Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?
    Dear traders news trading itni asan trading ni ha news pe trading k liye hamaen bht Sara work krna perhta ha q k kisi bhi country ki satuation ko janchana us ki androoni halat ka jaiza laina phr us currency k mutaliq news ko daikhna k us pe Jo news ha US ki forecost kiya aa rahi ha ab es sary merhalg mein hamaen us currency ki news ko aik din mein ni janch sakty hamaen us se bht update rehna perhta ha. Tb bhi hamaen conform ni hota k kiya waqi news hamary haq mein aye ge ya ni. Esi liye experts news trading ko bht risky qarar daity haen laikn hm es ko ignore bhi ni kr sakty q k ye bhi trading ka aik hissa ha hamaen es k bary mein bhi janana ho ga aur technical trading ko es k sath mix kr k apni trading ko behter banana ho ga. Ta k hamari trading mein behteri aa saky. Aur hm acha profit market se hasil kr sakaen. Yehi trading techniques hoti haen Jo hamari trading ko improve krti haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

    mery analysis k mutabik news trading kerna boht mushkil hai koin k aik news say app kisi bhe country ki situation ko nahe samjh sagty hain k us ki economy strong hai ya week hai us k leay app ko us main technical analysis siekhnay chahain jo k fundamental say zeada asan hain our un k oper app trade ker k us say acha profit araam say forex say bna pain gay
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

      Dunyia mai ziada tar traders trading kay liye technical bases per trading karty hain. iss kaay baad dosray number per news trading ke jate hai. News trading maire apny khayal mai itne simple nai hai jitne nazar aate hai.
      News aur data ke realse ke time per news ko aik dam say read kar kay iss ka analysis karny ke liye economics ka aur jis country ke news hai iss ka acha knowledge hona bohot he ziada zaroori hai . news trading karnay ke liye economics ke bohot he achi understanding hona bohot lazmi ho jata hai iss liye yeh kafi had tak mushkil kaam hai .

      iss kay sath sath News kay time per trading karna apni jagha per aik risky kaam hai aur ager baad mai trading Karin tu news ka effect bohot he kam reh gyia hota hai iss liye profit ka chance b kafi kam ho gyia hota hai .
      Iss liye maire apny khayal say common traders kay liye News per trading karna kafi mushkil kaam hai .
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

        Forex trading ky leay different strategies aor planned trading krni chue is sy zeyada faida hota hai simple market ko d kh ky trading krna bewqkufi hai forex trading ma market ky chart ko study keq jana chue aor is ky hisab sy candle ko dekh ky trade leni chye koshish kro ky forex market ma higher time frame ki selection kro 4h ya daily candle chart zeyada information rakhta hai apko is ma mazeed achi info milti hai forex trading ma support and resistance py traders ko trade leni chye
        news time py pending orders sy best results leqy ja skty hain aor kam waqat ma zeyada profit hasil kia ja skta hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

          yah mery dost main app ki baat say agree hoon forex main news trading kerna boht mushkil hai us ki kafi reason hain aik to humean ager news trading kerni hai to aik news k oper hum us country k halaat ko nahe janch sagty hain humean us us ki economy k oper bhe work kerna ho ga news english sunani hoon gee forecost k oper he sirf trade ker k hum us say acha profit earn nahe ker sagty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

            Forex trading ma beshumar tareeky hain trading krny aor profit kamny ky yahan py ap tricks use kro gay to aoko acha profit ho ga market sy acha munafa kmana hai to apko market ma technical aor fundamental factors ko smjhty huy trading krna ho gi
            News py trading ky leay apko news calendar ki update lazmi rakhni chye qor apko news ky impact ka andaza hona chye jub news ajay to 5min wait kren aor market ki move confirm hiny ky bad trade len aksar dekha gia hai ky news any ky bad market pehly 5 minute fake move ya retrace leti hai usky bad asal track py ajati hai news any ky bad 5min ute bahot important hoty hain market pending orders ko hit krti hai aor phr hunting krty huy speed pakro leti hai
            Pending orders ko news time ma lgany ky sath stoploss take profit zaror set krna chye is sy apko acha munafa ho skta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

              Forex trading market ma trading krny ky leay bahot sari types hain jin new trading bhi aik qism hai apko jo pasand hai to news trading py bat ki jay news time py market ky behaviour ravaya change ho jata hai market fast ho jati hai buy side py bhi aor sell side py bhi yeh newe ki finding ky bad pta chlta hai
              market ma newe ki three tyoee hain jin ma in ko taqseem kia gia hai in three categories ma
              1. low impact new jis py ai bull head hota hai
              2. moderate impact new is ka affect market py thora zeyada hota hai
              3.high impact new is ko three bull head ky sath chow kia jata hai yeh bahot dangerous news hoti hai is ky any ky waqat market kch der pehly he fast ho jati hai aor liquidity ky hisab sy movement hoti hai jesy he news release hoti hai usky bqd market py impact hona shuru ho jata hai aor market finding ky hisab sy chl parti hai
              market ma newe time py trading mery hisqb sy bahot Risk wali hoti hai is ma money aor account ky bonus ko safe rakhnq chue
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                Dear jaha tak baat hai news trading ki to ais mai agar hum ne kaam karna hai to hum ko ais mai risk lena parta hai kun k ais time market mai jab moment hoti hai to bahot zayda fast hoti hai agar aus time ap ais market mai koi trade lagaty ho to aus time ais mai hum ne agar trade karni hai to hum ko aik chota account banana chaye aor aus k baad jab news aati hai to aus time market mai bahot zayda fast moment hoti hai aus time hum 2 pending orders lagaty hai aor market jis taraf jati hai aus taraf ka order autha leti hai aor ap ko profit ho jata hai kun k market mai news k time pata ni hota k market kitna zayda moment kar jaye ais liay agar account mai thori amount ho to sirf wo hi loss hota hai baqi paisa save hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                  bhai jan forex trading main news ki boht ahmiyat hai or hmari trading main har news forex ki market main asar andaz hoti hai jo k internationl level par ho es liye aghr forex main kisi bhi trha ki koi changing ki jati hai tu wo apni trading main news se update rahen or os news k hisab se apni trading karen or jub wo news ko madh e nazar rakh kar trading karty hain tu wo achi or miyari trading kar skty hain q k jub news ko dekha jta hai tu hmain market main kis trha kam karna hai andza ho jta hai jis se hum apni trading ko bhi boht kar skty hain or hum apni trading ko bhi boht achi trha kar skty hain or profot earn kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                    bhai jan forex trading main news ki boht ahmiyat hain or har wo news jis ka asar forex market par parhta hai un ko nazar andaz nahi kiya ja ksta hai q k un k hisab se he hum market ko achi trha se smjh kar trading kar skty hain or hmain market ki har moments ka sye he pta chlta hai jesy hum es main kam kar rahy hoty hain es liye har news par chek kar k apni trdaing karni chahye ta k hmain market ki har moments ka pta rahy k market kis hisab se move kar skti hai sath main aghrw oa pni trading main profit lena chahty hain tu haer os news par khabar rakhen jis se un ko loss hony k cances na hon pr acha profit mil jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dear traders news trading itni asan trading ni ha news pe trading k liye hamaen bht Sara work krna perhta ha q k kisi bhi country ki satuation ko janchana us ki androoni halat ka jaiza laina phr us currency k mutaliq news ko daikhna k us pe Jo news ha US ki forecost kiya aa rahi ha ab es sary merhalg mein hamaen us currency ki news ko aik din mein ni janch sakty hamaen us se bht update rehna perhta ha. Tb bhi hamaen conform ni hota k kiya waqi news hamary haq mein aye ge ya ni. Esi liye experts news trading ko bht risky qarar daity haen laikn hm es ko ignore bhi ni kr sakty q k ye bhi trading ka aik hissa ha hamaen es k bary mein bhi janana ho ga aur technical trading ko es k sath mix kr k apni trading ko behter banana ho ga. Ta k hamari trading mein behteri aa saky. Aur hm acha profit market se hasil kr sakaen. Yehi trading techniques hoti haen Jo hamari trading ko improve krti haen.
                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading news pe trading karna itna ahsan ni ha or mary khayal main to ap ko news time wait karna chae ha trading ni karna chae ha agr news time trade karni bi ha to proper money management or risk management k sath trading karny ta k ap ko ziada loss na ho news time time both fast movement hoti ha jis ko samjna tohra muskal hota ha pehly market wrong movement karti ha us k baad dosri side move karti ha is ley pehly wait karny phr news ko dakheny k baad apni trade open karny is tahra ap news time main behtar trading kar sakty han or successful ho sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                        Forex trading mai traders mukhtalif tareeko say trading kertay hain aur sub ka aik he maqsad hota hai kay acha profit earn kia jaey. Inn mai say aik tareeka news trading bhi hai. News trading ka matlab hai kay kisi currency kay barey ma koi news ajaey kay up jaey gi ya down jaey gi. News trading mai international siyaasat say mutaasir honay wali commodities jinn mai gold aur crude oil eham hain. Duniya mai kuch mumalik ki siyaasat inn dono pay bohat asar daalti hai. Gold aur crude oil mai traders news pay he trading kertay hain jiss say faida bhi bohat hota hai. Sirf iss baat ka khayal rakhna zaroori hai kay apnay account ko aisay trading mai use kia jaey kay loss na ho. News trading ka time kamm hota hai kiyu kay news anay kay kuch he time mai dobara market change bhi ho jaati hai.

