Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.
    Dear friend mera aik sawal hay aap logo se please lazmi jawa dain.

    Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

    jesay k hum sab ko malloom hai k international business honay ki nisbaat say forex market haftay main 5 din musalsal khuli rheti hai to ye us k 5 business days hain us main app ager ache move lena chahty hain to pakistani time k mutabik din 12 bajy our sham 5 k bad trade ker k app us main say cha profit bna sagty hain jo k boht he asani say pher achy pips bna k earn ker sagty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

      Assalamu alaikum forum friends forex trading market mein trading ke liye aapko planning and strategy set karni chahi different type of trading ko promote kiya jata hai forex trading mein short term trading long term trading scalping trading agar aap scalping trading karna chahte ho to aapko evening ke time par according to Pakistan standard time trading karni chahiye agar aap long term trading karna chahte hain to aapko weekly monthly trading candle time frame select karna chahie candlestick chart patterns indicator moving averages aapko market mein different type of trading organise karne mein help out karti hain
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

        Asalaam alaikum my dear friend Agar Hum Baat Karen Pakistan mein Forex trading karne ki to Pakistan mein jo Forex trading karne ke liye best time Hi Hua Hai Shyam Ke Baje kyon ki shaam ko 6 baje New York ki market open hoti hai aur jab jab Shaam Chaar Baje New York market open hoti hai to market mein bahut jyada busy aa jati hai aur Hamara Jo Faisla hota hai profit or loss Kawa bahut jaldi ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

          Asalam.o.alikum bhai jan koi bhi trading ka waqat perfect ho skta hai yeh sun apki strategy py depend krta hai apko forex trading ma expert approach zaroori hai bhai apko market ky hisab sy apni planning bnani chye trading ma emotional control bhi required hota hai
          Market Monday kp slow hoti hai kisi bhi time trade lga skty ho
          Baki days ma news schedule hota hai high impact news hoti hain jin sy market ki movement fast hoti hai apko trading ma different aspects sy chlna hota hai pending orders instant execution waghaira kam aty hain apko market ky analysis aor behavior ky sath chlna chye
          Market ma apko evening ma fast movement milti hai is time trading asan hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

            Jihad year trading karne ke liye koi bhi waqt Ho usme aap acchi trading kar sakte hain jaise ke day trading trading aur night time trading yeah do time Aise Hain Jis time trader work Karte Hain aur iske sath sath Jaise ke Ek accha Forex trader market ke sath 24 ghante touch rehta hai Kyunki wo market ko achi Tarah read karna chahta hai Jab market Mein Ek accha. Dhoondh leta hai Jahan Se Usko trade Lagana Hoti Hai tab Hua market ko analyse Karke trade Karta Hai To usse achha profit nikal leta hai isliye market Mein trade karne ka Bihtar time wohi hai Jab aap accha profit Hasil karo
            • #7 Collapse

              Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: icfaddi پيغام ديکھيے
              Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.<br />jesay k hum sab ko malloom hai k international business honay ki nisbaat say forex market haftay main 5 din musalsal khuli rheti hai to ye us k 5 business days hain us main app ager ache move lena chahty hain to pakistani time k mutabik din 12 bajy our sham 5 k bad trade ker k app us main say cha profit bna sagty hain jo k boht he asani say pher achy pips bna k earn ker sagty hain
              Ji bhai jan main ap ki bat say bil kul agree karta ho ap nay bil kul thek kaha hay Forex market haftay main 5 days hi kam karti hay 2 days rest hoti hay yehni weekend hota hay Forex market Friday rat 12 bay close ho jati hay aor Monday ko rat 12 bajay open ho jati hay jab market close ho rahi hoti hay aor jab market open ho rahi hoti hay us time trade nahi karni chahiay qun k close kay time traders apni trade ko close kar rahay hotay hain aor is taran market ki movement ka theek taran say andaza nahi hota aor dosra market kay open honay kay time bhi market ki movement ka thek taran say knowledge nahi hota lehaza in aoqat main trading nahi karni chahiay baqi working days main jab chahay trading kar saktay hain lakin market kay mosam ko dekh kar k kia woh trading kay liay thek hay ya nahi
              • #8 Collapse

                Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                Dear ye depend karta hai k ap ki trading strategy kaisi hai agar ap ki strategy mai market ka fast hona hai to aus k liay ap aisa time select kary jab 2 session aik sath chal rahy hoty hai aor market ki moment kafi zadya fast hoti hai aus time jab ap trade karo gay to ap ko aus mai profit ho ga ais market mai agar dekha jaye to time sara hi sahe hai kun k ais mai jab ap ko apni strategy k hisab se entry mil rahe ho to aus time hi ap ne ais mai entry leni hai ye ni karna k ap ki entry ban na rahe ho aor ap ais mai entry le k bethy ho aus se ap ko loss ho ga aor market to kisi bhi time koi pattern bana deti hai jis par hum ko trade karni hoti hai ais liay time k bajye market chart k hisab se trade kary gay to zayda faida mand ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                  worldwide business honay ki nisbaat say forex marketplace haftay major five din musalsal khuli rheti hai to ye us okay five business days hain us primary app ager ache flow lena chahty hain to pakistani time k mutabik din 12 bajy our sham 5 okay awful exchange ker k app us foremost say cha earnings bna sagty hain jo okay boht he asani say pher achy pips bna k earn ker sagty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                    Dear friend mera aik sawal hay aap logo se please lazmi jawa dain.

