learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey
    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai kam karna hain to hamy ache learning hasial karne chahey hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert ban jaty hain forex aik world wide busines hain is mai agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara business hain hum internet py babypips py be forex mai kam karny ke learning hasial kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat sat ache earning be deta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

    Ji haan Aap Ki Baat bilkul thik hai agar aap acchi learning Chahte Hain To aapko demo account mein hard work Jaroori Hai Kyuki demo count Forex account ki jud hai Kyunki is main agar aap demo account mein practice Karte Hain To aap live account mein bahut hi accha work kar sakte hain jaise ke demo account practice ke liye jaana hai isliye agar aap demo account ko live account Samajh Kar kaam Karen tho bahut hi accha profit baad mein live account mein transfer kar sakte hain Kyon padam account mein agar aap Sabhi Apne experiment Karle Tu baad mein apko live account mein koi bhi dushwari ka Samna nahin karna padega isliye aap pahle hi hard practice Karen aur accha experience Hasil Karen FIR aap kamyabi Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

      Assalamu alaikum dear Forex trading members Pakistan Forex forum se affiliated bonus program fellows aapko trading key learning or experience hasil karne ke liye demo account mein practice start Karni chahi demo account be just like real account ki Tarah hi work karta hai iss main aapko ho is mein apko learning ke liye instaforex ka demo account banana hoga just like real account aap ismet reading kar sakte ho 3 to 4 thousand just like fake money avail kar sakte ho agar demo account aap carwash ho Jaye to delete Karke new create kar sakte ho jisse aapko learning may help mil sakti hai aur apko experience ho sakta hai ki kaun se work karne se aapka account se rehta hai aur kaun si mistake hue jiski wajah se aapka account wash ho Gaya
      • #4 Collapse

        Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

        dmo account aik best option hai jis main hum apni trading ko sikh skty hain or faoda otha skty hain jesa k name se he hum andza lga skty hain k demo account main actual karty kiya hain demo main hum apni trading ki practice karty hain jis main ap apni trading ka expiernce gain karty hain k ap apni trading ko kis trha kar skty hain demo par hum apni trading ki grip ko strong karty hain jis se hmain real account main trading karny k qabil hoty hain demo account bignners k liye boht zarori hai or faida mand hai q k wiithout knowledge ap kbhi bhi direct trading ka agaz nahi kar skty hain ap apny account ko bhi khtm kar skty hain or es se apko sikhny ka bhi moka nahi milta hai
        • #5 Collapse

          Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

          JI bhai jan Forex ki learning kay hawalay say ap ki bat kisi had tak thek hay maray khial main to demo account say learning ki nisbat ziada tar experience hasil hota hay har new traders ko trade start karnay say pehlay first of all Forex trading ka achi taran knowledge hasil kar lana chahiay aor is kay bad Pak Forex Forum say ya phir kisi aor zariay say Forex trading ki poori taran strong learning kar lani chahiay ab direct trade start karnay say pehlay jo knowledge gain kia howwa hay aor jo learning ki howi hay usay amli tor par karnay kay liay real account main trading start karnay ki bajay first of all demo account main practice karni chahiay jis taran learning main trade lagana sekha hay usi taran demo main bhi trade laga kar practice karni chahiay bad log jo expert trader hain woh real account main trading karnay kay sath sath demo par bhi apni practice jari rakhtay hain is say un ka experience aor knowledge aor learning tenon bartay hain is liay learning hasil karnay kay liay demo ka use bhi learning hi ka hisa hay
          • #6 Collapse

            Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

            Assalamu Alaikum dear Forex trading members knowledge or experience ky saht sath emotional control for wide greed jessie strategies ko use karna chahiye aor apko demo account ma achi practice krni chye demo ko ko use ma lanyard ky leay different tips py ghor kren
            1 forex forum sy affiliate-program insta forex ka he demo account bnao
            Us ma leverage bonus account jitni select kro 1:50 rakhen trading ky leay low lot size select kren demo account ma waisy to wo har kisi ko lakho money day dety hain practice ky leay lkn apko 3000$ select krny chye ta ky apko us ma kisi bhi trah ki fake trading practice na ho low capital ky sath accuracy ky sath account manage krna bahot mushkil hota hai aor apko trading market ma liquidity term ko bhi smjhna chye buyers ratio sellers ratio bhi smjhni chye
            • #7 Collapse

              Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

              G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex aik worldwide online profitable business hy ye kbi b bnd hony wala ni is m km kr k hr koi successful ho skta hy mgr is m successful hony k liay hamy achi learning ki zarort hoti hy jo k ham demo account main practice kr k hasil kr skty han demo account forex ny hamy aik bot achi saholat di hy jo k bilkal free hy ham is sy experience or learning hasil krty han demo account m hamy rozana kuch ganty practice krni chaiy ham net sy b search kr k bahtreen learning hasil kr skty han forex aik asa business hy jo hamy earning k sath sath perfect learning b dyta hy
              • #8 Collapse

                Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                demo account her trader k leay boht zarori hai khas toor pay jo new members forum pay atay ahin un kleay to mera special mashwara hai k wo demo account ko din main 2 ki bajey 5 say 6 hours rozana practice k leay dain pher he wo us main kaam ker k to us say kafi acha profit bna sagty hain our net k oper differernt sites hain jin ko study ker k bhe hum forex ko achy say seikh k to us say kafi acha profit earn ker sagty hain
                • #9 Collapse

                  Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                  Piary dosto Demo account and real trading account main sirf emotions ka hota hay wagarna tamam expect same hain. Demo account main practice no doubt hamasha madad karti hay. Demo account main app trading platform ke rules and regulations, kam ka treeqa , trade ke basic term and aur bohat khus seekh saktya hain. Demo account main loss hony pe wo emotions nai hoty jo real main hoty hain yeh to wohe bata sakta hay jis loss ka maza chakaha ho. Jab ap jaan lain ke aap ne demo account pe apni mony ko earn kia hay banesbat loss ke to ap real account join karin and sirf aik baat ka khial rahin ke emotional nai hona loss pe and greed, fear, ansoity jesi bemarion se bach kar rehna hay and mukaml confedence ke sath technical and fundamentel analaytics ko samny rekh kar trade shuro kar dain ap ko success jald mily ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                    G ha dear sab se acha demo account hai ais par her trader ko kaam karna chaye aor jab ap ko demo par kaam karny ki samjh aa jaye to aus k baad ap ne real account par kaam karna hai agar ais market mai dekha jaye to ais market mai bahot sary log hai jo ais mai direct real account par kaam start kar dety hai ya koi trading strategy check karni ho to wo real account par check karty hai ais se aun ko loss ye hota hai k agar kisi waja se wo strategy fail ho jati hai ya wo koi ghalti kar rahy hoty hai to aus ki waja se aun ko real accont par loss ho jata hai ais liay agar ap ne dekha ho to ais market mai bahot sary log hai jo real account par kaam kar rahy hoty hai magar sath demo par kaam karty rahy hai ta k wo reall par kisi kisam ki ghalti na kary.
                    • #11 Collapse

