loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey
    agar hum acha knolwedge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam kary gy to hamy acha profit mily ga or agar hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy loss ho jy ya hamy profit ho jy hamy apne feelings ko qabo mai rahkna chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

    ji haan Aap Ki Baat bilkul theek hai Agar aapko Jyada profit bhi ho jaaye to aapko Jyada Khush Nahi Hona chahie Kyunki Jyada kuch hone mein aap aur lalas karte hain aur Market mein badi lot size se trade open kar Baithe Hain FIR Woh trade aapse sambhali Nahin jaati to aap Sara nuksaan kar Baithe Hain aur Jaise ke Agar aapko ismein lost bhi ho jaaye to aap Jyada Pareshan mat ho aur profit ki lalach mein jyada lot se koi bhi trade open na Karen Varna aapko account was hoyega isliye Jab Bhi profit and loss ho to nextrade aapko wait kar ke aur Hosla afzai ke sath confidence ke sath aur Market ko judge Karke Phir hi trade open Karni chahiye
    • #3 Collapse

      Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

      Ji main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main feelings and emotions ko control karna bohat zarori hay qun k trading main aksar aoqat loss ka sabab emotions aor trader ki feelings hoti hain misal kay tor par agar kisi trader ko jis nay first time trading start ki ho aor usay firast trade main hi kisi na kisi wajah say profit ho jata hay aor woh bohat khush hota hay aor us kay andar is kisam ki feelings paida hoti hain jin ki waja say woh yeh mehsoos karta hay k woh aik successful trader ban gia hay aor ab usay trading main loss nahi ho ga is feelings ki waja say woh jaldi main ziada profit kay lalch main trade start kar data hay jis main woh big mistake yeh karta hay k woh market ki movement ko avid kar jata hay jis say trade wrong lad jati hay aor loss ho jata hay ab loss honay kay bad jo us ki feelings hoti hay woh bohat khatar nak hoti hay aor woh emotional ho kar trading kay maidan say nikal jata hay ya bar bar mistakes karta hay is liay yeh zarori hay k profit aor loss dono ki soorat main apni feelings aor emotions ko control main rakhna chahiay
      • #4 Collapse

        Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

        Aapne bilkul theek Kaha beshak loss ho ya profit Khud Ko Bhosale Mein Rakhna jaruri hai Kyunki agar aap khud ko Hosh Mein Rakhenge kabhi aap accha profit earn kar sakte hain Iske saath saath Agar aapko nuksan bhi ho raha hai hi to aap ko control karna jaruri hai abhi aap Jyada profit ki lalach mein aur badi badi trade mat open Karen Kyunki jazbati hokar aap aap Jab badi badi trade open Karenge gay to aap ko bahut jyada nuksan hoga isliye jazbati hokar koi bhi Faisla karna Nahin chahi Agar aapko profit ho raha hai to aap slow Raftaar Mein profit ko Jarur Dekhe Agar loss ho raha hai to aap market mai wait Karon Jab aapko accha piont Mile Kabhi trade open Karen
         
        • #5 Collapse

          Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

          g han bhai jan forex trading main fellings ko kabo main na rakhny se he hmain loss hota hai tu hmain chahye k hum apni trading main aghr loss hota hai tu jald bazi na karen k hum jaldi se loss ko recover kar len qk yah dobra kosish hoti hai loss karwany ki es liye apko chahye k aghr ap trading main loss ko face kar rahy hain tu osko recover k liye palnning karen jub ap palnning karengy tu he ap achi trading kar skty hain es k ilwa boht se mambers profit par bhi bewakofi kar jaty hain q k wo aik profit k bad osko pher haisl karny k liye tarde lga dety hain k ab bhi hmain profit hoga tu bhi un ko loss ho jata ha tu aysea kuj bhi apko karny se loss hota hai kosish karen k har os factors ko avoide karen jis se apko loss hony k chances zyda hoty hain risk jitna kam hoga otna he loss bhi kam hoga
          • #6 Collapse

            Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

            G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex aik difficult or profitable business hy is m agr ham mehnat karan gy market k rules ko follow kr k news ko dakh kr or anylyses ko study kr k koi trade open krty han to wo trade hamy kbi b profit ni dyti hmasha loss hi milta hy agr ap mehnat krty han or chahty han k ham apny kam m successful hon to hamy market ko kbi b ignore ni krna chaiy news ko parh kr us k mutabiq trading krni chaiy profit or loss hmari zindgi ka aik ahm hisa han agr hamy trading m loss hota hy to hamy chaiy k ham apny zahn m ye bt rakhan k ham apni mistakes sy dobara sekh kr achi trading karan or apny emotions ko control m rakh kr dobara trading start karan
            • #7 Collapse

              Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

              Yes dear ye to ap ne bahot hi achi advice di hai kun k jab hum bahot zayda khush hoty hai k hum ne ais market mai profit bana lia hai to ausi time hum ghalti karty hai k hum ais mai lot bari lagaty hai jis ki waja se hum ko ais mai loss ho jata hai ap ne dekha ho ga k ais market mai bahot sary log hai jin k pass ais market mai kafi bary account thy magar aunho ne ais mai sirf ais liay loss kar dia jab aunho ne ais mai bari lots lagai aor ais mai profit k checker mai apna loss kar dia ye sab bandy k sath tab hota hai jab banda ais market mai koi aisi ghalti karta hai jis k pechy ya to koi bahot bari tension hoti hai ya aus k pechy koi bahot bari khushi hoti hai aor aus time banda apny jazbat par qaboo ni paa sakta aor ghalti kar deta hai.
              • #8 Collapse

                Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

                Tarders ko aik barey challenge ka saamna uss waqt bhi kerna parta hai jabb unhain loss hojaey ya profit ho jaey kiyu kay aisay waqt mai apnay aap pay qaabu rakhna kaafi mushkil marhala hota hai. Loss honay ki soorat mai tarder jaldi jaldi loss ko recover kernay kay liye ziada lot ki trade laga laitay hain takay Loss usi waqt recover ho jaey laikin iss jald baazi mai traders apni saari learnings bhool jatey hain. Issi tarah kisi aik trade mai ziada profit honay ki soorat mai bhi jazbaat ho kay dobara same jagah pay ziada lot kay saath trade open ker laitay hain laikin ho sakta hai us point pay wo price reverse trend mai chali jaey aur profit ki bajaey loss ho Jaye. Traders ko apnay jazbaat pay qaabu rakhnay ki practice demo account mai ziada say ziada kerni chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

                  dusre business Ki Tarah Forex trading business mein bhi Hamen profit aur loss ka Samna karna padta hai Forex trading business mein agar Hamen loss ho jaega profit Ho Jaaye To Hamen Apne feelings ko Apne emotions ko control karna chahie aur koshish Karni chahie ki Forex trading business ke rules ko follow karte hue apan down situations ko dekhna chahie aur FIR trade Udal gane chahie in case Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen koshish Karni chahie ki Ham Ko Apna chhode aur apni mistakes ko identify karte hue usko recover karne ki koshish karen aur Jyada mehnat Karen ki Ham Apne loss ko recover Karen aur apne dost se learning Hasil Karen ISI Tarah Agar Hamen profit Hota Hai To Hamen lalach mein nahin aana chahie aur over trade gakar Jyada profit Hasil karne ki koshish Nahin Karni chahie koshish karen kay kam profit mein bhi satisfied Rahe aur apne amount of balance ko Ahista Ahista increase karne ki koshish karen Kyunki Forex trading business Ek Aisa business hai jismein Ham Agar lalach Karte Hain To Hamen Hamesha nuksan Hota Hai Uska Samna karna padta hai isiliye lalach Se Dur Rahen aur kam profit may be satisfied Rahe Shukriya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ho jy ya profoit ho jy hamy feelings ko qabo mai rahkna chahey

                    Agr hum acha knowledge aur experience Hasil Karke market ke rules ko follow Karen Karke market ke apnon Ko Dekhkar analysis Koi use Karke mehnat se kam Karenge To Hamen Achcha profit milega aur Agar Ham kam karte hue market ke body note size open Beth Agar Ham kam karte hue market Ke Piche dolte code number batana Hai To Hamen lost milega
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X