                    Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.?
                    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum log kam kisi bi waqat start kar sakty han par is baat ka khayal rakhena chae ha humary pass maximum knowledge or experience hona chae ha jab tak humary pass maximum knowledge or experience na ho to humy trading ni karni chae ha pehly ache tahra forex trading ko seekena or samjena chae ha jtni ziada mehnat karny gy humy utna he ziada forex trading ki samj aay ge or hum ache trading kar sakeny gy is ley humy pehly learning or practice kar k maximum knowledge experience or analysis karna news pe nazar rakh k trading karni chae ha tab he hum log easily successful hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                      Ham log trading Kisi bhi waqt kar sakte hain Jab ham log hardworking Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karke Achcha profit Hassan karna chahie tha ki ham log forex market Mein kamyabi Hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                        Dear friend mera aik sawal hay aap logo se please lazmi jawa dain.

                        Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.?
                        Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea ha forex trading start karny sy pehly humary zahan main hona ha K Forex trading main jab tak humaray pass acha knowledge or experience ni ho ga to humy loss ho sakta ha is ley humy pehly proper learning or practice karni chae ha jis sy humy knowledge or experience hasil ho ga jis hum forex trading ko ache tahra analysis karny or us k hessab sy trading karny gy to humy ziada sy ziada profit hasil ho sakta ha or forex trading main successful ho sakty han is forex trading main aany sy pehly ache tahra analysis karny chae han or phr trading karni chae ha jis sy humy ziada sy ziada profit ho sakta ha or hum forex trading main successful hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                          Forex trading shuru kernay ka bahtreen time woh hota hai jab trading achi Tarah seekh li jaey. Aur trader ko itna confidence zarur ho kay woh koi bhi trade open aur close ker sakta hai. Forex trading business mai market kay sessions ka Tarders ko knowledge hona chaiye kiyu kay market kay sessions ka trading kay saath direct relation hota hai. Jo traders currencies pay trading kertay hai unkay liye tamaam market session theek rehtay hain kiyu kay tamaam sessions mai movement hoti rehti hai. Uss kay baad jo traders commodities mai trading kertay hain unkay liye European aur USA market kay sessions behtar rehtay hain. Tarders ko apnay account balance kay mutabiq sessions ko select ker kay trading kerni chaiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                            Dear friend Pak Forex form mein Ham Kisi bhi time kam kar sakte hain bus yah Hamare Upar depend karta hai hi hi ki Ham kis time Khud Ko relax mehsoos Karte Hain Jab Hamara mind fresh Hota Hai tab bhi Hamen Forex mein main kaam karna chahie Kyunki Pak Forex Ek Aisa business hai Jo aapke time ke sath sath aapki Ki tawaja bhi Chahta Hai ismein bus is Baat Ka Khyal Rakhna jaruri hai ki hamare pass knowledge aur experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Jab Tak hamare pass Achcha experience Nahin hoga to ham ismein acche se kam nahin kar Payenge Forex trading co sikhana na aur samajhna chahie jab tak Ham ismein Samajh Kar Kam Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin Ho Sakenge isiliye ismein kam karne ke liye mehnat Karni chahie experience Hustle karke hi Hamen kam start karna chahie yah Ek worldwide business hai Hamen use per Najar Rakh Kar Hi Kam karna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading shoru karny ke leay kon sa waqat behtareen hota hay.

                              ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya aapko trading karne ke liye kisi bhi time ki jarurat nahin hoti balki aapka sab tragedy reply nahin set karni chahie different types of trading co promote Kiya jata Forex tradingab kisi training kar sakte hain SMS short term and long term trading trading kar sakte hain short term training kar sakte hain to aap kisi bhi baat kar sakte hainankur trading mein sabse best sham ke waqt hota hai aur dusron ko bhi kar sakte hain Pakistani time ke kisi bhi time trading kar sakte hainaur kisi bhi session mein training kar sakte hain aap ismein kavya hona chahte Hain to aapko ismein experience ki jarurat hoti hai Na kisi bhi time ki jitna jyada profile plane ke sath chalenge to aapas mein kamyab honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X