Crosses currency pair say kia murad hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crosses currency pair say kia murad hay?
    Forex market main 2 taran kay currency pair use hotay hain jin pay trading kar kay profit hasil kia ja sakta hay jin main say aik taran kay currency pair ko major currency pair kehtay hain aor dosrai taran kay currency pair ko crosses currency pair kehtay hain mera all forum members say sawal hay k crosses currency pair kisay kehtay hain aor un main kon kon say currency pairs shamil hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

    Pyare dosto Forex trading mein currency ki selling and purchase ki jati hai, Forex currency ko mukhtalif hisso mein taqseem kiya gaya hai jaise ke major pair, cross pairs etc. Aap ne is thread main cross pair ke mutaliq pucha hai. Cross pairs se Murad ya hai ki essay foreign exchange currency ke pair jis may main USD shamil nahi hota. So tamam pairs Jin main USD shamil nahin hota magar dusra pair famous currency ka hota hy EUR,CAD etc . Cross pairs main market up and down moment thori mam hoti ha banisbat Major currency pairs. Foreign exchange currency mein trade karne se pahle aapko use pair ke mutaliq mukammal agahi honi chahiye Takay aap us me earn kar sakin. Trade karny se prhly fundamental analaytics ko zaror samny Rekha Karin is we ap no faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

      Dear forex trading members currency pairs ki three types hain aor
      1. Major pairs
      2. Cross pairs
      3 Exotic pairs

      Currency pqire country ki currency ky hisqb ay hoty hain aor yeh forex trading mq use hoty hain in ko knowledge aor experience ky sath in py ap log trading kr wkty hain asal ma jin pairs ma major countries ki currency trade hoti hai unko kajor oqirs kaha jata haai jesa ky dollar major currency hai dollqr waaly tamam oqirs ko major pairs kaha jata hai jub ky baki sqry pairs ko kisi ko exotic pairs kaha jata hai kch minor pairs aor kch ko crosses pairs kaha jata hai bs yeh pairs aik dosry ky cross ma tradee hoty hain in ki movement bahot high hoti hai chory pairs din ma taqreebn 200 pip sy zeyada movekr jqty hain lehaza apko in baton ka kheyal rakhna chye qor forex trading ma support aor resistance bahot critical tareeky sy review krny ky bad apko in py kam krnaa chue
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

        Dear jaisy ap ko ye pata hai k ais market mai jitni bhi currencies hai aun par agar ap ko trade karni ho to aus k pairs bany hoty hai jis mai jo bhi pairs ho jin k sath usd aata hai wo sab pairs major pairs mai aaty hai aor aun par hum jab trade karty hai to wo major pair aik jaisa move karty hai magar jin pairs k sath usd ni hota aor baqi currencies apas mai mil k pair bana rahy hoty hai aun ko cross pairs kehty hai ain par hum ne agar trade karni ho to ain par aik to spread bahot zayda hota hai aor dosra ain par ap ko ye pata ni hota k maret kitna move kar jaye ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to kuch pairs select kar ley aor sirf aun par kaam kary tab ap ko ais market mai kaam karny ka pata chaly ga aor ap profit bana sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

          dear forex trading members sary he currencies ky pairs ko cross currency pairs kaha jata hai iaki main waja yeh hai mery dosto ky currency pairs ma do currencies hoti hai aor wo bhi do different countries ki hoti hai ab apko theory smjhny ky ki zaroorat hai jub ap aik currency pair py trade open krty ho to iska mtlb hota hai ky ap do currencies ky sqth dealing kr rahy ho aik ko sell aor dosry ko purchase kr rqhy ho farz kia ky ap eurusd py trade open krty ho sell ki to iska mtlb hua ky ap usd ko sell kr ky eur purchase kr rahy ho aor agr sell krty huy euro ka exchange rate increase hota hai to apko profit ho jay ga agr apki trade ky doran gir gia eur aor dollar usd brh gi to aoko loss ho ga ab further in ki agy types hain jin ka apko amjhna bhi zarori hai aor bahot he zaroori hai ap is ma interest ly kr kam kren apko aub kch achi trah ay smjh ajay ga
          • #6 Collapse

            Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

            Dear forex trading members Assalamualaikum
            Pairs ki three types hain ap is bat sy confused na hon ky cross pair koi pairs ki type hai blky apko maloom hona chye ky pairs sub he cross hoty hain lkn bahot ny jo bat ki hai wo ma apko smjh ata hun
            Major pairs
            Jo pairs zeyada trade hoty ho frequently un py trading hoti ho unko major pairs kaha jata hai jesa ky apko ma example deta hun
            Eurusd yeh aik aisa pair hai jis py bahot zeyada trading hoti hai
            Major pair unko kaha jata hai jin ki liquidity bajot zeyada ho trading focus bahot zeyada ho jesa ky usd dollar ky sath currency trade hon to unko major pairs kaha jta hai lkn usd dollar ky sath bhi major country ki currency honi chye
            Minor pairs
            Wo pairs jo aps ma cross to pair hoty hain lkn un ki liquidity itni zeyada nhi hoti na he un py itni trading ka focus hota hai unko minor cross pairs kaha jata hai yeh currency exchange aps ma cross trade hoti hai
            Gbpjpy audjpy NZDJPY capjpy cadgbp eurgbp yeh sub minor cross pairs hain
            Exotic pairs
            Exotic pairs wo pairs hain jo usd ky sath hoty hain lkn choti countries ky oairs hoty hain jesa ky usdNOK usdmxn usdzar yeh pair exotic pairs hai
            • #7 Collapse

              Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

              gee han dost main ap ki bat se agree hun is main do tra ki crosses currency hoti hein eik currency pair ur dosri major pair currency pair main gold oil ur high level ki currency shamil hoti hai major pair jo new trader k liye sab se achi hoti hein eurusd gbpusd usdjpy eurjpy ye sab major pair hoti hein in main agr hum kam krte hein tu hume lose ka dar kam hota ha hume is main lose se bachna chaiye pair main kam krna bohat risky hota hai jis k paas knowledge na ho wo is main kameyab nai ho sakta ha os k chaiye k wo mojor pair main kam kren major pair main kam krne se hum acha knowledge and experince hasil kr sakte hein hume is main samjdari se kam krna hota ha
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

                Cross currency pairs

                Cross currency pairs ki agar bat ki jaye to es type key pairs me US dollar currency involve nahi hoti hay aur es pairs me other currencies hi include hoti hey, agar market me deka jaye to esy bahot se pairs majood hoty hey jo key without US dollar currency key hoty hey aur me trading ki jati hay esy pairs ko hi cross currency pairs ka name dia jata hay, major currency pairs ki agar bat ki jaye to es me USD currency ka hona zarori hota hay aur jes pairs me USD na ho es ko ham kabi be major currency pairs ka name nahi de sakty hey,

                Cross currency pairs

                1. EUR/GBP
                2. JPY/AUS
                • #9 Collapse

                  Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

                  Bhai 3 tarha ke currency pairs hote hai, major currency pairs dosra cross currency pairs aur exotic currency pairs. Currency ke ese pairs jin mein US dollar mojood nhi hota to ese pairs ko cross currency pairs kaha jata hai. Jese GBP/JPY, EUR/JPY, EUR/CHF aur EUR/GBP pairs cross currecy pairs kahlate hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

                    Currency pairs types ki information har trader ko hona zarori hay agar ham kesi 1 pair me trading kar rahy hoty hey to hamy ye maloom hona chaye key ye major currency pair hay ya cross currency pair hay,

                    Cross currency pair major currency pair se bilkul be different hota hay aur cross currency pair me US dollar par trading kabi be nahi ki ja sakti hay es type key pair me US dollar hota hi nahi hay, major currency pairs wo hoty hey jes me us dollar us ki ya to base currency hoti hay ya quot currency jab key cross currency pairs me us dollar na to base currency hoti hay aur na quot currency.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Crosses currency pair say kia murad hay?

                      Assalamu Alaikum dear Forex members dear jaise ki aapko yah pata hai ki is market Mein jitni bhi currencies Hain UN per Agar aapko trade karni ho to Uske ped bante Hain jismein Jo abhi pears Ho Jinke Sath usd Aata Hai vah Sab tears major pears Mein Aate Hain aur UN per Ham Jab trade karte hain to vah metre per Ek Jaisa Munh Karte Hain Magar Janpad ke sath USD Nahin Hota aur Baki currencies aapas Mein Milkar per banaa Rahe Hote Hain unko crossfire Kahate Hain ine per Humne Agar trade karni ho to ine per 1 to spread bahut jyada hota hai aur dusra ine per aapko yah pata nahin Hota ki market Kitna Mukar Jaaye isliye Agar aapane is market Mein kaam karna hai To Kuchh project karne aur sirf phone per Hi Kam Karen tabhi aap is market Mein Kamyab ho sakte hain agar aap cross pears mein ghus Jaenge to Fir aapka Kamyab Hona bahut Mushkil ho jaega aur aapko bahut kism Ki mushkilat ka Samna ho sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X