Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?
    Mara Forum members say yeh sawal hay k aksar new members Forex ka knowledge hasil karnay kay liay forum join kartay hainaor is main threads kay jawab main reply pots kartay hain kia woh knowledge hasil karnay kay liay new threads bh create kar saktay aor kia woh kitnay threads daily create kar saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

    Pakistan Forex forum ma new members thread bna skty hain agr unky zehn ma koi new sawal ho jo pehly sy forum ma majood ho to new sawal nhi krna chye matlb new thread nhi bnana chye agr ap indicators ky bary ma support aor resistance ky bary ma ya market ky chart aor analysis ky bary ma koi azfi knowledge share krna ho to thread bnain
    Sada alfaz ma threads bnain aor achy jawabat den asan tareeky say smjha chye
    New members ko pakistan forex trading forum ma jo bhi kam krna ho wo rules ky mutabik krna chye daily posts aor threads ki limit ko zehn ma rakhna chye
    • #3 Collapse

      Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

      ji haan Kyon Nahin Mere Khyal se a thread Banaye he new user ke liye hai Kyunki old user Jinke Paas accha experience hai unke Paas koi bhi question Nahin Hota aur Jaise ke new user Jab Bhi join hota hai to uske paas bahut saare sawalat maujood Hote Hain isliye new user ko thread post karne chahi Parker bahut jyada Se Jyada question kar sake aur senior log ke jawab bahut Hasil kar sake aur Jis se bahut sari acchi earning kar sakte hain isliye trade post karna new user ke liye bahut hi acchi baat hai taaki Woh best sadakpor aur Kamyab learning Hasil kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

        yah forex main ager app nay learning kerni hai to pher app first diin say he learning app ki start ho jati hai oru us main new members ki aik ache learning tab he ho sagti hai k wo new thread lagain our jitna un ko comments un pay milain gay different knowledge share ho ga our tajarba milay ga wo kahen our say nahe mil sagta hai our say un ki groming ache hoti hai our easas kerna chahy pher he achy trader ban sagian gay
        • #5 Collapse

          Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

          New members forum ma rules ky mutabiq har kam kr skty hain forum ma apko copypaste nhi krna hota hai na he apko bar bqr same threafs bnany cheye balky new threads jo pehly forum ma mojood nq hin aisy threds bnain aor aisy questions vjo pehly sy pochy ja chuky hon unko nq pocha jay forum ma dqily threads aor post ki limit muqqrar kr di gai hai members ko chye wo is limit ko observe kry aor itni he posts bnay jo rules ma mentioned hain
          Daily four threads aor five to ten posts krni chye aor topic study kr ky aor usko smjh ky phr kam krna chye forum ma forex trading vka he knowledge share kro to behtr ho ga forum ma weak area ko zeyada discuss krnq chye hamara weqk area technical analysis hai
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
            Mara Forum members say yeh sawal hay k aksar new members Forex ka knowledge hasil karnay kay liay forum join kartay hainaor is main threads kay jawab main reply pots kartay hain kia woh knowledge hasil karnay kay liay new threads bh create kar saktay aor kia woh kitnay threads daily create kar saktay hain?
            Assalamu Alaikum ji bilkul bhai jaan jo bhi new member aata hai usko chahie ke woh new threads create Karen Kyon Ke new Threads job booklate Karega to Uske reply Mein Jo Bhi post Aaegi Hua bahut informative hongi aur bahut jyada helpful thik Hogi Chinku padhne se Aye usko information Milegi aur uski knowledge mein ijafa hoga lekin bahut log Aisa Karte Hain Ki Woh Threads to cricket karte hain lekin bad main unpad main Unhe padhkar Nahin Dekhte ke Annan kya likha hai jo ki ek bahut badi hoti hai jo bhi Threads create karta hai usko chahie keva bad Mein Apni friends ko open karke Jarur Dekhe Ke Kitne logo Ne usme kya kya jawab Diye Hain new members ke liye to yatrika information Hasil karne ke liye best Tarika Hai Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

              G ha dear agar ais forum par koi new member ho jis ko kisi cheaz k bary mai pata na ho to wo ais mai thread bana ley magar aisy topic par thread banye jis k bary mai phly se thread na ho kun k ais mai agar aik jaisy hi bar bar thread banye gay to ais forum par kaam karny waly bore ho jaty hai ais liay ais mai agar ap ne thread banaana ho to aus k releted topic par serach kar k check kar ley k aisa thread phly se forum par hai ya nai agar aus topic par koi thread na ho to ap ais mai thread bana ley aor aus par kaam kary ais tarha ap ko ais mai bonus bhi acha mil jaye ga aor ap ki learning bhi achi ho jaye gi ais forum par jitna acha kaam kary gay atna zayda faida ho ga ap ko aor aus k baad trading bhi achi kar saky gay.
              • #8 Collapse

                Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

                Mara forum individuals say yeh sawal hay okay aksar new individuals forex ka know-how hasil karnay kay liay discussion board join kartay hainaor is most important threads kay jawab fundamental respond pots kartay hain kia woh knowledge hasil karnay kay liay new threads bh create kar saktay aor kia woh kitnay threads every day create kar saktay hain?
                • #9 Collapse

                  Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

                  Pak forex forum forex trading business ki learning knewledge aur information hasil karne k liye Hy Jo bhi Pak forex forum ko join karta hy wo knewledge hasil karne k liye aur forex trading business ki learning hasil karne k liye join karta hy kiok Pak forex forum par experience trader apna knewledge experience aur information share kartay han js se new trader ko buht faida hota hy aur Jo Pak forex forum par new trader kaam kartay han wo apne knewledge aur information hasil karne k liye thread bhi open kar saktay han is mein pabandi Koi nhi Hy lakin new trader ko cahaiye k jo bhi thread open karain us ki quality achi ho aur un ka maqsad serf knewledge aur information hasil Karna ho
                  New trader bhi thread kar saktay han is mein koi issue nhi hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

                    Pak forex forum pay new members hon ya senior members hon sub he learning or knowledge kay liye kaam kertay hain. New members ko bhi knowledge or learning haasil kernay kay liye zaroor new threads kernay chaiye. New members ya senior members trading kay barey mai koi bhi masla saamnay anay pay apna masla ya sawaal threads ki soorat mai ker saktay hain.Iss tarah un members ko apnay sawaalo kay jawabaat forum pay he dusray members say mil jatey hain jo ziada senior or trading mai ziada experience rakhtay hain. Her member senior ho ya new member ho daily 4 threads create ker sakta hai iss kay elawa dusray members kay threads parhnay say bhi bohat achi information mil jaati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

                      g bhai yeh forum bana he es lea hai k jiss ko forex k bary main nahi pata tu forum pay har qism ka knowledge hasil kar sakta hai aur yahn par apny swal poch sakta hai wo ju bhi swal pochta ha tu yahn par ju expereince waly members hoty hain wo phir uss ki post ka reply karty hain aur ju uss ko masla hota hai wo us ko post ka reply kar k btaty hain yahn par new members he nahi balky old members ko bhi ju koi masla hota hai wo bhi yahn par post kar k apni problem hal lay sakty hain es k ap ko 2 faidy hoty hain aik tu ap ko acha knowledge mill jata hai aur dosra ap ko bonuis milta hai jiss say ap apni real trade start kar k profit earn karty hain ya kar sakty hain es lea ap ko har swal ka jwab aur har forex ki mushkil ka hal yahjn say ba asani mil jata hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia new members ko knowledge hasil karnay kay liay threads create karnay chahiay?

                        dear jab bhi ham koi new thread karty hain tab ap swal pochny ky leay karty hain thread karny ky 2 maqsad hoty hain aik tu ager kisi ko forex ky mary main koi swal karna ho tab thread kia jata hai aur uss ky bad ager kisi nay apna knowledge share karna ho tab thread ki need parti hai is lea jab bhi ap new thread karain yeh 2 batain zror apny mind main rakhain aur ager ap nay kisi say koi swal pochna hai tu detail main bhi uss swal ki detail honi chahea na k uper swal ho aur detail main ap khud he uss ka jwab day rahy houn aur ager ap koi knowledge share karain tu ap uss main koi swal na pochain iss tarah ap jab bhi forum main kam karain tu apni sence use karain aur forum rules k mutabik post karain ab bonus acha usi ko milta hai ju forum main acha work karty hain aur rules say posting karty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X