Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?
    trading ma consistency aor reliability honi zaroori hai ya nhi is ki apki nazar ma kya importance hai ap log isko kesy dekhty ho
    aik din loss aor aik profit ya continue profit kon sa behtr hai effort zeyada ho aor output kam ho to humen trading start rakhni chye ya chor deni chye isky bary ma qoki kya rqye hai discuss kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?

    Trading ky alawa koi bhi qarobarho jub tk apko us ma earning nhi ho gi ap wo kam chor den gay ap agrbat krrty haun is forex trading mqrket business ki jo ky international hai aor online hai is ma to apko bahot zeyada loss ka dr hota hi agr ap yahan py continue loss kr dety ho ya kabi profit kabi loss kr detyho to iska ap ko koi khas faida nhi hai lehaza apko is business ma expert bnna chye for apny trading behavior mq consistency aor reliability ly ky qni chye ta ky ap is business ko qs a life time use kr wko yeh koi mamooli business nhi blky yeh aik bahot he acha aor khas business hai apko is ma knowledge aor experience ky sath consistency ky sathkam krnq chye ta ky apko agr 10 percent lossho jay to ap30 40 percent profit us kyupper gain kr ky apna hisqb bhi braber kr eko aor achi trah sy earned kr ky trader bn ky proficiency ky sath kam kr sko
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Re: Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?

      dear simple se bat hai is main jo insan sab se menat krta hai wohi is main kameyab be ho sakta hai hume is main kameyab hone k liye kuch rule ko fallow krna parta hai hume daily base pr is main kam krna chaiye forum main tu jo insan zada kam krta hai zada forum ko time deta hai wohi is main kameyab ho sakta hai hume is main agr success leni hai tu forex market ka acha knowledge ur experince hasil krna chaiye plan important hai hamrre liye is main ap samjdari se kam krein gey tu hum asani sew kameyab ho sakte hein hume is main emandari se kam krna hota hai jo insan is main galt kam krta hai os ko khabi be success hasil nai hoti hai
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?

        Dear ais market mai hum ne dekha ho ga k kai dafa hum kisi achy pattern par bhi trade karty hai to aus mai hum ko kai dafa loss ho jata hai magar hum ko ye baat zehan mai rakhni chaye k market her dafa aik jaisa move ni karti aor ais market mai koi bhi aisi strategy ni hai jis par hum ko 100% profit ho kuch trades to loss mai jati hai aun ki waja se hum ko tension ni leni chaye ais market mai agar hum se loss hota hai to hum ko ais mai consistency se kaam karna parta hai tab ja k hum ko ais market mai profit hona start ho jata hai aor hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai bahot sary log hai jo ais mai kafi time se loss kar rahy hai magar ais market mai kaam karty rahy hai aor ab wo acha profit bana rahy hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?

          Trading aik online risky business hai jis ma traders ko bahot he ho sharing say kam krna hota hai agr is ma apko koi bhi risk lena ho to pehly management krni hoti hai management ky leay aoko market ki update leni hoti haifundamental qor technical analysis ka hona bahot he zarori hai technical analysis ma bahot sari chezen hain sub ka maloom hona chue
          Ab agr apky pas experience qor knowledge h9 ga to he apko reliable smjha ja skta hai reliability yeh hoti hai ky ap agr din ma 10 trades open krty hain to loss hony ka bavajood apko account recover krny ka confidence hota hai aisy he consistency yeh chez hai ky ap apny account ko wash nhi hony dety consists ky sath ap apna earning mechanism chala rahy ho aor yehi apki earning ka raaz hai aor ap is sy he survival kr skty ho
          Trading ma consistent qor reliable rehna hai to demo account ko lazmi use krty raho
          • #6 Collapse

            Re: Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?

            Dear Forex trading business me traders ko kamyab us key knowledge aur trading experience key sath consistency aur reliability ki bunyad par be kamyabi mil sakti hay, agar traders acha knowledge aur achy trading skills key sath trading karta hay aur us me consistency key sath reliability ki be kami ho gi to us ki trading performance kabi be achi nahi ho gi, trading me consistency key trading karna be zarori hay aur market par traders ka etbar karna be zarori hay, agar traders reliability key sath work nahi karen gey to per esy traders ka fail hona es business me 100% yakeeni ho jata hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading ma consistency aor reliability ki kya importance hai?

              Ji ap nay bohat hi acha sawal kia hay dar asal Forex main nakami ki koi wajohat hain to un main yeh dono chezon yehni consistency and reliability ka traders kay andar na hona bhi shamil hay traders Forex ka achi taran knowledge to hasil kar latay hain aor Forex ki learning bhi poori kar latay hain kuch na kuch un ko Forex main experience bhi hasil ho jata hay aor woh kisi had tak Forex trading main kamyab bhi ho jatay hain lakin bad main consistency and reliability na honay ki wajah say nakam ho jay hain jab k Forex main trader ka mustaqil mazaj aor pur ehtamad hona har hal main zarori hay is say traders Forex market say related rehta hay aor is ki Forex market ki movement pay poori taran nazar hoti hay aor woh market kay trend ko bhi achi taran understand karta hay in tamam baton say woh trade best tareeqay say karta hay aor acha profit hasil karta hay leahaza Forex trading kay doran traders main consistency and reliability ka hona zarori hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X