analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey
    forex aik online business hain hamy analysis ko learn kar ky inhy use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai analysis ke bohat se iqsam hain hamy analysis ko kabe be ignore nahi karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unqiue business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

    Yes dear ye to ap sahe keh rahy hai k ais market mai agar dekha jaye to ais mai diffrent types k analysis hai ya ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin k zarye hum ais market mai kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ye pata hona chaye k ais mai hum ne learning kar k kaam start karna hai agar hum baat karty hai technical analysis ki to ais k bary mai sekhna bahot zarori hai kun k ais mai hum ko diffrent types ki cheazy dekh k market ka pata chalta hai k next market kaisy move kary gi agar hum aus k hisab se kaam karty hai to aus mai hum acha kaam kar sakty hai aor ais learning mai agar hum thora time lagaty hai to aus k hum ko baad mai faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

      Asalam o alikum friend ap ny koi bi kam karna ho or us ka humy knowledge na ho pata na hon karna kya ya ye kam kase karna hota ha to humy chae ha pehly is ko seekeny or samjny us k bad wo kam karny isi tahra forex trading main agr humy analysis ka pata ni ha or analysis karna chahty han to direct humy samj ni aay ge start main hum sy galt ho sakty han is ley humy pehly ache tahra analysis karna seekeny hon gy in k bary main pura knowledge hasil karna ho analysis karty kase han is main Kya kaya hota ha sab kuch seekena ho ga tab he hum achy anal Kar k ache earning kar saken gy is ley humy proper analysis karna seekena both zarori han ta k hum ache trading kar k ache earning kar saken
      • #4 Collapse

        Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

        Forex trading business Ek International online business hai Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen analysis karna bahut jaruri hai aur strategies ko learn karna bahut jaruri hai hamare pass learning power Jyada Hogi To Ham easily analysis kar sakte hain strategies kar sakte hain jisse Ham profitable trade select karte hain aur Achcha profit Hasil Karte Hain study Jise Ham easily apni golgo achieve kar sakte hain Hamen kabhi bhi market ke analysis ko ignore nahin karna chahie Kamyab hone ke liye koshish karen ki analysis karna Aaye aur apne senior se guidelines lete Rahe aur unko follow Karte Rahe Jo traders begair analysis kay toky se trade Lagate Hain woh Hamesha nuksan uthate Hain Forex trading business Ek Aisa business Hai Jis per Ham kabhi bhi Duniya ke kisi bhi Kone per trade Laga ke profit Hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

          Forex trading mai anlaysi ke baat har koi karta hai aur forex trading mai market ka anlayis karna b bohot he ziada importance b rakhta ha . lakin iss kay sath yeh baat b hai ke traders kay pass itne trading skill hona b lazmi hain aur itna trading ka knowledge b hona cahiye ke woh trading ke market ma acha analysis kar sakin. Iss hisab say app ke batt analysis ko use karna ho to hamy pahly inko learn karna chahey . aur traders kafi arsay kay learning kay process say guzrnay kay baad he iss qabil ho sakin gaay ke woh forex ka sirf analysis he na Karin balkay iss qabil hon ke market ka acha analysis kar sakin aur apni trading ko profitable bana sakin.
          • #6 Collapse

            Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

            Without learning ham market ka jaiza be nahi le sakty hey aur na hi ham learning key baghir trading me apna experience use kar sakty hey, trading ka experience es condition me behtar hota hay jab ham Forex business ki learning karty hey, app agar learning karo gey to market ka jaiza be app asani se le sako gey otherwise app ki market analysis work learning key baghir complete nahi samji jati hay, hamesha expert traders learning key base par market ko technically, fundamentally jaiza lena zarori samjty hey app ka trading ka experience agar 10 years ka be ho jaye aur app ne achi learning nahi ki hoti to app kesi be tarha se market ka jaiza nahi le saken gey.
            • #7 Collapse

              Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

              Forex trading business mai aksar traders trends aur analysis ki ehmiat ko samajhnay mai bohat dair ker daitay hain. Laikin kaamyab traders bhi wohi hotay hain jo dair say he sahi magar analysis aur trends ki ehmiat ko samajh laitay hain aur unn say faida uthanay kay liye unhain bhi seekh laitay hain. Trends aur analysis ko Agar aik saath samjha jaey to ziada behtar rehta hai. Kiyu kay jab trader different time frames mai trends daikhtay hain tou trends ki badolat he ye analyze kertay hain kay unhain kiss pair mai kis entry say ziada faida hoga. Forex trading business aik world wide business Hai aur isay bohat seriously sekhna bhi bohat zarori hai. Agar forex business mai traders ko trends daikhnay aur analyze kernay ka he Pata nahi hoga unhain sirf market charts pay wo bhi current mkvents say he trading kerni parey gi. Current charts aur live movements say short term trading tou ho sakti hai magar long term trading nahi ho sakti hai. Forex trading business mai long time kay liye business kerna hai aur kaamyab trader bhi banna hai tou analysis ki leaning bohat laazmi baat hai
              • #8 Collapse

                Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

                Analysis ka forex market mein bahut hi jyada fayda hota hai analytics course Amal karne se ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain analysis Quest Mall Karne Se Hamare knowledge be increased ho sakta hai aur iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai Anil Cisco small karne ka
                • #9 Collapse

                  Re: analysis ko use karna ho to hamy pahly in ko learn karna chahey

                  Friend ap ny tek kaha forex trading main ham jb koi trade open karty han to hamy analysis ko study kr lyna chaey q k analysis k bagar ham achi profitable trade open ni kar sakty analysis ki forex business main not ziada ahmiat hy analysis ki bot c iqsam hoti han fundamental analysis or technical analysis ham in k zriay achi trading kar sakty han forex aik bot bara profitable or famous business hy ye kbi b band na hony wala business hy hamy is m bharpor mehnat sy kam karna ho ga achi mehnat or learning hi forex m hmary kam ati hy ham forex m part time bi or full time b kam kar sakty han ham is m mukmal analysis k sath trading karan to ye humary liay aik unique or profitable business hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear analysis ap tab karain or apny analysis mai woh tamam cheezain ap ko add karna or seekhni hogi jo kay analysis karny kay leye zarori hai. jaisa kay ap jab analysis karty hain tu ap ko pata hona cheye kay us kay leye ap ko indicators ki list jo ap kudh un ki value add kar kay set karain or sath main ap ko fundamental analysis ka pata hona cheye.Es kay sath sath jab be ap trade karain ap ko support, resistance or risk management jaisy sub cheezain ap ko pata honi cheye tab be ap aik achy analysis kar kay support or resistance find kar kay earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X