Trading kay liye best currency pair GBP / USD .
Kafi dafa traders kay mind mai yeh baat hoti hai ke currency pair mai say trading kay liye best aur most suitable trading pair kon sa hai.
Maire khayal say wohi currency pair trading kay liye best ho ga jo ;
1. Kam risky ho
2. Jis ke daily movement b achi ho
3. Broker ka spread b munasib ho
4. Jis ke movement ziada predictable ho
5. Aur iss kay fundamental ko samjhna asan ho
Ager inn sari qualities ko mind mai rakhin tu phir mind mai 3 tradign pairs he aate hain.
1. Euro / USD
2. JPY/ USD
3. GBP / USD
yeh teeno pairs kam risky hony kay sath sath acha move b karty hain. aur in mai spread b kam hota hai , aur baqi markets ke nisbat kafi predictable movement hoti hai.
lakin ager fundamental ke baat Karin tu iss mai GBP / USD best hai kion ke iss kay fundamental ka relation sirf 2 countries kay sath hai (US aur UK).
Iss kay muqbaly mai Euro kay fundamentals ko samjhna kafi mushkil ho sakta ha kion ke Euro , Europe kay kafi countries ke currency hai aur inn sab ka effect Euro per ho sakta ha jis ko understand karna kafi dafa traders kay liye mushkil b ho jata hai .
iss liye Maire mind kay mutabiq aur different factors ko daikhty hoie trading kay liye best currency pair GBP / USD hai
iss baray mai app apni choice zaroor share Karin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим