agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey
    forex mai hum live kam karty hain agar hum kise pareishine mai hain hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey q ky hum kam shahe sy nahi kar saky gy or hamy loss ho jy or is mai market ka ya brokers ka koi be qasur nahi hota hamy fresh mind ho ky mahnet sy kam karna chahey forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey hamy high amount invest kar ky high riks lena chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

    Gee members Assalamualaikum Forex trading aik bahot he complicated business hai yeh aik international market hai jis ma apko interest lena prta hai apko yahan py active rehnaa hota hai apko 24 hour ki updates hona chye aor apko market ma news schedule technical data aor sentimental data ka ilm hona chye
    Agr ap stress ma hain ya kisi bhi kisam ka koi bhi nafsyat problem hai to apko trading nhi krni chye aor is ma apko bahot fresh an aor free ho kay work krna chye planning strategies aor money aor account management according to the market support and resistance krni chye phr forex trading krni chye aor apko separate kamry ma shor sy bach ky trading krni chye
    • #3 Collapse

      Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

      Ji bhai jan ap nay bohat hi achi aor aik zarori bat shear ki hay agar koi trader ya ham main say koi stress ya kisi pareshani ka shikar hay to usay kisi bhi soorat trading nahi karni chahiay bal k aram aor rest karni chahiay ta k mind mukamal tor par pur sakoon ho jay qun k Forex trading bohat hi tawajoh talab business hay is main trader ki hazir dimaghi bohat zarori hay qun k trader ko trading kay liay Forex market kay related rehna parta hay aor market ki movement pay nazar rakhna parti hay yeh sab kam hazir dimaghi ka hi hota hay is liay stress ki soorat main trading say avid karna chahiay kai trader stress ki soorat main trade laga datay hain aor bad main market kay analysis nahi kar patay aor na hi market ki movement ko judge kar saktay hain jis say trade wrong lag jati hay aor kai aor bhi trading main mistakes ho jati hain jis say trading main loss ho jata hay
      • #4 Collapse

        Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

        Dear aap nay sahi kaha hai kay agar humain kisi kisam ki koi pareshani hai ya hum pay koi stress hai to uss waqt humain forex mai trading say guraiz kerna chaiye kiyu kay forex trading mai hum direct apnay paisay ya bonus jo kay hamari mehnat ki kamai he hoti hai usay use ker rahey hotay hain tou humain chaiye kay hum kisi kisam ka risk bhi nahi lain.Strss or pareshani ki wajah say hum say achay faislay nahi ho saktay hain or iss tarah humain nuksaan ho sakta hai. Agar kisi trader pay kisi kisam ka koi stress hai ya koi bhi or pareshani hai to chaiye kay hum market ko read keray or uss waqt ziada time news or analysis ko dey jiss say humain pata chaley ga kay market kiss tarah move ker rahi hai. Iss tarah hamay forex ki movements ka bhi pata chaley ga or hum safe trading bhi ker saken gay.
        • #5 Collapse

          Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

          Dear jaisy sab ko ais market ka pata hai k jab ap ne ais market mai kaam karna ho to ap ka mind relex hona chaye kun k ais market mai ap ne dekha hai k ais mai hum ne analysis karny hoty hai aor aus k baad hum ko ais mai money management k hisab se trade karni hoti hai tab hum ko ais mai profit hota hai jab banda kisi waja se stress mai ho to aus time ais market mai na to sahe analysis kar sakta hai aor jab lot lagani hoti hai to banda zayda lot lagata hai ta k ais mai thory se time mai zayda profit bana le ais liay ap ne dekha ho ga k ais market mai bahot sary log hai jo sirf ain hi ghaltion ki waja se loss karty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ye pata hona chyae k ais mai soch samjh k kaam karna chaye aor ais mai time lagana parta hai tab ap ko ais mai reward milta hai.
          • #6 Collapse

            Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ap ki bt durst hy jb ham kisi zahni tnsn m hon ya koi stress ho to hamy trading ni krni chaiy q k ham stress k sath trading karan gy to hamy kbi b profit ni ho ga hmasha loss hi ho ga jb hmara mind fresh ho hmary mind m koi tnsn na ho tb ham aram skon sy trading karan tbi ham profit hasil Kar k successful trader ban skty han forex aik international business hy or ye kbi b bnd na hony wala business hy is m ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi zyada profit hasil krny m madad hon gy forex m ham jb b trading kr ry hon hamy lalich sy Bach kr dor ry kr trading krni chaiy hamy hmasha anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr tbi trading krni chaiy
            • #7 Collapse

              Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

              Ji bilkul mere Bhai aapane bilkul theek kaha ki agar hamen kisi bhi kism ki pareshani hai hi yah Ham per Koi status hai to use waqt hamen trading nahin karni chahie kyunki use waqt hamara dhyan trading per nahin hota aur ham train laga dete Hain jiski vajah se hamen loss hota hai pareshani ki vajah se a hamara dimag aur experience sahi Kam nahin karta aur ham ek galat re laga dete Hain Jo loss mein jaati hai isase aapka account bhi varshon sakta hai isliye stress ya pareshani ki Surat mein hamen vate karna chahie aur hamen koi bhi trade lagani nahin chahie aur jab hamara Jahan bilkul fresh Ho use waqt trade lagaen aur apne experience ke sath kam Karen aur ismein mehnat Karen to aap profit mein jaenge safe trading ke liye hamen chahie ki Ham stras ke waqt trade na Karen
              • #8 Collapse

                Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

                Assalamu alaikum bhai jaan aap theek kah rahe ho kya Hamen pareshani Mein trade Nahin Karni chahie main yah puchna Chahta Hun Ki Hamen Din mein kis time trading Karni chahie Jiski vajah se Hamen Achcha Khasa profit ho sake aur kitne time ke liye Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

                  forex trading ka bsuiness aik risky business hai es main hmain aghr acha kam kara hai tu hmain risk ko kam krna hoga or risk ko mange kar k trading kari hogi jis main sub se zyda zarori yah hai k aghr hum trading kar rahy hain tu hmara mind fresh hna boht zyda zarori hai q k jub hamra mind fresh nahi hota tu hum kbhi hi acha or miyari kam nahi kar skty hain q k upsetyah strees main he apzyda galtian kar jaty hain jis main loss hony k chances bhi barh jaty hain es liye aghr tu ap forex main kamyb hona chhaty hain tu fresh mind k sath trading karen jitna cha or fresh mind hoga otna he ap apni trading main acha proft earn karengy or aghr ap upset hain yah koi apko gher ki pareshani hai tu beshak trdaing n akren q k trading ka buisness kbhi bhi khtm nahi hony wala tu hmain best time ka select krna hoga na k stress mind ks ath apny sath sath apny account ko bhi khtm kar den
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: agar hamy koi stress hain to hamy trading nahi karne chahey

                    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading tab tak na karny jab tak ap ka mind fresh na hon ap k pass knowledge or experience na ho ap ko koi tensn ho tab bi ap ko trading ni karni chae ha balky tohra rest karny apna mind fresh karny us k bad phr trading karny
                    Forex trading main ap ko jab bi tension ho to sabir karny to apny mind ko relax karny or ghar sy bahar nikal k apny ap ko fresh karny us k bad ap ko chae ha trading karny
                    Jtni ziada mehnat karny gy utny ziada kamyab hon gy is ley apny ap ko relax rakheny or pur sakun ho k trading karny or ache trading karny ki try karny ta k kamyab hon

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X