Dear traders forex mein market ki movement step by step hoti ha kbhi bhi aisa ni hota k aik hi dafa bht ziad movement ho jaye hamaisha step by step jasy seeriyan oper ko jati haen ya neechy ko atti haen esi trha forex market ki movement bhi oper neechy steps mein hoti ha ab es mein aik terminology use hoti ha jis hm lower low aur higher high ya lower high aur higher low bolty haen ab Lowe low k agr bat krean tu market aik step lainy k bad apni aik low creat krti ha ab phr jb market oper ko jati ha tu us mein 2 qism ki movement hoti ha aik next Jo low creat ho ge usy lower low bolaen ge aur sath ho ap ki higher low bhi creat ho jaye ge ye bearish movement pe hoti ha jb k bullish movement mein jb aik higher high creat ho jati ha matlb k pichli high point se next high point creat ho jata ha tu sath hi higher low bhi creat ho jati ha matlb pichli low point se high low ka creat ho jana. Market hamaisha esi trha move krti ha aur es se hm trend ka andaza bhi laga sakty haen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим