Re: Skrill account kay kia kia faiday hain?
Dear Skrill ak boht he ascha online payment method hai skrill ko 2015 say pahly moneybookers ka name say jana jata tha lakn 2015 main jab say paysafe group ka sath talak howa hai us ka bad as ka name moneybookers change kar ka skrill rak dia gay hai skrill ak asch payment gateway hai jo sub kuch ap website say control kay ja rah as ka sub say barda fyda ya hai ka agher kas ka pass koi bank account nai hai to wo easy apna skrill pay account open kar apni payment ko international level pay tranfar kar sakty hai zori nai ka ap skrill ko ap surf forex ka lay use kary ap maktalf site say as ka zary online shopping bai kar sakty hai aur ap doston ko boht hi kam fee main payment transfar kar sakty hai skrill pay ap business account bi open kar sakty hai aur apny kasi bi business ka lay use kar sakty hai jo skrill payment ko accept karta ho boht say cuntery skrill payment ko accept kar choki hai jan main pakistan bi shaml hai pakistan main ap easy skrill main payment withder aur deposit kar sakty hai apny bank account ka zary ya ap apny mobile account ka zary aur wo bi boht hi km fee main daer ab to skrill nay apna credit and debit cards bi lonch kar dia hai jas ko ap kasi bi cuntery main kahi bi use kar sakty hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим