Jaiza: Currency correlation toolkya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Currency correlation toolkya hai?
    Forex trading forum members ma apko aj Currency correlation tool ky bary ma btana chahta hun
    Currency pairs ma bahot sari countries ki currency use hoti hai aor in ka aps ma correlation bhi hota hai
    currency correlation tow type ka hota hai phr is ky agy firth levels hain
    1. Positive correlation
    2. Negative correlation

    For example ap sub janty hain ky Swiss France aor Euro ka strong positive correlation hai
    Aisy he pairs ki bat kren to eurusd aor gbpusd ka strong positive correlation hai
    Lkn jub sy brexit deal announced hui hai in ka aps ma correlation weak ho chuka hai aor yeh rendom move kr rahy hain
    Usdjpy aor eurusd gbpusd ka strong negative correlation hai aisy he bahot sary pairs hain jin ka aps ma koi na koi relationship hai
    To humen aik aisa tool use krna ana chue jis ma currency correlation ka pta chl sky.
    Eurusd aor Usdchf ka aps ma strong negative correlation hai Currency correlation tool qpko bahot sary brokers ki website sy free mil skta hai ap isko use kr skty haun
    Correlation +1.0 strong positive correlation
    -1.0 strong negative correlation hota hai is ky beach ma pora table hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Currency correlation toolkya hai?

    Dear jo baat ki hai ap ne currency correlation ki to ais mai jab hum kaam karty hai to ais ka mujhy ni pata kun k ais mai agar hum ais ko use karty hai to hum ko ais mai kafi zayda help ho jati hai magar ais k bary mai agar hum ko time se pata chal jaye to hum ko ais k bary mai pata chal jata hai k market kaisi hai aor ais ne kaisy move karna hai agar hum ais market mai koi bhi currency trade lagany lagty hai to hum ko aus k bary mai serch karni chaye ta k hum ais mai jis currency k bary mai search karty hai to hum ko ais mai ye dekhna chaye k agar aik currency ka pata chal jata hai to ais mai hum ko jitny bhi pairs hoty hai aun mai hum trade laga sakty hai ta k aik trend ka pata chal jaye to hum ais mai sirf aus k hisab se trade lagye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Currency correlation toolkya hai?

      Gee members bahot acha tool ao logo ny discuss kia hai
      Currency correlation ka agr humeb maloom ho to hum at a time aik currency ky analysis ka dowri ky leay trade lga ky faida utha sakty hain forex trading ma knowledge aor experience hasil krna zaroori hai baki kisi bhi kisqm ki strategy planning aor tricks use kr ky he acha paisa kmaya ja skta hai currency correlation waly pairs ko amjhna chue aor in py achi trading avail krni chye
      Lkn ajkal kch pairs correlation wise previous history ki trah ka behavior show nhi kr rahy hain is leay apki currency correlation tool lazmi use kr lena chye aor recently jo senario chl raha hai us hisqb sy trading strategy bnani chye
      Forex trading ma market ka fundamental aor technical analysis plus us ma support aor resistance ka bhi kheyal rakhna chye ta ky apko acha margin mily apki trades sy
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Currency correlation toolkya hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
        Forex trading forum members ma apko aj Currency correlation tool ky bary ma btana chahta hun
        Currency pairs ma bahot sari countries ki currency use hoti hai aor in ka aps ma correlation bhi hota hai
        currency correlation tow type ka hota hai phr is ky agy firth levels hain
        1. Positive correlation
        2. Negative correlation

        For example ap sub janty hain ky Swiss France aor Euro ka strong positive correlation hai
        Aisy he pairs ki bat kren to eurusd aor gbpusd ka strong positive correlation hai
        Lkn jub sy brexit deal announced hui hai in ka aps ma correlation weak ho chuka hai aor yeh rendom move kr rahy hain
        Usdjpy aor eurusd gbpusd ka strong negative correlation hai aisy he bahot sary pairs hain jin ka aps ma koi na koi relationship hai
        To humen aik aisa tool use krna ana chue jis ma currency correlation ka pta chl sky.
        Eurusd aor Usdchf ka aps ma strong negative correlation hai Currency correlation tool qpko bahot sary brokers ki website sy free mil skta hai ap isko use kr skty haun
        Correlation +1.0 strong positive correlation
        -1.0 strong negative correlation hota hai is ky beach ma pora table hai
        Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi acchi baat ko start Kiya Hai Ek new user ke liye yah bahut hi Spider-Man saabit ho sakti hai Agar wo is acche tarike se read karne ke baad isko answer karta hai hi kab hi Aisa possible ho sakta hai iske sath sath Hai Hamein economy news aur Forex news par bhi Nazar Rakhna Hoti Hai Kyunki pears ki Jyada movement ki vajah news hi hoti hai agar news pair ke against a Jaaye to market ki moment downside par hoti hai aur Agar pair ki taraf hi aa jaaye to market ki movement Kafi Jyada ab Chali jati hai isliye Hamein Forex news ko rate karne ke liye Bhi Ek time mukara karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Currency correlation toolkya hai?

          The currency Correlation Tool
          forex trading market multiple forex trading currency pairs sy bani hui hai is ma bahot sary currency idex bhi trade hoty hain
          in ky dermeyan calculable correlation exit krta hai jo positive bhi ho skta hai aor negative bhi ho skta hai
          kch pairs ma yeh correlation zeyada wazy hota hai jub ky kch ma gair wazy hota hai
          aik currency Correlation tool bahot sary traders ma bahot importance rakhta hai
          nechy ma aik list dy raha hun jo precisely possible correlation interval show kr rahi hai
          ~ -1.0 represent a perfect iversse correlation
          ~ -0.8 a very strong inverse correlation
          ~ -0.6 a strong inverse correlation
          ~ -0.4 a moderate inverse correlation
          ~ -02 a weak inverse correlation
          ~ 0.0 no correlation, the pair moves randomly
          ~ +0.2 a very weak positive correlation
          ~ +0.4 a weak positive correlation
          ~ +0.6 a moderate positive correlation
          ~ +0.8 a strong positive correlation
          ~ +1.0 a perfect positive correlation

          color bhi wazy krta hai correlation ko red perfect inverse blue perfect positive aor rainbow kam ya zeyada according shiw krta hai correlation ko.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Currency correlation toolkya hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            Forex trading forum members ma apko aj Currency correlation tool ky bary ma btana chahta hun
            Currency pairs ma bahot sari countries ki currency use hoti hai aor in ka aps ma correlation bhi hota hai
            currency correlation tow type ka hota hai phr is ky agy firth levels hain
            1. Positive correlation
            2. Negative correlation

            For example ap sub janty hain ky Swiss France aor Euro ka strong positive correlation hai
            Aisy he pairs ki bat kren to eurusd aor gbpusd ka strong positive correlation hai
            Lkn jub sy brexit deal announced hui hai in ka aps ma correlation weak ho chuka hai aor yeh rendom move kr rahy hain
            Usdjpy aor eurusd gbpusd ka strong negative correlation hai aisy he bahot sary pairs hain jin ka aps ma koi na koi relationship hai
            To humen aik aisa tool use krna ana chue jis ma currency correlation ka pta chl sky.
            Eurusd aor Usdchf ka aps ma strong negative correlation hai Currency correlation tool qpko bahot sary brokers ki website sy free mil skta hai ap isko use kr skty haun
            Correlation +1.0 strong positive correlation
            -1.0 strong negative correlation hota hai is ky beach ma pora table hai
            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne kaafi achchhi post ko start kiya hai mujhe Kafi time ho gaya hai Forex trading co karte hue lekin mujhe iss samay ki koi maloomat nahi thi aap ki post Se Mujhe Kafi achha knowledge Haasil hua hai jo Khel Mein Apne trading business Mein kamyabi ke liye use kar sakta Hoon Aur Main To baaki member usko abhi Yehi request Karunga Ki Har member ki post ko acche tarike se read Karan Taake aapke aap jald Forex trading business Kaushik jaen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Currency correlation toolkya hai?

              bhai jan ap ny boht achi information hmary sath share ki hai jis se hum pairs ki currencies main coreltaion ko smjh skty hain jesy ap ny hmain guide kiya hai k hum brokers ki websites se bhi es ka pta kar skty hain laken bhai jan main yah pochna chhta hun k yah relation hmaisha yse he move karta hai k change bhi ho jta hai jesy kisi aik pair main postive correlation chal rha hai tu kiya kisi wajohat ki wjha se wo negtive bhi main bhi change ho skta hai k nahi aik he postion main aik he correlate ho skta hai aap se guzarish hai k hamain es bary main bhi thora guide karen ta k hmaari mazeed rahnumai ho skay q k agr tu aik he trha kis ort e jal rahti hai tu hakary liye smjhna asan ho jata hai

              اب آن لائن

              Working...
              X