trading karny ky liye kuch zarore or best tips

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading karny ky liye kuch zarore or best tips

    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main jab bi trade open karni ho us k ley humy proper analysis karny support or resistance ko dakh k trading karny proper money management or risk management k sath trading karny to hum log easily kamyab ho sakty han
    Humy apny account k mutabiq trading karni chae ha small lots use karni chae ha sath stop loss or take profit lazmi use karna chae ha ta k humy loss na ho or maximum profit ho
    Forex trading k ley humy proper knowledge or experience hasil karna chae ha or demo account main practice karni both zarori ha ta k ap ko market ka pata chal sakey k kase movement karti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading karny ky liye kuch zarore or best tips

      Forex trading business me kamyab trading perform karny key ley sab se important knowledge aur experience ka hona zarori hay, es key elawa traders ki approach technical aur fundamental source ki hona be zarori hay, agar traders technically market ko analysis nahi kar sakty ye news update hasil karny ki ability nahi rakty to esy traders knowledge aur experience hony key bawajood be kamyab nahi ho sakty hey,

      kamyab traders key ley zarori hay key market ka complete knowledge raky ta key us ko technical jaiza leny me ya news se related jaiza leny me mushkil na ho.
      • #18 Collapse

        Re: trading karny ky liye kuch zarore or best tips

        ji haan mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya trading karne ke liye hamen ine baton per Shakti se Amal karna chahie aur hamen ine baton per Amal karke hi acche tractor Ban sakte hain sabse pahle to iske bare mein experience hona chahie hamen sabse pahle demo account per kam karna chahie uske bad hamen iske bare mein knowledge hasil karna chahie Jahan se bhi Mile hamen isase new se bhi dekhna chahie aur iske bare mein proper knowledge aur iske money management ke bare mein padhna chahie aur isko ek plane set karke karna chahie aur hamen chahie ke ismein mehnat Karen Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi accha profit hasil karenge isiliye hamen successful trader banane ke liyehamen infimum baton per Amal karna chahie Taki Ham ek acche successful trader Ban saken
        • #19 Collapse

          Re: trading karny ky liye kuch zarore or best tips

          g ap ny bilkul thek kaha main apki is bat sy agree karti hon forex trading aik risky or profit able business hy is main knowledge ki or experience ki bohat zarort hy is main mahnat kani chahya ta k zayada sy zayada profit hasil ho mahnat k lia hamyn forex k tools ko apnana chahya us k tools ko achi tarhan read karna chahya or is main mistake ko nazar andaz nai karna chahya hamyn apni mistake par qabo pana chahya ta k loss sy bacha ja saky. tarading market main achi tarhan trand ko samjha jay .
          • #20 Collapse

            Re: trading karny ky liye kuch zarore or best tips

            Forex mein jo bhi naya trader aye aur iss ko join keray tou uss ko kuch baatoun ka khayal rakhna bahut zaroori hai aur uss kay lye forex ki basics ko janana sub sae zayada zaroori hai aur iss cheez ko samnay rakh ker hi hum forex mein kaam ker saktay hain
            Sub sae pahele cheez jo forex mein kaam kernay kay lye zaroori hai woh forex ka knowledge hasil kerna hai kyun kay forex koi aam business nahin hai aur iss kay baray mein logoun ko kuch pata nahin hota iss lye iss ka knowledge hasil kerna zaroori hai aur iss kay lye jo member bhi iss ko join keray tou pahele forum per kaam keray aur forum per kaam kernay kay dou faiday hain aik tou humain forum sae acha knowledge hasil ho ga aur hum apnay firex related issues discuss ker sakain gay aur doosra humain iss sad bonus hasil ho ga jis sae hum trading ker sakain gay
            Doosri cheez humain demo account mein kaam kerna chahyea jis sae humain forex market ka pata chalay ga aur trading ka bahut acha experiance ho ga jo kay forex mein kaam kernay kay lye bahut zaroori hai
            Jub aap forex mein trading start kerain tou sub sae pahele apnay account balance kay hisab sae apni trade manage kerain aur uss kay lye parameters select kerain bari lot kabhi use na kerain aur market kay analysis zaroor kerain aur soch samajh ker kaam kerain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Forex trading mai sab se pehle market ka structure aur uske movement ko samajhna bohot zaroori hai. Har trader ko yeh maloom hona chahiye ke risk management bina trading sirf jua hai, isliye stop-loss aur proper lot size ka istamaal lazmi hai. Fundamental aur technical analysis dono ka ilm hona chahiye taake market ke trends aur price movements ko behtar samjha ja sake. Emotional control bhi bohot aham hai kyunki ghabrahat ya lalach se liye gaye decisions aksar nukhsan de sakte hain. Trading plan aur strategy ko bina kisi deviation ke follow karna long-term success ki chabi hai. Overtrading se bachna chahiye kyunki zyada trades lena hamesha zyada munafa nahi deta, balki risk barhata hai. Sab se zaroori baat yeh hai ke patience aur consistency rakhi jaye, kyunki forex ek quick-rich scheme nahi balki ek skill-based profession hai. Demo account par practice karna aur real account mai chhoti investments se shuru karna ek behtar tareeqa hai taake market ka asli experience hasil ho.

              اب آن لائن

              Working...
              X