Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?
    forex trading market ma moving averages ki total kitni iqsaam hain aor sub sy best kon si hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

    hum jo bhe moving averages apny mt4 chart k oper use kerty hain un kii mukhatlif kisam ki iqsaam hain un main aik to simple moving averages hain aik exponantional hain our yahi do mostly use hoti hain us main pher futher khuch traders aik bhe use keryt hain ya pher un ko combination main bhe use kia jata hai mean aik SMA our aik EMA use ker lety hain ya pher us main wo dono he EMA use ker lety hain koin k moving averages k cross over pay trading strategy boht mashahoor hai our us say trade ker k hum kafi profit earn ker sagty hian
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

      Assalamu alikum forex persons d khen market ma moving averages apko bahot zeyada help out krti hain market ko amjhny ma aor is ky mutabiq apko pta chlta hai ky week ma 5din market daily average vky hisab sy kesy aor kitni move krti rahi hai newe schedule py market zeyada move kr jati hai jis din news zeyada hoti hain market fast rehti hai Monday ko market average ky hisab sy normql pace py move krti hai forex treing ma simple moving average exponential move average hai is ky alawa ap khud bhi moving average set kr wkty ho
      50 DMA aor 200DMA humen mqrket ky trend ka bhi andaza hota hai mqrket ma kub reversal matvaqo hai yeh bat bhi pta chlti hai members Pakistan forex forum acha platform hai yahan sy learning kro aor expected targets achieve kro
      منسلک شدہ فائلیں
      Last edited by ; 13-07-2019, 12:53 PM.
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

        Asalam.o.alikum forex trading members
        Market ma trading ky leay knowledge aorexperience ko ahmeyat dena chye market ma sub sy mazboot hikmat e amli a ky apko technical analysis aor technical indicators sy milti hai apko indicators ki zarorat prti hai tb he ap behtr tor py market ko smjh ky us ma zeyada der achy aor safe tareeky sy loss sy bchny ky munafa hasil kr skty ho behs is bat ki hai ky moving average indicator ka kya krdar hai trading ma to yeh bat ma apko confidence ky sath btana chahta hun ky moving average apko market ky bary ma achi information deti hai
        Exponential moving average aor simple moving average apko bahot behtr guidance dety hain isky elawa ap khud bhi weekly monthly averages set kr skty ho different color dy skty ho unko
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Forexhunter007 پيغام ديکھيے
          forex trading market ma moving averages ki total kitni iqsaam hain aor sub sy best kon si hai?
          Assalamu Alaikum Forex trading ko to Sabhi log Jaan chuke hain ke liye ek bahut hi critical business hai isme Hamein bahut hi accha se kam karna hota hai aur sab log Jante Hain Ki ismein indicators used hote hain aur moving average indicator Ek bahut hi accha indicator hai agar Hum sabse pahle iski knowledge ko Hasil karne ke iss ke patton ki values kya hoti hai aur pattern style Kaise move karta hai aur Hamein Kaise Mantra deta hai ki main market ki movement samajh aa jaaye isliye aap koi bhi indicator use karne se pahle use Jarur read Karle kya hua Kaise Hamein indicate karta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

            Forex main chart k oper meta trader 4 k andar humery pass moving averages ki do aksaam hain iak ko hum simple moving average kehty hain our dosarey exponential moving averages hain simple main bhe value same hoti hai but move differ exponentail say ker rahe hoti hai jesa k 50 ka SMA laga hoo our sath he app 50 ka EMA laga lain to dono market ki history main differ move ho gee jo zeada nahe ho ge but thori boht show kary ge app aik bhe MA use ker sagty hain our aik say zeada bhe use ker sagty hain ye trader our us ki strategy k oper depend ker raha hota hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Moving averages ki kitni iqsaam hain?

              Dear jaisy ap ne baat ki hai moving average ki to ais market mai agar dekha jaye to hum ko trend dekhna ho to hum ais mai moving average use karty hai kun k ais market mai agar ap ne moving average use karni ho to ais mai hum ko 2 tarha ki moving averages hoti hai aik to simple moving average hoti hai aor aik exponential moving average hoti hai agar ap ne ais mai dekha ho to ais mai hum ko jo bhi moving average use karni ho to ais mai hum ko agar long term ki trade karni ho to hum ko ais mai zayda time frame wali moving average use karni chaye aor aus k baad agar hum ne ais mai dekhe ho to hum ko jo moving average show kar raha hota hai wo market ka trend hota hai aor aus k baad hum ko ye support aor resistance show kar rahe hoti hai jo time k sath sath change ho rahe hoti hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X