thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein
    asslam o alikam dear mera ap sab se sawal hai kia hum is main daily sarif 4 thread oepn kr sakte hein rule k mutabiq agr hum bonas k liye 4 thread open krte hein ur jab muqbla main kam krta hota wahan be hume thread open krni parti hai kia muqbla k liye be yai limet ha ye phr hum muqbla main thread open kr sakte hein ise tra hai tu hume bonas k liye 2 thread open krni hoti hai ur muqbla k liye be 2 thread is tra hamri limet pori ho jati ha 4 thread ki senior member is main zahror reply krein kia hum muqbla main be thread ki limet k mutabi kam krna hota ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

    Jab ap ne ais muqably mai kaam karna ho to ais mai sab se acha kaam karny ka tareeka ye hai k ap ais mai aik din mai aik thread open kary aor sirf aik post kary kun k ais mai ap ko daily aik thread open karna chaye aor aik post par reply karna chaye magar ais mai ap ne dekha ho ga k thread kafi zayda open hoty hai jis ki waja se log phir aik post ni karty aor ais mai zayda posts karty hai ais mai agar ap ais contest k rules k hisab se kaam karty hai to ap ko ais mai zayda bonus mil sakta hai jaisy ap ne ais mai jo bhi post karni ho wo kam az kam 500 alfaz ki honi chaye aor ais k sath topic k releted honi chyae tab ap ko ais mai acha bonus mily ga aor aus par thanks bhi mily gay ais mai ap jitna acha kaam kary gay ap ko aus k hisab se bonus mily ga.
    • #3 Collapse

      Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

      Ji ap nay acha sawal kia hay agar ham Pak Forex Forum kay posting kay hawalay say jo rules hain in ko studies karan to hamain is bat ka knowledge hota hay k ham Forum kay kisi bhi session main posting kartay hain to un ki kam az kam tadad 5 hay aor ziada say ziada tadad 10 ya phir 50 posts hain rahi bat threads create karnay ki to threads ziada tar contest main hi create kiay jatay hain aor contest walay session main in ki ziada say ziada tadad 4 threads create karna hi hay is say ziada threads aik din main create karna forum kay rules and regulation kay khelaf hay jis ka members kay bonus par bohat bura asar parta hay lehaza hamain khas kar contest main posting kartay howay forum kay rules ka khas khial rakhna chahiay yeh hamaray achay bonus kay liay bhi bay had zarori hay
      • #4 Collapse

        Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

        Dear brother jab hum log daily posts karte he to jo threads hum log Question k mutabiq threads karte he wo total hum log 4 create ker sakte he threads open kitni bhi ker le wo ker sakte he lekin jaisa aap ne ye sawal poocha he is tarah k daily 4 sawal pooch sakte he baki 46 comments aap doosre members k sawalon ka jawab denege jaise ye me aapki sawal ka jawab de reha ho is liye soch samajh ker kaam kia kare.
        • #5 Collapse

          Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

          Pak forex forum kay kisi bhi section mai kaam kernay kay rules alag hain aur bahtreen jawaab kay muqabalay kay rules unn say bhi alag hain. bahtreen jawaab kay muqabalay kay rules ko tafseel aur ghour say parha jaey tou waha pay aisa kuch bhi nahi likha hua kay threads ki koi limit hai. contest kay threads kay rules tou mojud hain iss liye mairay khayaal mai agar koi member contest kay rules kay mutabiq threads kerta hai tou uss kay limit nahi hai kiyu kay ye aik muqabala hai jiss mai koshish ki tou koi limit nahi ho sakti hai. Muqabalay mai acha prize lainay kay liye koi members jitni chahay achi koshish ker sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

            maximum daily members forum me 8 threads hi create kar sakty ye forum members par hi depend karta hay key key wo kes section me ketny threads karna chahty hey, contest ka rule threads key bary me ye hay key 5 post key bad app 1 thread create kar sakty ho agar app posts kam karty ho aur threads app zeyda karty ho to es ka bonus app ko nahi mil sakta hay, daily contest me app jetny posts karty ho limit key hisab se app ko threads be create karny chaye agar app daily contest me 20 threads par reply karty ho to app 4 threads hi create kar sakty ho esi tarha contest me limited threads ka create karna bonus reward ko increase kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

              Contest me posting work ka ye matlab nah key members limit se zeyda threads ya replies karen, maximum 8 threads daily create karna allow key jaty hey ab ye members ki marzi hay key wo contest me 4 threads create karty hey ya 8 threads karty hey, contest me be hisa lena zarori hay sath me monthly regular bonus hasil karny key ley be (aam Forex ki gufftagu) section me be posting work karni chaye behtar ye hay key 4 threads contest me create key jaye aur 4 threads Amm forex ki gufftagu section me, es tarha ham monthly bonus hasil karny me be kamyab ho sakty hey aur contest ka bonus be ham hasil kar sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

                Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai ham log Ek Din Mein Sirf aur sirf Char friend banaa sakte hain is ke ilava ham log daily 50 posting kar sakte hain Ham Sab Logon Ko Delhi 50 posting hi Karni chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: thread limet muqabla k liye be hai kia 4 se thread nai open kr sakte hein

                  bhai jan jahan tak mera khyal hai mokably main thread ki koi bhi limit nahi hai or na he main ny kahen role main read kiya hai yah sub ki alag alag baten hai laken hmain aghr confirm nahi hai k actual main kitny thread create karny chahye tu hmain es main bhi 4 kar leny cahhye q k aam forex ki guftgu main tu yah limit ahi or hmain confirm bhi hai es liye hmain zyda thread open kar k risk nahi lena chahye hmain 4 he carete kar leny chahye or osi ko he miyai bna len jub hum u ko miyrai bna lengy tu hum acha bonus eran kar skty hain tu apny kam man kbhi bhi risk ko na any den qk jitna risk hota hai otna he hmain khtra hota hai hmary account ko tu hmaisha jo bat jitni pta hai oti he kar leni chahye zyda nahi karni chahye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X