Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
    Dear forex trading members Assalamualaikum
    Ap sub ko maloom hai ky 80 percent ya is sy bhi zeyada log apny account wash kr dety hain aor apni raqam yahan forex trading market ma gnva dety hain so dear members forex trading ma apko kch steps ka bahot zeyada kheyal rakhna a hota hai
    trading market analysis
    Fundamental aspects
    Technical aspects
    Trading management
    Risk factors analysis
    Trading secrets
    Avoid greed
    Realistic thinking about profit gaining
    Assalamu Alaikum 80% yeah is Se Bhi Zyada log trading mein Main Long suit Hain Apne learning aur knowledge ki Kami se apne analyses ki Kami se unke Paas Itna Jyada experience Nahin Hota keva market ki movement ka acche se analysis Kar Paye jab tak hua market ki movement ko acche se a Jaisa nahi le Sakenge us Waqt Aqua Kamyab nahi ho sakte Unhe Apne nuksan Ko recover karne ke liye apni learning for knowledge par Dhyan Dena Hoga usme is Arfa karna hoga tab Hi jakar Wo Apne nuksan par Kabu par Sakenge aur achha profit and karne Ke Kabil Ho Payenge trading market analysis fundamental risk factor analysis trading secrets avoid greed realistic think about profit gaining is a Agar hongi Tujhe keenan kamyabi Milegi Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

      Jo log hard work Nahin karte hain wo log Apna profit loss karte hain isliye Hum Sab logo ko hard work karna chahi Agar hum sab log hard work Karenge to Fir Hum Log Kafi achha profit hassil kar sakte hain Jiska Hum Logo Ko fayda Hoga
      • #18 Collapse

        Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

        Forex trading mai ye aik undaza hai kay 80 % traders loose kertay hai laikin haqeeqat mai bilkul bhi aisa nahi hai. Agar overall average daikhi jaey to her rooz hazaroo ki tadaad mai loog forex trading mai arahey hain jin mai say bohat say aisay hai jo dusroo ki kaamyabi ko daikh kay trading ko join kertay hai iss tarah new traders ki tadaad say he pata chal jata hai kay pehlay waley traders kaamyab hain tab he wo new traders ko trading ka batatay hain. trading mai new ya experience traders dono he loose kertay hain jiss ki wajah sirf laalach ya had say ziada khud etimaadi hoti hai.Achi tarah seekh kay pr patience say traing kernay waley traders kabhi nakaam nahi hotay hain
        • #19 Collapse

          Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
          Dear forex trading members Assalamualaikum
          Ap sub ko maloom hai ky 80 percent ya is sy bhi zeyada log apny account wash kr dety hain aor apni raqam yahan forex trading market ma gnva dety hain so dear members forex trading ma apko kch steps ka bahot zeyada kheyal rakhna a hota hai
          trading market analysis
          Fundamental aspects
          Technical aspects
          Trading management
          Risk factors analysis
          Trading secrets
          Avoid greed
          Realistic thinking about profit gaining
          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main maximum trader loss karty han us ki waja ha ye ha k wo lalich karty han aik sath ziada trade open karty han ya phr aik he pair main bari lots laga k trading karty han jis ki waja sy trader ko ziada loss hota ha q k wo proper money management or risk management sy trading ni karty han or baz trader bagar knowledge or experience k trading karty han jis sy uny ziada sy ziada loss ho sakta ha or baz trader bagar stop loss or take profit k trading karty han uny jab loss hota ha to account he wash karwaty han is ley loss sy bachena ha to proper learning or practice k bad trading start karni chae ha
          • #20 Collapse

            Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

            forex main loss karny waly logon ki tadad es lea ziada hai kyon ky forex aik asa business main jiss main ager experience ky bgair kam kartyy hain aur knowledge ky bgair kam karty hain tu ap es main tab he fail hoty hain aur log forex ko pesa bnany wali machine samaj kar short cut marty hain jiss say ziada log loss karty hain forex main jitna profit nazer arha hota hai us ko nikalna utna asn nahi hota hai aur ju log iss main earn kar rahy hoty hain wo apni mehnat say aur hard working kar ky he kar rahy hoty hain kyon ky unho nay forex ko pehla sekha hota ha samjha hota hai aur un ky pas acha experience bhi hota hai forex usi ky lea profitable sabit hoti hai jiss ky pas forex main acha experience aur knowledge hota hai es lea forex trading business aik internatinal business hai bgair sochy samjhy es main ka nahi karna chahea.
            • #21 Collapse

              Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

              ji mere Bhai aapke is sawal se main bilkul bhi sahmat nahin hun duniya mein aise bahut se log Hain Jo ismein kam kar rahe hain aur bahut accha business ke taur per chala rahe hain aur profit hasil kar rahe hain aapane Jo kaha hai ki assi percent log ismein loss ka samna karte hain aisa bilkul nahin hai agar aapke pass experience hai aur aap ismein mehnat karte hain to aapko hundred percent aapko ismein profit hasil hoga iske mein Los ke chances hi bahut kam honge ismein vah log loss karte Hain Jo ismein nahin aate Hain aur experience ke bullet ride karte hain ismein knowledge karte hain proper money management aur time management ke sath nahin chalte vah Hi isme loss hasil karte hain Baki to jo bhi ismein mehnat karta hai aur experience ke sath trade karta hai vah ismein profit hasil karta hai aur isko ek business ke taur per chala rahe hain aur kamyabi hasil kar rahe hain
              • #22 Collapse

                Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                Forex trading business me loss karny waly traders ki average 80% se be zeyada hay koch traders proper good learning work nahi karty aur es business ko profitable samaj kar shortcut ways ka use karny lagty hey mery khayal me esa bilkul be nahi karna har trader jald ameer nahi ban sakta koi be business mehnat karna zarori hay, Forex business ko agar app esa business samjy gey to mery khayal me yahi waja hay key 80% se be zeyda traders market me good trading karny me fail ho sakty hey.
                • #23 Collapse

                  Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                  80% se be zeyada average se traders es waja se fail hoty hey key un ko learning karny key ley acha platform nahi milta, Business ko start karny key sath hi other traders se zeyda profit earn karny ki race start ki jati hay es condition me traders ka fail hona 100% yakeeni ho jata hay, traders ka mind agar learning karny par focus ho to 80% traders successful be ho sakty hey magar main reason hi fail hony ki yahi hay key ham other traders se zeyda profit earn karny ka lalach karty hey, technical aur news trading key elawa agar self decisions par depend karny ki koshish kia jaye to loss karny waly traders ki average 80% se 99% be ho sakti hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                    forex trading business main 80% log say ziada loss karty hain main nay ye tajzia kia ha ky forex main sirf 10 percent log he earn akr rahy hain aur ziada es main loss ka ray hain10 percent log wo log hain ju rules ky sath kam krty hain aur un ko profit milta hai aur ju pehly achi taras ay sekh akr karty hain wo es main kabhi bhi fail nahi hoti hai ju log forex main bgair sochy samjhy aur bgair kisi logic tuky lagaa kr kam karty hain unhi ko los hota hai aur unhi ka name uss 90% logon main ata ahi ju forex main loss kar rahy hoty hain forex aik bohut hgue market hai es ko samjhny ky lea hge knowledge ki need hoti hai jiss ki wajah say ap forex main kamyab ho sakty hain aur forex main kamyabi hasil bhi usi ko hoti hai ju forex main ziada hard work karta ha es lea ziada mehant karain phir he ap ko acha experience mil sakta ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Why 80% or more traders are loosing their accounts and money?

                      As-salamu alaykum dher aapane bilkul theek kaha hai ki frustrating Mein ham log knowledge aur experience ke bagair trading karne aur apni Lok per depend Karte Hain ismein Ham log mar kha Jaate Jaate Hain aur apni sari investment loss Karva Dete Hain isliye Ham Jab Bhi trading karni hai to pahle Hamen lahra karne ki jarurat hai proper analysis karna sikhana chahie aur proper money management aur risk management ke sath trading karne ko aap loss he Hoga aur aap maximum profit hoga Iske alava account saaf rakhne aur Jyada profit karne ke liye Hamen tag profit or stop loss Jarur use karna chahie
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X