Kuch din pehly Facebook nay apni nai crypto currency ko lauch karnay ka elaan kya hai . Facebook kay mutabiq inka plan hai ke woh apni crypto currency ko next year matlab 2020 kay start mai lauch karny waly hain.
iss nai crypto currency ka naam Libra hai. kafi logon kay khayal mai ager yeh crypto currency lauch ho gyie tu yeh crypto currency ke market mai bari he kamyabi hasil kar sakti hai .
iss ke sab say bari quality yeh hai ke iss ke backend per aam currencies ke bar-akas dollars ya koi b aur reserve majood hon gaay jo baqi crypto currency kay majood nai hoty hain. iss ky elawa b iss mai dunyia ke kafi bari companies facebook kay sath partnership karny ja rahi hai jis ke waja say iss ke kamyabi kay chance kafi ziada hai.
Iss bary apni info zaroor share Karin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим