Forex market and stock and market main kia faraq hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market and stock and market main kia faraq hay?
    World main aam tor par trading kay liay do taran ki markets kam karti hain aik ko stock market kehtay hain dosri ko Forex market kehtay hain mara ap sab bhaion say sawal hay k Forex market and stock market main kia farq hay? donon ki alag alag definition bhi karan ta k new members kay knowledge main azafa ho sakay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

    Pyare dost forex market aur stock market dono hi apni jagah par bahut ziyada ahemiat ki Kamal Hain. Forex market mein foreign currency ki kharid o firokht hoti hai jisme in mukhtalif currency pair banaye gaye hain. Jaise ke a major pair Euro/USD , USD/ CAD etc Hain. Forex currency mein major pair and cross pairs ko ahmiyat hasil hai. Currency market price ki moment leading countries ki new development pe open down hoti hai ya kisi country mein koi aisa crisis Ho usse bhi market effect karti hai. Stock market mein different countries ki companies apne stock ki sell/buy hoti Hy like Amazon, goggle, Facebook. Dear member currency market ho ya stock market donon mein knowledge ki bahut jarurat padti hai isliye aap apna focus learning par rakhen aur jitna jyada Na Lage ho connect Karen iska aapko aainda trading Mai bahut fayda milega.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

      Dear jaha tak baat hai ais market ki to ais mai ap ko online currency mai kaam karny ka moka milta hai ais mai agar ap koi bhi currency par trade lagaty hai to aus mai ap ko aus k hisab se profit aor loss hota hai kun k ais market mai ap ne dekha ho ga k ais market mai her time currency move karti hai jis par ap trade kar sakty hai ais market mai ap jaha bhi ho kaam kar sakty hai aor ais market mai ye faida hai k ais market mai ap k pass agar thori si investment bhi ho to ap ais mai kaam kar sakty hai ais market mai ap ko thory se time mai acha profit ho sakta hai ais market mai ap ki mehnat par depend karta hai k ap ais market mai kitni mehnat karty hai aor ais mai ap kaam kaisy karty hai agar ap ais mai kaam acha kary gay to ap ko ais mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

        Forex trading market ma hum sub yahan py kamlrty hain foreign currency exchange py jub ap kisi bhi pair py trade open krty ho to iska mtlb hota hai ky ap log aik he waqat ma aik deal kr rahy ho jis ma ap aik currency ko buy aor aik ko sell lr rahy ho jub ky stock exchange ma apky pas shares hoty haain ap nhi necho gaay to apky oas he hain ap hold kr sko to kr lo jub ap becho ap delho ab profit haito bech do jub dekho loss hai hold rakho isky aor forex ky neh ma bahot zeyada fark hai is maa apko makhsoos cheaen hun jin py trade lr wkty ho qqisy he stock exchange ma bhi apky pas makhsoos chezen hain jin py ap log trade kr slty hain lehaza apko inbaton ka maloom honq bhi zaroei hai ky kya kos chez ma farq hai kon sa kam faida mand hai kon sa nuqsan deny wala hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

          Stock exchange aik national market hai aor har aik country ki apni market hai jesa ky Pakistan ki 100 index market hai jis ko ksc hundred index kehty hain is ma utar chrhao country ki economic situation py hoty hain aor is py trading apky national bonds apki national things sement bijli waghaira a py hoti hai is m a shares leay jaty hain aor farokht ki jaty hain yeh Pakistan ky working hours ma open close hoti hai 8 bjy open 2bjy close ho jati hai baki forex trading market ma foreign country ki currency exchange hoti hai aor mazeed brokers ki taruf sy cfd aor future energy aor dosry instrument dey jaty hain trading ky leay jesy metal ma gold silver platinum copper qor crude oil Brent oil index etc
          In sub sy forex trading market bnti hai isky rules qor regulators hain apko 5 session ma kam krna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

            dear ye dano market apni apni jahag bilkal thek hein is main hume knowledge hasil kr k kam krna hota hai dono market main zada fraq nai ha bas currency ki change hoti hai ye world market hai agr hum buy krte hein tu dosra sell kr deta ha ur ose lose hota ha tu hume profit hota ha is hi tra dono main kam kiya jata ha hume is main soch samj kr kam krna chaiye ye business hamre liye eik best business hai hum is main aram se success full ban sakte hein agr hum is main menat se kam krte hein tu instaforex market main se hum kafi acha knowledge and expericne hasil kr sakte hein hume is main samjdari se kam krna chaiye daily market ko fallow krna chaiye
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

              Stock exchange market aor forex trading market ma difference
              dear members forex trading market ky bary ma ap sub janty hain ky yeh aik currency exchange market hai jo international business hai online is ma ap brokers ky through kam krty hain is ma apko high very high liquidity milti hai yeh weekend ky elawa 24 hour five days kam kr skty hain open hoti hai hai os ma apko high leverage bhi mil skti hai minimum capital ky sath bhi ap is ma kam kr skty ho lkn agr bat ki jay baki stock exchange market ki to
              stock exchange market national level ki hoti hai aor is ma apko bahot sari chezen jo companies ki hoti hain aor products waghaira ko ap trade kr wskty ho lkn stock exchange ma ap aik waqat ma ya to buy kr rahy hoty ho ya sell kr rahy hoty ho dosry option nhi hain is ma apki equity ka fifty percent tk ap buy ya sell kr skty ho aor baki countries ka stock exchange purchase ya trade krny ky leay humen brokers ki permission ki zaroorat hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

                Forex market be financial market hay aur stock exchange be financial market hay different types key financial markets hey jes me investment ki jati hay aur har market me different types ki hi trading ho ki jati hey agar Forex market ki bat ki jaye to ye currency exchange market hay jes me currency trading possible hay aur stock exchange me products key shares app buy kar sakty ho, Forex market aur stock market me bahot hi zeyda difference hota hay aur har business key apny alag alag terms and conditions hoty hey, aur investors ko har business me different types ki opportunities provide ki jati hey.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market and stock and market main kia faraq hay?

                  Forex trading business Mein Ham currency ki tray Lagate Hain jismein Hamen different countries ki currency ke mutabik profit Hota Hai Jab Ke stock market Mein Ham Apne stock trade Lagate Hain aur Hamen apni currency ke mutabik profit Milta hai jo ki bahut kam hota ha stock market ko Islam Mein haram market Kaha jata hai Jab ky Forex trading business it Halal business hai jis mein kisi Bhi Insan ka interfere Nahin Hai Ham Ham Apne devices aur net ke through Forex trading business Mein trade Gaate Hain aur Hamen according to the profit aur loss return Milta Hai Forex trading business main Ham Kabhi Bhi Koi froad Nahin kar sakte Jab Ke stock market mein bahut dafa stocks fraud Ho Jaate Hain isiliye bahut jyada log Forex trading business Cobra full online business ko close or open Khud Hi karna Hota Hai Kisi dusre Kisi third person ka interfere Nahin Hota iske sath sath Hamen Stock Exchange main brokers ko Commission deni padti hai Jab Ke Forex trading business Mein Commission ka koi link Nahin Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X