                      Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                      forex aik on-line or kabe be band na hony wala commercial enterprise hain is mai kam karna hain to hamy ache learning hasial karne chahey hamy rozana demo account mai 2 ganty exercise karne chahey is mai aik sal ke practice ky awful hum professional ban jaty hain foreign exchange aik international huge busines hain is mai agar hum bager getting to know ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara commercial enterprise hain hum internet py babypips py be foreign exchange mai kam karny ke mastering hasial kar sakty hain forex aik asa commercial enterprise hain jo hamy gaining knowledge of ky sat sat ache earning be deta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                        Forex learning kay liye demo trading account best hain aur iss mai koi shak bhi nahi hai kay demo trading account mai practice kernay say bilkul real trading ki Tarah he experience haasil hota hai. Demo trading account mai real trading terminal MT4 he use hota hai aur tamaam market movement bhi real hoti hai sirf currency ya account balance virtual hota hai jiss say traders ko koi tension nahi hoti kay real investment zaya hogi. Demo trading account mai traders bohat easily apni future trading ki strategies aur planning ko develop ker saktay hain aur unhain baar baar repeat ker kay apni mistakes ko bohat achay tareekay say khatam ker saktay hain. Jinn traders ki demo mai achi practice hoti hai unhain real trading mai bohat faida hota hai kiyu kay woh bohat si aisi ghaltioo say bach jatey hain jinn say kisi bhi traders ko baar baar nuqsaan hotay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                          Forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karne k leye hum ko demo account diya jata hai aur hum kise bhi broker mein trading kartay han han wo broker hum ko demo account daita hai demo account par hum practice kartay han tu is se hum forex ki learning aur experience hasil kar saktay han demo account par practice se hum har traha ki learning kar saktay han demo account par hum trade ko open Karna close Karna stop loss ko use Karna take profit ka use Karna sekh saktay han demo account ki practice ka faida hi hota hai is se hum real account ki trading ka experience hasil kar saktay han agr hum demo account par achy tareeke se practice kartay han demo account ki practice ka itna faida hota hai k hum real account ki trading mein kaamyab ho saktay han forex mein new trader ko lazmi practice karni cahaiye kiok practice se hi achy trader ban saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                            G han as main koi shak nii mry dost agr humy learning hasil krna hy tu us k lay jatna zyda ho sky mahant k sth humy demo account ko follow krna chye us pay proper time dena chye hum jatna zyda himt or hosly k sth acha or complete zamadari k sth acha kam kry gay tu yaqeenan us say humra khowlage bhi bhry ga humri earning bhii ku k earning tab hii mumkain ho sktii hy jab ap k pass acha khowlage hn jab ap asani k sth mahant krty huy achii posty thread dusro k sth share krty huy forex pay hum jatna zyda kam kry gay time day gay tu us say yaqeenan humra meyar bhatr hoga humri kamyabii or earning mumkain hogie koi bhii kam bgr mahant k khowlage k nii hota as lay humy humsha acha kam krna chye jas say hum acha experience bhi hasil kry humy zyda say zyda bonus bhi hasil hn jab humra kam acha hoga tu us say yaqeenan humy buht zyda profit hasil hoga humri kamyabii humri mahant pay depand krtii hy jas say hum kamyab ho skty hy bgr mahant k khowlage k work humy kbii kuch hasill nii hota.....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning hasial karne hain to hamy demo account mai kam karna chahey

                              bilkul dear Forex trading business per Agar Ham Apne learning ko aur apne experience ko increase karna chahte hain to senior traders Hamen prefer Karte Hain Ki Ham Dam account per Jyada Se Jyada practis Karen demo account bahut jyada valuable hai aur bahut jyada helpful Hai Hamare experience aur Hamare knowledge ko increase karne ke liye Forex trading business bahut jyada risky business hai Hamen kabhi bhi real account per trade Nahin Lagani chahie without knowledge or experience isiliye senior traders prefer Karte Hain Ki Apne experience ko increase karne ke liye apni knowledge ko increase karne ke liye Apne information apni skills to improve karne ke liye Hamen demo Kaun per Jyada practis Karni chahie aur Market ka analysis karte hue trade order lagana chahie Is Tarah Ham easily Kamyab bhi ho sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hain kamyabi ke liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Agar hamare pass knowledge experience Hai To Ham easily kam se kam investment per bhi trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain senior traders Kahate Hain Ki Jo members without experience or knowledge trade order lagata hai vah kabhi Kamyab Nahin ho sakta Kyunki vah Hamesha Lo uska Samna karta hai aur na hi Apne knowledge ko increase karne ki koshish Karta Hai koshish karen ki knowledge or experience ke liye Dam account per Jyada Se Jyada practice Karen Star ke easily apni skills ko improve kar liya Jaaye Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X