bahut sari sahuliyat Hain Ham Jitna zaida time acche se a demo Kaun Mein spasht karte hain hamare pass Itna Achcha Xperia hota hai aur use experience se kam Lekar Ek Achcha profit earn sakte hain lekin is sab ke liye bhi mehnat aur hard work bahut jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main kameyabi menat ur work krne se milti hai ?

                              ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha main aapki baat se sophis aagrah karta hun agar aap frax mein kam karna chahte hain to aapko ismein mehnat karni hogi ismein jyada se jyada experience karna hoga kyunki agar iske aap mehnat nahin karte to aapko ismein loss ho sakta hai ismein jyada se jyada aap ka experience kam hota hai kyunki aapke pass jitna jyada experience hoga jitni jyada fast please hongi aap proper time management ke sath chalenge tu Hi aapas mein tarkki kar sakte hain isiliye ismein jyada se jyada experience aur money management on time management ke sath chalna hi aapko kamyabi jalva sakta haiduniya mein agar aapko koi bhi kam karte Hain to ismein mehnat bahut jyada jaruri hai ISI tarah Mubarak main bhi aa mehnat karke ek achcha aur vyaktitva karwar set kar sakte hain aur ek successful businessman Ban sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X