Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?
    Maira aap say sawaal hai kay online virtual currencies ka kia future hai? Kia virtual currencies mazid strong hongi ya kisi waqt bhi inka mustaqbil mai khaatma ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Maira aap say sawaal hai kay online virtual currencies ka kia future hai? Kia virtual currencies mazid strong hongi ya kisi waqt bhi inka mustaqbil mai khaatma ho sakta hai?
    Assam Alaikum Sake Hum Sab log Jante Hain ke Forex trading business bahut tezi Se failta Ja Raha hai isliye aapko Aisa Socha Na Hai Nahin chahiye ki ritual currency mustakbil Mein Band Ho Jayegi Mere Khayal mein aisa nahi hoga Kyunki ab saree chidren advance mein ja rahi hain aur aur inter net ke Dariya se Puri Duniya Ke businesses chal rahe hain Agar net band ho jata Hai To Sab Ke Sab Kaam band ho Jate Hain Jaisa ke aap Bank Mein dekhte hain ki agar internet band ho jata hai to Unka koi bhi game Nahin chalta hai ISI Tarah Se Ab Jo nayi Technologies a rahi hai unke Aane Ki vajah se online business ke Jyada hone ke chances jyada hai kam hone ke nahin
    • #3 Collapse

      Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

      Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko pata hona chaye k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai agar ap ne currencies par kaam karna hai to ap ko ais mai ye pata ho k ais mai ap ne kaisy kaam karna hai aor ais mai kaam karny k kai faidy hai kun k ais market mai agar ap kaam karo gay to ap ko ais mai ye dar ni hona chaye k ye khatam ho jaye ga aisa ni hota kun k ye market atni asani se khatam ni ho sakta kun k ais market mai bahot zayda log hai jo kaam kar rahy hai aor ais market mai kaam kar rahy hai agar ap ne ais market mai ap kaam karna hai abi ka sochy aor ais mai se paisa kamye agar ap ais mai mehnat karo gay to ap ko ais mai kamyabi ho jaye gi.
      • #4 Collapse

        Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

        Forex trading market aor virtual currency ka taluq hai bhi aor nhi bhi hai virtual cryptocurrency trading aik alg complete system hai jo dollar usd ky sath to trade hoti haai lkn in ka qps ma bhi relationship hai aor yeh bahot strong nhi hai
        Virtual currency ko market ma abi tk access nhi di gai hai iski aik waja yeh hai ky yeh bahot expensive hai dosra iski waja ay hard currency ko bahot he khtra hai
        Agr in ko market ma access mil gai to phr hard currency note he mqrket sy ghaib ho jain gay aor complete online electronic money ka aghaz ho jay ga
        Jo traqi pazeer mamlik ky leay bahot he khtra bn skta hai
        Aor yeh aik dajjali currency bhi hai keun ky yeh black ma use hony ma isko koi problem nhi hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Maira aap say sawaal hai kay online virtual currencies ka kia future hai? Kia virtual currencies mazid strong hongi ya kisi waqt bhi inka mustaqbil mai khaatma ho sakta hai?
          Assalamu Alaikum Jaisa ke hum sab log Jante Hain ke Forex trading bahut tezi se popular Hota ja raha hai ISI Tarah is main use hone wale pears bhi bahut popular Hote Ja Rahe Hain Jaisa ke aapne dekha hai ki haal hi Mein Bitcoin bhi launch hua tha aur use Joker Kafi popular bhi hua aur usse kaafi saare logo Ne acchi earning Bihar silky aur Kafi Sare logo ko bahut jyada loss bhi Hua Hai Jaise Hum Sab log Jante Hain Ki Ab internet bahut jyada Aam ho sakta hai aur bahut Sare log ise use kar rahe hain ISI Tarah Jo aur digital currencies aur virtual currency Hain vah bhi popular ho rahi hai aur future Mein mujhe lagta hai ke yaha Jada strong hongi
          • #6 Collapse

            Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

            dear forex trading market members virtual currencies ka future abi tk clear nhi hai
            virtual currencies ki to bahot sari tyoes hain aor kaha ja raha hai
            Aik andazy ky mutabiq 1100 types hai virtual ya cryptocurrencies ki
            jin ma top ten ki list ma apko bta raha hun
            1. Bitcoin bitcoil 16.8 million circulation ma hain 21million majood hain
            2. Bitcoin cash
            3. Litecoin
            4. Dogecoin
            5. Ethereum
            6. BAT
            7. NEO
            8. Ripple XRP
            9. Stellar X LM
            10. Cardano ADA
            yeh in ki top ten ki list hai cryptocurrency ko abi tk market ma accept nhi kia ja raha hai keun ky iski physical shape hai na koi saboot yeh hai electronic currency hai jiski exchange sirf internet ky sath he possible hai warna nhi to yeh big shopping maqls aor banks he is ko accept kren to kren lkn mujy nhi lgta keun ky yeh bahot risky currency sabit ho sakti hain
            • #7 Collapse

              Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

              bhai jan forex trading main abhi virtual curremcy ka itna koi kam nahi hai es liye es main zyda abhi tak kam nahi ho rha hai es liye aghr hum apni trdaing ko jari rakhna chahty hain tu hmain sub un pairs main focus krna chahye jis se hmain faida mil skay q k forex main jitni bhi currences hain sub hmains how ho rahi hoti hai tu hmain un ka expiernce gain krna chahye hmain idr oder ki currencies main zyda mind nahi bnana chahye q k hum sub janty hain k virtual currencies or crypto currencies ki values itni nahi hain forex main jitni other country currencies hain jis main hum apni trading ko boht bahtr kar skty hain laken hmain pahly expiernce gain krna hota hai......
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Online Virtual Currencies ka kia mustaqbil hai?

                Dear forex trading members Assalamualaikum virtual ya crypto currency exchange market aor forex trading mark3t ma little bit different method zarori understand krnq chye ap sub ko
                Cryptographic virtual currencies ko accept krny ky leay bankers ko bahot sold step len a parent gay because virtual currencies ko agr dekha jay to future ma yeh economic climate ma hold krny wali hai jis tezi sy yeh in ki tadad increase huI hai aor logo ko bewakufi bna ky jis trah sy lota gia hai ap dekh len ky 1100 abi crypto currency types market ma aa chuki then 2017 sy 2018 tk aor logo ny blind mind ky sath in ko accept kia aor phr ye yak dam down ana shuru hun aor one third tk aa ponchy us sy bhi low gia bitcoin jis ko sub currency cryptographic ka head mana jata hai ap khud andaza lgain ky jis ny lakho invest kia uski investment ka kya ho ga apko virtual currency ki acceptancestors ka market aor bankers ko taruf sy Alan at ka wait krna chye yehi apky leay behtr hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X