Trading terminal woh software hota hai jis ke madad say traders forex ke market mai price movement ko daikh sakty hain aur prices ka analysis kar sakty hain aur chart etc ke madad say prices ka comparison kar kay trading decision lay sakty hain.
Trading terminal ke traders ke trading ke decision mai bara important role hota hai iss ke traders kay liye yeh baat bohot important hoti hai ke woh kon sa trading terminal use kar rahy hain.
Ager trading terminal mai traders kay liye chart aur baqi indicators etc majood hon jo traders ko achy trading decision lainy mai madad kar skaty hain tu phir trading mai b yaqeeni toor per kafi behtri nazra ayie ge.
Maire khayal say trading kay liye Meta trader 4 he best option hai kion ke iss mai bohot he achi indicators aur tools majood hain jin ke madad say traders ko trading mai kafi asani rehti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим