forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan
    forex mai hum live kam karny ky liye hum computer ko use karty hain jis sy hamare eye side weak ho jate hain forex mai kam karny ka yai sub sy bara nuqsan hain forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy experince ko behter karna chahey hamy rozana demo account mai 2 ganty zaror practice karne chahey is mai kam karny sy hum expert ban jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

    Asalam.o.alikum forex forum friends apko forex trading market ma har waqat ka nhi kro time table ky hisab sy kam kro apny goals bnao aor target hasil kro jub bhi trading kro to brightness adjust kro mobile py auto brightness option istemal kro koshishould kro bari screen py kam kea kro ta ky apko trading ma eyes ko zeyada focus na krna pary jub bhi trading kro chart ko zoom kr ky analysis kro aor phr market ky according trend ky hisab sy trade lgai stoploss take profit lga ky apni trade ko bhol jao is sy apko bahot faida ho ga aor apko trading ma kam waqat dena pary ga har waqat market ma rehny ki zarorat nhi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

      Dear ye to ap pe depend karta hai k ap ais market mai agar kaam karty hai to ap ais mai aik shedule bana ley aor aus k hisab se kaam kary agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai ap jab aik dafa analysis kar lety hai aor aus k hisab se trade laga lety hai to ap ko aus k baad bar bar market ni dekhni parti ap ki trades k tagets aor stop loss lagy hoty hai jis k liay ap ko tension ni hoti aor jab market kisi level par jati hai to ap ki trades close ho jati hai ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai bahot sary log hai jo long term par kaam karty hai aor ais market mai pory din mai bilkul thora sa time online hoty hai aor aus k baad ais market mai trade laga k side par ho jaty hai agar p ko ye dar hai k ap ki eyes kharab ho rahe hai ap aisa kar sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

        JI bhai jan maray knowledge main jo bat aai hay woh yeh hay k agar Forex trading say koi physical loss hota hay to woh hamari kisi kami ki wajah say hota hay na k Forex ki wajah say hota hay Forex trading kay doran ziada tar computer kay samnay bethna parta hay jis say hamri ayes kamzor ho jati hain lakin agar hamehtiati tadabeer use karan to aisa kabhi bhi nahi hota haman monitor ki jaga LED use karni chahiay ya phir screen glass use karna chahiay aor monitor say taqreban 3 fits ka ****l rakhna chahiay physicals problems to insan kay sath sath chalty rehtay hain in say ghabrana nahi chahiay in kay liay jitna bhi ho sakay ehtiati tadaber karni chahiay baqi Forex kay liay ziada time danay say traders ko ziada experience hasil hota hay aor isi experience ki wajah say traders ko Forex main kamyabi hoti hay
        • #5 Collapse

          Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

          Forex market 24 ghantay or 5 din lagataar matlab 120 ghantay open rehti hai. traders pay aisi koi pabandi nahi hai kay 120 ghantay or 5 din tak lagataar computer pay he baithay rehna hai or mt4 terminal pay trading kertay rehna hai jiss say eyesight ka koi masla darpaish ho. agar koi member ya trader ziada dair tak computer pay trading ya posting work kay liye baithna chahta hai tou usay chaiye screen protector ko istamaal karey or computer monitor ki jaga ab led market mai aa chuki hain jin ki power consumption bhi kamm hai or eyesight pay bhi koi manfi asar nahi parta. traders ko apni sehat ka khayal pehlay rakhna chaiye kiyu kay sehat hogi to he business ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

            Bhai mein ap se mutafiq nhi ho sorry, Forex trading mein kam karne se ankhe kamzor nhi hoti, qk 24 hours to koe bhi paglo ki tarha laptop ki screen ko nhi dekhta rahta na. Agar ap trading mein Tp aur Sl use kare aur market ko samajh ke sahi time pe trading kare to ap ki ankhe bilkulkharab nhi hongi.
            • #7 Collapse

              Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

              Forex market Mein kaam karke ham log bahut hi accha profit hassil kar sakte hain Jiska Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log Kafi acchi earning kar sakte hain jisse ham log kam karne ke bad Kafi kuch hassil kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

                G nahi dear ye ghalat hay Forex business me trading karny me etna time spend nahi hota key hamy es ka koi nuksan ho jaye, other social media websites par ham es se be zeyda time zaya karty hey es ka be nuksan bahot zeyda ho sakta hay magar trading tools ki majoodgi me traders ko koi be nuksan nahi hota aur us key eyes kabi be kharab nahi ho sakti hey,

                trading tools ko agar use kia jaye to bahot kam time ham trading me spend kar sakty hey aur esi tarha forum me agar 1 hour ka time be spend kia jaye to good bonus aur good knowledge hasil karny me kam kamyab zaror ho sakty hey.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai kam karny ka aik sub sy baar nuqsan

                  Dear esa nahi hay Computer par ya laptop me jetna be work kia jaye es ka effect hamari eyes par nahi hota, agar deka jaye to mobile ko be ham zarorat se zeyda hi use karty hey aur agar ham Forex me kam karty hey to es ka be effect etna zeyda nahi hota, acha work agar kia jaye to zeyda time hamy computer key samny betny ki zarorat nahi hoti, terminal me majood trading tools ne trading karna bahot hi asan kar dia hay aur es se traders key time ki bachat be ho jati hay, agar forum me ham kam karty hey ya other websites se learning karty hey to per be es ka koi nuksan hamary eyes par nahi ho sakta hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X