Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
    Dear jab hum ais market mai kaam start karty hai aor ais mai aik strategy bana k kaam start kar dety hai aus par hum ko kabi profit hota hai kabi loss hota hai kai koi bata sakta hai k hum ko kaisy pata lagy ga k humri trading strategy best hai ya kaisi hai hum ko aus mai koi change karna chaye ya nai?
    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humy apni strategy ka tab he pata chalta ha jab humy bar bar loss hota ho agr humy kabi profit hota ha or kabi loss hota ha to humy apni galti dakheni chae ha k hum kis jaga galti karty han jis ki waja sy loss hota ha or agr strategy sahe na ho to humy bilkal profit ho he na is ley humy strategy k bajay humy galti find kar k ache trading k bary main sochena chae ha ta k hum apni galti dor kar sakeny or ache earning kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada strategy or planning banany or phr proper money management or risk management sy trading karny or apny account k mutabiq lots size istamal karny ta k easily kamyab ho sakeny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

      Apni Strategy kese Check karen?

      First of Hamen apne liye aik Trading diary banani chahiye aur jo bhi trades hum lagatey hein usko puri detail ke sath us mein likhna chahiye aur phir us trade ka jo bhi result nikalta hey Chahe profit mein ho ya chahe loss mein ho us wahan par likhna chahiye, Aur Month ke End mein ya aap apne liye koi target set kar len keh mery jese hi 20 ya 30 trades complete hongi to mein apni trading strategy ko Totally Check karunga keh kahan par mujhey loss hua aur q hua aur kahan par profit hua to woh kese hua.
      Hamen apni hi diary mein note ki gai trades ko phir se analyse karna chahiye aur apni mistakes ko check karna chahiye wahan par hamen pata chalega keh hamari strategy kis taraf ja rahi hey aur yeh kese work kar rahi hey agar apki positive trades ziada hein aur Loss wali trades kam hein to phir Exactly hamari Strategy aik winning condition mein ja rahi hey aur phir yeh bilkul best hey, Lekin agar us mein loss ki average ziada hey to phir hamen apni strategy ko ya to improve karna chahiye aur ya phir Hame usko leave karke apne liye koi dusri strategy bana leni chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

        Apni strategy ko agr ap real account mn lgaen gy to agr to wo ghlat hoi to apko loss uthana pary ga agr thk hoi to profit mil jaye ga mgr ye boht bara risk hota k direct ap real account sy trade lgaen. To is ka sab sy best treeqa ye k ap iski practice demo account jo k forex sy free milta us mn kren. Or apko apny skill ka pta chal jaye ga k ap k analysis kitny strong hain.or kitny fake hen. Or us k bad phir sy analysis ren or demo kren to is sy ik to apka confidence built hoga ..or dosra ap ka nuqsan ni hoga. Or apko is k sath sath indicator ka pta chal jata unki practice ho jati hy. Or apko maximum tools ka use pta chal jata to bhai jo best tareeqa hy wo ye k ap demo account sy apni strategy verify kren or test kren.
        • #19 Collapse

          Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

          dear ap apni strategy ko chek karny ky lea apny mt4 main strategy tester apply kar ky chek kar sakty hain strategy tester sa ap ko market main back history main jana parta hai aur asy hota hai jesy real market move hoti hai ap tester ki speed thori see fast kar apni stratgey ko wahn pay apply karain aur apni strategy ko apply karny ky bad jab bhi wo signal dain tab ap manual trade karain es say ju bhi ap ki strategy result day gee wo ap ko pata chalta rahy hain es say ap ki strategy ki accuracy ka pata chal jay ga aur jahn pay wo loss daty rhi ho gee app ko wahn say us ko thek kar ky aur mazeed update kar ky us ko set karna ho ga yeh aik best problem ka hal hai strategy tester say ap apni har aik strategy ko test kar ku us koa result daikh sakty hain aur ager ap ko apply nahi karni ati hai tu ap ko youtube say sekh kar phir apply karna chahea.
          • #20 Collapse

            Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
            Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?<br />Dear jab hum ais market mai kaam start karty hai aor ais mai aik strategy bana k kaam start kar dety hai aus par hum ko kabi profit hota hai kabi loss hota hai kai koi bata sakta hai k hum ko kaisy pata lagy ga k humri trading strategy best hai ya kaisi hai hum ko aus mai koi change karna chaye ya nai?
            Ji ap nay bohat hi acha sawal kia hay. Forex trading main kamyabi hasil karnay kay liay traders bohat say plans and strategies tiar kartay hain aor un pay amal kar kay faida hasil kartay hain har aik ki yahi koshish hoti hay k woh jald az jald kamyab trading kar lay aor acha profit earn kar lay es kay liay woh kai strategies use kartay hain lakin aksar new traders ki kai strategies fail ho jati hain aor woh kam nahi karti es ki wajah yeh hoti hay k traders apni en strategies ko check nahi kartay aor aisay hi use kar laitay hain. Agar traders en strategies ko use karnay say pehlay check kar lain to un ko yeh knowledge ho jata hay k kia un ki strategy kam karti hay ya nahi. Strategy ko check karnay ka behtreen tareeqa yeh hay k trader es ko pehlay demo account main use karay aor trade open kar kay dekhay k kia yeh strategy kam karti hay ya nahi agar kam karti hay to usay use karay aor agar kam nahi karti to us ko dobara tiar karay es taran real trading main koi loss nahi ho ga aor na hi wrong strategy ki wajah say hamari investment wast ho gi leahaza strategy ko check karnay ka behtreen tareeqa demo account hay.
            • #21 Collapse

              Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

              Forex trading business Mein strategies bahut jyada Hak Achcha profitable to a lagaane ke liye isiliye Hamen chahie ki Ham apni strategies ko check karne ke liye demo account ka istemal Karen experience build Karen Is Tarah Hamen idea ho jata hai ki Hamari strategies profitable bhi hai successful bhi hai ya nahi isiliye hydrated ko chahie ki strategies develop karne ke bad for random account fixed please will Karen implement Karen then usko real account apply karte hue Achcha profit on Karen aur apne senior se bhi discuss Karen apni strategies Taki Unki guidelines ko follow karte hue easily apply Karke Achcha profit earn Kiya Ja sake filhal apni strategies ko check karne ka best Tarika demo Kaun Hai Uske alava kabhi bhi Ham Apne strategies ko acche tarike se check nahin kar sakte Apne real account per Kyunki sometime Hamari strategies Fail Ho Jaati Hai uski vajah se Hamen Kafi heavy loss ka Samna karna padta hai
              • #22 Collapse

                Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

                apni trading strategy ko chek karny ka asan method yeh hai ky ap ana aik sab sy pehly demo account ko open karain ky new demo account ho aur uss main totle 10 trade lgain aur wo 10 trade app ki stratgey ky mutabik honi chaheay aur proper rules aur regulation ky sath open ki gai hon aur uss ky abd uss main proper stop loss aur take profit laga ho aur risk aur reward ko dekh akr lgai gai ho trade phir uss ky bad ap chek karain ky app ki 10 trade main say ktni trade successfull hoti hai ager kam say kam app ki 6 trade win hoti hain aur 4 trade loss hoti hai tu ap ki strategy thek hai aur ager 4 trade profit daii hain aur 6 loss tu tab ap ko apni stratgey main changing karni chahea ya apni stratgey ko bdlna chaheay kyon ky kam say km jiss strategy ki accuracy 60 percent nahi tu ap ko wo use nahi karni chaheay ya uss main mazeed achi update karni chahea.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Apni trading strategy ko check karny ka asan tareeka kai hai?

                  G han hamari trading strategy bahot zeyada difficult (mushkil) nahi honi chaye jo hamy khud be use karny key bawajood be confuse kar ley, easy aur simple trading strategy honi chaye jes ko samjny me be asani ho aur jo use karny me be mushkil na ho, koch trading strategies esi hoti hey jo useful to hoti hey magar new traders ki samaj me nahi ati, 1 new trader agar RSI ya MACD trading strategy key base par trading karna chahy aur us ne kabi be RSI ya MACD key base par kabi trading na ki ho to mery khayal me es ko ham mistake hi samaj sakty hey, sab se pehly apni trading strategy jo app use karna chahty hey es ko risk free trading account (Demo) ya bonus trading me test zaror kia karen.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X