emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain
    forex mai agar hum emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara sara paisa zaya ho jy ga or hamara mahnet be zaya ho jy ge lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik online business hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or hamy forex acha bonus be deta hain forex aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

    Dear jab ap ne ais market mai kam karna hota hai to ais mai ap ko ye pata hona chaye k ap ka apny emotion par kitna control hai agar ap apny emotion par control ni kar sakty to behtar hai k ap ais market mai jab koi trade lagaty hai to aus time market se offline ho jaye aor aus k baad ap ais mai bar bar market ko na dekhy warna ap ais mai kafi zayda loss kar ley gay ais mai ye hai k agar ap ne ais mai profit banana hai to ap ko ais mai take profit aor stop loss laga k choar dena chaye ais market mai bahot sary tareeky hai jin se ap emotion par control kar sakty hai jaisy agar ap ne analysis kiay hai aor ap ne pending orders laga diay hai to ais tarha ap market mai apna loss dekh k ghalti ni kary gay jab market ap ka order autha ley gi aus time ap online ni ho gay.
    • #3 Collapse

      Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

      Ji bil kul thek kaha hay ap nay emotions woh jazbat hain jo traders kay andar loss ya profit ki wajah say paida hotay hain jin ki wajah say bohat say traders Forex main hamesha kay liay loss main chalay jatay hain aor cut of the trade ho jatay hain emotions traders main us time hi paida hotay hain jab woh bina kisi knowledge ya kam knowledge say trading start kartay hain ya phir un ki learning achi nahi hoti ab agar itifaqan first trade main trader ko kisi wajah say profit ho jata hay to woh bara jazbati ho jata hay aor us kay andar aik baray trader kay emotion baydar ho jatay hain aor woh khud ko aik expert trader samajhnay lag jata hay aor phir isi ghalt fehmi main bina sochay samjhay big size main trade start kar daty hain ta k un ko ziada profit hasil ho jay lakin un kay liay trading ko sanbhalna bohat mushkil ho jata hay jis ki wajah say un ko trading ki koi samajh nahi aati aor woh mistakes kar jatay hain jis say un ko loss ho jata hay dosra woh traders jin ko first time trading main loss ho jata hay jo k ziada experience na honay ki wajah say aor kamzor learning ki wajah say hota hay lakin woh isay Forex market ya Forex ka qasoor samajh latay hain aor apnay in jazbat ki wajah say trading karna hi chor datay hain in wajohat ki bina par haman apnay emotions ko control karna chahiay aor apni apni mistakes ko find kar kay in ko remove karna chahiay aor trading kay safar ko jari rakh kar is main kamyabi hasil karni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

        Forex mein kam krty hvy kabhi bhi emotions kay sath kam nhi krein blky kam kay doran apny emotions ko side py rkhein .Agar ap loss py bht na umeed or profit py over excited hty rhy to agay forex mein ap ki kamyabi kay imkanat bht kam hn gy is liye ksi bhi asy emotions sy bchein jo ap kay kam mein rukavat ka bais bnay.
        • #5 Collapse

          Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik behad famous profitable or kbi b bnd na hony wala business hy is m ap k pas agr acha knowledge hy best experience hy achi learning hy mgr ap emotional ho kr kam krty han to ye ap ka loss hy ap kbi b forex m agy ni bahrh skan gy hmasha loss m hi rahan gy emotions insan ko agy ni bahrny dyty forex m hamy agr successful trader ban na hy to is k liay hamy lalich sy dor rahna ho ga q k lalich b insan ko tba kr dyta hy forex aik international business hy jo sb ko profit frahm kr raha hy is m bot c saholyat b han jasa k ham ghr byth kr b easily kam kr skty han hamy ghr sy bhr kisi bi office jany ki zrort ni hoti
          • #6 Collapse

            Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

            Ji mere doston aapane bilkul theek kaha main aapse aagrah karta hun forex ek behad famous profitable aur kabhi Na band hone wala hai aapke pass achcha hai experience to aap ek accha profit hasil kar sakte hain agar aap emotional hokar kam karte Hain aur aap bolo so jata hai to aap jaldi se dusre trade bhi laga denge jiski vajah se aapko sakta hai ek successful trader kabhi bhi motions ke sath trade nahin karta balki vah apne experience ke sath kam karta hai aur mehnat se kam karta hai jiski vajah se profit hota hai agar aap kam karenge to aapko hi lose hoga kyunki emotions ki vajah se Banda sahi tarah se Kam nahin kar sakta han aur vah galat trade laga dega jiski vajah se aapko loss hoga isiliye hamen emotions ke sath trade nahin karni chahie jisse hamen nuksan hota hai
            • #7 Collapse

              Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

              Forex trading business bhi dusray businesses ki tarah hai kiyu kay jaisay dusray businesses mai paisay say investment ker kay shuru kia jatay hain. aur uss mai bhi profit loss kabhi kabhaar emotional ho kay koi faisla kernay say hotay hain. Same usi tarah forex trading mai bhi jab traders emotional ho kay trading kertay hain tou loss kay chances barh jatey hain . Emotions jab business mai atey hain tou faislay kerta huay bohat si batey aur asool tornay par jatey hain. Jinn ka nuqsaan bhi los ki soorat mai hota hai. Traders jab emotional ho kay koi decision letay hain tou uss waqt unhain pata nahi chalta kay ye faisla ghalat hogaya hai bulkay kuch dair ya time guzarnay kay baad uss kay results saamnay aney pay pata chalta hai aur phir afssos bhi hota hai magar baad mai kuch bhi nahi ho sakta hai. Iss liye trading kay dooran traders ko emotional nahi hona chaiye
              • #8 Collapse

                Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

                Forex trading business mein hum ko kabhi bhi emotional ho kar trading nhi karni cahaiye aur agr hum emotional ho kar trading kartay han tu is se loss hi hota hy aur forex mein sab se ziada loss greed aur emotional trading se hota hy aur agr hum apne emotions ko control nhi kar saktay han tu hum forex mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay aur forex mein hum emotional kis waqt hotay han Forex mein hum emotional us waqt hotay han jab hum ko forex mein kise trade mein loss hota hy aur hum loss ki waja se emotional ho jatay Han aur is loss ko recover karne k liye aur ziada lot size use kar k aur ziada trade open kartay han aur is traha ziada lot size use karain gay aur emotional ho kar trade open karain gay tu is se loss ko recover karne ki bajye aur loss ho ga aur ziada loss ho sakta hy is liye hum ko apne emotions ko control karna zaroori hy agr forex mein kaamyaab hona hy
                • #9 Collapse

                  Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

                  Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta ha k forex trading main jab bi hum emotional ho k trading karty han humy loss hota ha is ley humy proper learning karni chae ha demo account main practice karni chae ha or phr us k bad emotions or lalich ko control kar k trading karny
                  Emotions or lalich forex trading main agr hum control kar lan to humy ziada fayda ho sakta ha jab k agr hum lalich or emotions ko control ni kar sakeny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy proper practice or learning karni chae ha ta k humary pass maximum knowledge or experience ho jis sy hum easily emotions ko control kar sakeny gy or is sy ache trading karny gy
                  • #10 Collapse

                    Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

                    Forex trading business mein emotional trading se bhi loss hota hai aur hum jab bhi trading karain hum ko apne emotions ko control karna ho ga agr hum apne emotions ko control nahin kar saktay tu trading bhi achi nahin hoti aur forex mein hum emotional us waqt hotay han jab hum ko unexpected loss hota hai ki bad dafa trade profit jati hai aur profit se waps loss mein jati hai tu us waqt emotional ho kar aik trader ziada lot size use karta hai aur aik aur trade open karta hai aur emotions mein kiok trade greed aur jald bazi mein open hoti hai aur market ka analysis bhi nahin kiya jata tu wo trade loss mein jati hai aur ziada lot hone ki waja se account jaldi wash ho jata hai is liye hum ko emotional trading se bachna ho ga tab hi kaamyaab ho saktay han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: emotional ho ky kam karna bohat nuqsan deta hain

                      G han emotional ho kar trading work nuksan hi de sakta hay loss ki waja se ya trade ka profit me convert na hony ki waja se aur big lot size ko ghalati samaj kar agar ham emotional ho jaty hey to es ka nuksan bahot hi zeyada ho sakta hay emotional hony key ham next jo be ham decisions trading key len gey to wo be ghalat ho sakty hey,

                      emotional ho kar koi be decision acha nahi leya ja sakta hay aur esi trading se profit be nahi ho sakta hay, loss ka dar hi emotional kar sakti hay demo account me ham sab janty hey key ham emotional nahi ho sakty agar esi tarha ki trading ham real account me be karen to mery khayal me ham emotional ko apni trading me khatam kar sakty hey.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X