agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

    forex main ager ap ko musalsal loss ho raha hai ha tu real trading foran say stop kar dain kyon ky jabbhi ap ko lagatar loss hota hai tu wo loss ap ko ap ky emotion ki waja say ho rah ha jab bhi ap ko ba bar loss hota ha tab he ap jazbati ho kar trade karty hain jiss aja say bar bar loss hona shuru hota hai aur phir apni mistake ko dekhainn ager tu ap ko emotion ki waja say loss ho rhaa hai tu demo account main apni wo mistake door karain ager ap ko kisi strategy ki waja say ho raha hai tab bhi ap ko us ko demo account main us ki ju bhi mistake hai wo door karni chaheay aur uss main kch mazeed update kar ky phir us ko again real main try karna chaheay aur jab ap ko loss ho aur bar bar ho tab ap ko whin trade ko stop klar daina chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: agar musalsal loss ho raha ho to kaya forex ko cor dena chahey ya nahi ?

      ager lgaatar loss hony lag jay tu ap ko forex main apni mistake ko dhondna chahea jiss waja say ap ko loss ho raha hai kyon ky jab tak ap apni mistake ko tlash nahi karain gay ap ko loss hona band nahi ho ga jiss say ap ko bohut ziada nuksan ho sakta hai es lea ham sab ko es bat ka khyal rakhna chahayy ky forex market main jab bhi ham ko loss hota ha hamri apni he galti ki waja say hota hai aur ager ahm apni galti ko dhond kar usy thek karty hain tu tab he ham ko loss hona band hota hai es lea apni gatli ko thek karna bohut ziada zrori hota hai jiss say he ham forex main aik kamayb trader ban kar earn akr sakty hain ager ham ko apni galti ko avoid akr jain gay tu next time ap ko koi bara nuksan ho sakta hai jiss ky bad ap ko forex main kam karna bohut msuhkil ho sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X