Forex market mai investment karny k liay kai zarori hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex market mai investment karny k liay kai zarori hai?

    Dear friends Forex market may trading kernay k liaye sub say ziada zaruri hay k aapko trading k baaray may acha khaasa knowledge ho. Agar aap trading k baaray may sai tara jaantay hay tou aap sai kamiab ho saktay hay. Ismay investment hamay daykh k or thori thori kerni chahiyay agar loss b ho tou itna masla na ho thori thori trading ker k ham achi earning ker saktay hay. Or trading hamaysha hamay market k hisaab say kerni chaiyay ni tou loss honay k ziada chances hay. Jub aap trading kertay kertay acha earn kerna shuru hojaye tub he aapko ziada investment kerni chahiyay nai tou ba karay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex market mai investment karny k liay kai zarori hai?

      Forex business me investment karny key ley sab se zeyda zarori cheez hay app ka expert hona, app me trading skills hony chaye aur app ka trading experience bahot zeyda high level ka hona lazmi hay, agar app es key baghir Forex jesy business me investment ka socho gey to app ghalti karo gey hamesha es investment karny se pehly khud ko trading me expert banany ki koshish karni chaye traders me ye ability hona zarori hay key agar wo 300$ ki investment karen to es se double profit earn karny ka experience be traders ka hona chaye.
      • #18 Collapse

        Re: Forex market mai investment karny k liay kai zarori hai?

        forex markeet main agar hamaray pass achi invest hay to bhi hamko kam say kam lose ka samna ho sakta hay aur achi profit ham earn kr saktay hain wo is liye k agar haamray pass achi invest hay to hamko kiisi kisam ki koi paraishani nai hay ham kisi say signal buy krk bhi kaam kr saktay hain ham kisi ko apna account manging k liye bhi day saktay hain ham khud kisi say tarde karwa bhi saktay hain aur ham kisi ki trades ko copy bhi kr saktay hain aur agar hamaray pass kuch bhi nai hay to ham apnay account main chotty lots say kaam krnay say bhi hamko apnay account k washed honay ka koi khatra nai ho sakta hay is liye mairay khayal k mutabik hamaray pass account ka strong hona sab say ziada important hay us k baad haamray liye earning ka har ik rast open ho sakta hay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex market mai investment karny k liay kai zarori hai?

          Forex market mai investment kernay say pehlay bohat kuch daikhna zaruri hota hai. Koi tarder Agar forex mai personal investment kerna chahta hai tou sub say pehlay usay apni learning aur knowledge ko behtar say behtar banana chaiye aur uss kay saath saath usay apni demo trading account mai practice ka acha experience haasil kerna chaiye. Forex trading kernay kay liye trading terminal ko bohat achay tareekay say seekhna chaiye kiyu kay tardung terminal pay bohat say helping tools hain jo her tarder ko forex mai trading kay Doraan bohat support kertay hain. Phir tarder ko apni investment ka sochna chaiye aur phir pehlay small investment say start laina chaiye. Experience gain kernay kay saath saath apni investment barhatay Jana chaiye.

          اب آن لائن

          Working...
          X