Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho tu?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho tu?
    Kafi dafa travelling kay doran aur kisi aur location per traders ko yeh problem hota hai ke woh dosray logon kay computer per meta trader install na hony ke waja say use nai kar sakty hain.
    Iss trah ke situation mai traders kay pass zaroori nai hota ha ke woh har jagha pehlay meta traders kay software ko install karn aur phir he kam Karin.
    Aur iss trah ke situation mai instaforex ke client traders kay pass trading kay liye best option webtrader hai. aur traders webtrader.instaforex.com per ja kar apny same login password ko use kar kay forex market ko access kar sakty hain. Web trader mai b traders ko analysis ke liye achy indicators aur baqi facilities available hoti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

    Forex trading members Assalamualaikum trading ky leay apko terminal ki zarorat hoti hai agr ap ky pas mt4 ya mt5 install na ho to apko insta forex ma client cabinet ma ja ky web terminal py ja ky trade leni chye wahan py apko trading close open modified etc aisi facilities di gai hain apko join kr lena chye waisy sub sy easy meta trader 4 he hai jo bonus ky leay hai insta ka apna software bhi hai agr ap ko pc meqn personal computer ky leay software chye hai to ap insta ka web terminal use kro apko us ma zeyada facilities hain aor apko wahan py signals bhi deay gay hain lkn apko independent trading krni chye trading ky leay robots ko istemal nhi krna chye
    Insta ki web site hai mt5 forum jo english forum hai us ma apko acha analysis aor fundamental tips mil jati hai wahan py kafi sary experts hain jo apna daily basis py fundamental aor technical view dety hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

      us bare main app ki baat theek hai but main ye maashwra doon ga k jes k pass meta trader 4 installation ka mobile ya computer pay issue hai to us ko window fresh ker leni chahy our ager mobile pay mt4 nahe chal raha hai to dost pher humean instaforex ki trading application ko use kerna chahy pher he hum trade ker pain gay our travelling k doraan bhe acha profit bna pain gay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

        Meta trader 4 ya 5 aik trading terminal hai jo software hai jis ko download kr ky apko mobile ya personal computer ma install krna hota hai ohr apny broker ka server talqsh kr ky us ma login kr ky ap trading start kr wkty ho terminal na ho to apko apny broker ko official website py jatlna chye login kren gay to apko wahqn py bhi web terminal mil jay ga aor ap apni trades open aor close kr ekty ho
        Apko meta trader four zarori hai install krna keun ky us ma bahot sari information hoti hai tools hai instrument hain yernd maloom krny ky leay indicators oscillator hain aor bhi kafi sqri chezen hain kehaza aoko in sy faida utha lena chye
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

          Dear MT4 ya to computer per chal sakta he ya phir aapke Android mobile per, or agar ye dono na ho to phir wo tabletes per bhi chal sakta he, agar wo bhi na ho to insta forex k webtrader per ja ker aap market ko analysis ker sakte he or apni trading ker sakte he, ye baat buht hi kam logon ko pata hoti he hum tamam members k pass ye information honi chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

            Dear agar mobile par ya pc par trade karna chaty hai aor ap k pass mt4 ni hai to aus k liay ap ko tension leny ki zarort ni hai ais k liay ap simple insta ki site par jaye aor aus par apna account login kary aor aus par web trading wala option aa raha hota hai aus par ap site se trade laga sakty hai aor aus par ap k pass chart wagera bhi aa raha hota hai aus par ap analysis bhi kar sakty hai aor aus par jo bhi target wagera set karny ho wo set kar sakty hai koi trade close karni ho wo bhi close kar sakty hai ais liay agar ap kahe bhi jaty hai to ap website se bhi trade kar sakty hai agar ap k pass apna pc ya mobile na ho to ais mai ap k pass same mt4 wala style aata hai aor ap aus par asani se trade kar k profit bana sakty hai ya apna account check kar sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

              Kafi dafa travelling kay doran aur kisi aur place per traders ko yeh trouble hota hai ke woh dosray logon kay computer in keeping with meta trader deploy na hony ke waja say use nai kar sakty hain.
              Iss trah ke situation mai investors kay skip zaroori nai hota ha ke woh har jagha pehlay meta traders kay software ko installation karn aur phir he kam Karin.
              Aur iss trah ke state of affairs mai instaforex ke customer buyers kay skip trading kay liye exceptional alternative webtrader hai. aur traders webtrader.instaforex.com in keeping with ja kar apny same login password ko use kar kay forex marketplace ko access kar sakty hain. net trader mai b investors ko evaluation ke liye achy indicators aur baqi facilities to be had hoti hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

                Traders kay paas Agar MT4 trading terminal mojud nahi hoto yeh aisa masla nahi hai kay trading na ki jaa sakti ho. Ab technology ka dour hai traders ko apnay personal computers aur laptops kay elawa ab mobiles pay Android softwares ki availability ki wajah say yeh masla wesay bhi solve ho chuka hai. Laikin Agar traders ko phir bhi masla hoto kahi say bhi kisi bhi mobile, laptop ya computer system pay instaforex client cabinet mai apni log in detail enter kay apna account open ker saktay hain. Jab client cabinet open ho jaati hai tou uss mai bhi web terminal pay trading ka option mojud hota hai. Traders waha say bhi market ki movement watch ker saktay hain. Current trades kay section mai trade open aur close ki jaa sakti hai sirf yeh faraq hota hai kay aik waqt mai aik chart ko he open kia jaa sakta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :Traders kay pass ager meta trader 4 mobile ya computer mai install na ho

                  esy traders jes key laptop me(MT 4, MT 5 terminal) install na ho aur Mobile trading platform be available na ho to esy traders ko instaforex web trading ka advantage be deta hay, instaforex key official website me web trading ho sakti hay es me har tarha key technical tools se market ko analysis karny ki ability majood hoti hay, jo be features hamy trading platform me mil sakty hey ye web trading me be hamary ley available hoty hey, mostly traders terminal me hi trading ko asaan samja jata hay magar majbori me agar jaldi me trading karni ho aur device me trading platform install na ho to web trading se be faida leya ja sakta hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X