market ko balm karny ka koi be faida nahi hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ko balm karny ka koi be faida nahi hain
    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara sara paisa zaya ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad market ko balm nahi dena chahey q ky is ka koi faida nahi ho ga hamy apne he mistakes ke waja sy loss hota hain forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain forex trading students or house wife's or poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain hamy forex ko join karna chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

    JI ap ki yeh bat bil kul thek hay market ko blame karnay ka koi faida nahi hay qun k agar trading main haman loss ho jata hay to is main hamari apni mistakes hoti hain jin ki wajah say hamain loss hota hay is liay haman market ko blame karnay ki bajay khud ki mistakes ko door karna chahiay aor ziada say ziada mehnat karni chahiay market pay blame ziada tar wohi log kartay hain jo Forex ko sekh kar nahi balk bina kisi knowledge aor learning kay ziada profit kay lalach main trading start kar satay hain jis say un ko trade start karnay kay bad kuch knowledge nahi hota k kia karna hay aor kia nahi karna jis say un ka sara ka sara account loss ki wajah say wast ho jata hay jis par woh apni mistakes ko tasleem karnay ki bajay market hi ko blame kartay hain k market ka mahol trading kay liay thek nahi tha aor na hi market achi thi aik expert aor best trader kabhi bhi trading main loss ki soorat main market ko blame nahi karay ga balk woh apni mistakes ko find kar kay in ko remove karay ga aor loss ko recover karnay ki koshish karay ga is taran woh trading main kamyab ho kar profit hasil karnay kay sath sath achi earning bhi karay ga
    • #3 Collapse

      Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

      Dear forex trading members Assalamualaikum Forex mark3t aik international karobar hai jo bahot he mutant tareeky sy karny wala business hai is ma apko bahot he soch smjh kr kam krna chye yahan py apko knowledge aor experience istemal krna hai damagh sy faisla leny hain dil ki baten nhi manni is ma apko confidence ky sath apni khobion aor slahiyaton ko istemal krna hai market ka analysis important hai fundamental news ko smjhna bhi zaroei hai news calendar ko rozana ki bunyad py dekhna oar us sy news time note krna chye ta ky news time py acha kam kia ja sky
      • #4 Collapse

        Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

        Dear friend forex trading aik vast bussiness hay is main loss and profit dono pehlo hain. Har trader trade profit ke leay karta hy but some main loss hota hay and some pe profit. Behtreen trader wohe hay jo trading ke doran and after loss and profit pe calm rahy and Markey ko blame karna bewaqofi hay, Market main ups and down hotay hain. Agar successful trader banan hay to confident rahy and agay dekhty rahain and profit ko talash karin
        • #5 Collapse

          Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

          G ha dear agar ap ne ais market mai kaam kia hai aor ap ko ais market mai loss hoa hai ya ap ais mai abi kaam kar rahy hai aor ap ko ais mai sirf loss hi ho raha hai to ap ko ais mai market ko blame ni karna chaye aor khud ko mehnat karni chyae aor ais market k bary mai learning kary aor aus k baad ais market mai kaam kary agar ap ais market mai se paisa kamana chaty hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai sirf wo hi kamyab hai jo ais market mai learning k sath experince k sath kaam karta hai kun k ais market mai bahot sary log hai jo ais mai kaam karty hai magar aun ko lalch hota hai jis ki waja se bari lot lagaty hai aor account k hisab se risk ni lety aor loss karty hai ais liay wo ais market mai apna loss karty hai.
          • #6 Collapse

            Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

            Forex traders bohat ziada iss baat ko discuss kertay rehtay hain kay market ney ye ker dia ,market nay wo ker dia laikin kabhi bhi iss baat pay discussion nazar nahi aati kay mai nay ye ghalti ki, mai nay lot size itnay ki bajaey utna rakh diya iss liye mujhay loss hua, mai nay sell ki bajaey buy ki trade laga di. Aisi discussion kernay ki bajaey market ko he blame kertay rehnay say koi bhi cheez theek nahi ho sakti hai.Market kabhi bhi ghalat nahi hoti hai ,hum khud apnay haath say ghalti kertay hain kiyu kay jub seekhnay ka time hota hai tou hum sahi tarah say seekhtay nahi hai aur baad mai bhi usay theek kernay ki bajaey ilzaammarket ko daitay hain.

            Trading mai kaamyaab honay kay liye humain apna rawaiya tabdeel kerna hoga aur apni approach positive kernay ki zaroorat hai
            • #7 Collapse

              Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

              g ap ny bilkul thek kaha main apki is bat sy agree karti hon forex trading aik asa business hy jo kabi khtm nai ho ga is main jab hamari mistake hoti han tab hamyn loss hota hy jis sy hum ny jo invest kia hota hy wo zaya ho jata hy hum phr market ko blam karty han k hamyn loss hota hy ya market nai sai .market ko blam karny ki bajay mahnat karni chahya or mistake ko ignor nai karna chahya mistake ko sai karna chahya hamyn chahya k information ko read karna chahya ta k zayada sy zayada profit hasil ho.
              • #8 Collapse

                Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                Market ko agar blame kia be jaye to koi faida nahi bahot se traders esa karty be hey loss hony key bad market ko blame dena start kar lety hey kesi be trader ko esa nahi karna chaye aur na hi esa karny ki koi waja banti hay, big profit be hamy mil sakta hay aur zeyda loss ka samna be ho sakta hay es me market ka koi amal dakhal nahi hota, market apny routine key sath chalti hay ye hamara kam hay key ham market ko samjy agar agar market ko samjy baghir trading karen gey to loss be zeyda ho sakta hay aur profit be ho sakta hay market ko blame karny ki koshish kesi trader ko nahi karni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex bilkal aik real or profitable business hy is m agr ham mehnat krty han to successfull hoty han agr hmary pas knowledge ya experience km hota hy to ham apni mistakes ki wja sy loss kr lyty han or ham market ko blam krty han jb k hamy loss apni mistakes ki wja sy hota hy hamy market ko blam krny k bjaiy apni mistakes sy sekhna chaiy or dobara trading krty wakt wo mistakes ni dohrani chaiy ham forex m part-time b job kr skty han or full time bi forex ko join kr k trading kr skty han ye hamy hr tra sy profit hi dyta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                    Forex pay trade lagty hoe jab humian loss ho jata hai tu hum apne loss ka blame market ki situation ko dyte hain asa bilkol nahi ha forex may loss humri galtiyo ki waja say hota hai jab hum sahi say market ka analysis nai kar paty or galt Trade laga bathty hain ase may hum loss ko bardsht karty hain loss say bachne Kay liye humian huMsha mehnat karni hoti hai ir confiscated trade lagni hoti hai jitna ziyda experience build karain gye humain utna ziyda faida hota hai hum easily forex pay profitable trade laga Kay profit earn kar sakty hain market ko samjna market ki up and down ka knowledge rakhna bohat zarori hai begaar market ko analysis kiye hum kabi bhi acha profit nahi ja hasil kar sakty or market ko blame karne ki bajae humain koshish karni chahye Kay hum market ka analysis karna sikhain or koshish karain Kay demo account pay ziyda practices karty rahna chahye ta Kay loss say bach kar profit earn kiya jiye
                    • #11 Collapse

                      Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara sara paisa zaya ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad market ko balm nahi dena chahey q ky is ka koi faida nahi ho ga hamy apne he mistakes ke waja sy loss hota hain forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain forex trading students or house wife's or poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain hamy forex ko join karna chahey
                      Dear forex trading duniya best business ha is jasa or koi business ni ha is sy hum daily ache earning kar sakty han or forex trading main loss or profit sath sath han kabi ap ko profit ho ga kabi loss is sy humy darna ni chae han
                      forex trading is waja sy bi best ha k is ko har koi kar sakta ha is k ley koi bari age limit ni ha jis na cnic ha wo is ko join kar sakta ha or is main investment kar k ache earning kar sakta ha
                      Is main male hon ya female easily kam kar sakty han is gender ka koi masla ni ha male female sab join kar k trading kar sakty han
                      Is main ameer garib sab kam kar sakty han srif uny is kam ko seekna ho ga or phr us k bad kam karny warna both loss ho sakta ha is ley learning both zarori ha
                      • #12 Collapse

                        Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                        Forex ek kaisa business hai jo Puri duniya mein pehla hua hae aur is se lakhon karodon log kam kar rahe hain aur isase profit hasil kar Rahe Hain ismein Koi kam se kam nahin hota yah Sara bilkul original aur achcha kam hai ismein hamen market ko blame nahin karna chahie balki hamen apne experience ke sath kam karna chahie aur ismein mehnat karni chahie jitni jyada Ham ismein mehnat karenge apne hi jyada profit hasil kar sakenge ismein hamen market ko blame nahin karna chahie balki Ham apni mistakes ki vajah se loss kahate Hain agar Ham lalach na Karen apne emotions ko control karke trailer gaye aur apni mistakes ko Nadu ho raha hai aur experience ke sath kam Karen to Ham ismein ek achcha profit hasil kar sakenge jitna jyada experience hoga utna hi hi accha profit hasil kar sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                          forex ek acha business ha is lye agr is mn hmen loss hota ha to isko blame nhe krna chahye q k us mn hmari apni glti hoti ha is lye soch smjh k bgair knowledge k business na kren
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: market ko balm karny ka koi be faida nahi hain

                            Jihad Kafi had Tak aapki baat bilkul theek hai market ka ismein Jara bhi Kasur Nahin Hota isliye Jab Bhi Laut sakta hai aapki Galti hone ki vajah se hota hai isliye market ko acchi Tarah analyse Karen market Mein achha hard work Karen Taki aapko market ke bare mein acchi information Hasil ho isliye sabse pahle demo account open Karen usmein hard work Karen ya khud ka Achcha experience markets se Hasil Karen Jaise ke Forex form hai aur other website hai jinki vajah se aap Forex ko acchi Tarah Sikh sakte hain sikhane ke bad Forex mein agar aap trading Karenge tabhi aap Kamyab ho sakte hain aur uske alava agar aap bagair learning Karen market Mein inter ho aur bad Mein loss karne ke bad market Kovalam karen to yah market ka Kasur Nahin Hoga yah aapke kam experience ki vajah se aapko Ehsaas hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X