                        News trading mai risk nahi laina hota. Fori tore pay news kay mutabiq step lay lia jaey tou he faida hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                          Dear forex trading kerty hovy news app ke boht help karti hai ye baat sahi hai ky news ky bary main information hasil karna mushkil hai likn ager app sirf 1 pair par kam karin tu app ko sirf usi pair ky bary main news hasil karni hai jo k koi boht bara kam nhi hai ager app achy sy dekhin tu app ko meta trade khud wo news provide karta hai jo forex sy related hoti hai meta trade 4 main 1 option hai jis main news hoti hai app ko meta trade4 daily update karta hai jis ko ager app achy sy follow karin gy tu app achi trade kar sakty hai ku ky forex par news ka boht gehra asar hota hai ku ky forex markeet news ko follow karty hovy apni moments chang kar jati hai es liy news information boht zrori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                            new trading sekhna bohat important ha es k bgair ap market ki movement ki basic logic ko nahi samjh sakty hain kyon ky news trade say ap ko forex market main technical analysis say kam karny main help milti hai ap ko news aur technical analysis ko mix kar ky chalna chaheay kyon ky news main itni power hoti hai hai ky ap ka technical fail kar sakti hai aur ager ap ko news trade main experience ho jata hai tu ap aik aik week ki earning aik din main he kar saktey hain kyon ky news ky time market 300 pips tak aik hour main movement kar jati hai jiss say main ap ky pas acha experience hony say ap acha earn kar saktey hain iss leay pay ziada say ziada focus karain aur isko learn karna sekhain aur iss ky leay bhi aik aleda say demo account open kar ky us main sirf news trade karain aur practice karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza.news trading k bary mein ap ka kiya khayal ha?

                              Dear agar app news event ko samjty hey aur esi key base par trading ideas lagany me kamyab ho sakty to app successful traders asani se ban sakty hey, news trading karna hi traders ki kamyabi ki waja banti hay, technical base par market trend ko just identify kia ja sakta hay market trend ko ham news key base par hi conform kar sakty hey, short term trading aur long term trading key ley hamy news trading par hi depend karna chaye, agar ham ye samjy key technical base par market analysis key through ham kamyab ho sakty hey to ye hamari ghalti hoti hay sath me news trading par be hamy depend karna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X