RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain
    forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hamy is mai acha knowledge or experience hasial kar ky indicators ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai RSI indicator ke bohat ahmeyat hain hamy is ko kabe be ignore nahi karna chahey forex aik unique or kabe be band na hony wlaa business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai usa or china jasy bary bary muamlik shamil hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے

    Assalamu Alaikum itne dino se main Forex trading ko kar raha hoon mujhe to ek hi baat samajh mein aayi hai ki agar aap manually trading business ko karte hain to aapko jyada fayda ho sakta hai lekin agar aap indicators ko use karte hain tu sabse pahle used indicator ke bare mein proper information Hasil kar lena bahut jyada Jaroori Hota Hai Jaisa ki aapne Ek indicator ke bare mein zikr kiya hai yaha Bhi Ek bahut accha indicator hai lekin main menu members ko kahunga pahle information ko ikattha Karen aur FIR hi aise tools ko use Karen aur Hamesha apni trade main stop loss aur take profit ko use karna bahut Jaruri samajh le
    • #3 Collapse

      Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

      Assalamu alaikum bhai jaan mai relative strength index indicator ke bare mein apni maloomat share karna chahta Hoon
      relative strength index indicator main 30% aur 70% moving average use ki jati hai
      Relative strength index of overbought situation aur oversold situation ke bare mein information provide karta hai agar to market 70% above moving average kotaj kar jati hai to iska matlab hota hai ki relative strength index aapko reversal trade ki indication de raha hai aapko reversal trade management ke sath Le leni chahiye stop loss must use karna chahie agar to aapko relative strength index band 30% below touch Kar jata hai to iska matlab hai ki market oversold ho chuki hai aur reversal trade off Le sakte ho lekin aap ko maloom hona chahiye ki aapko forex trading mein management strategy ko use karna chahiye technical and fundamental analysis ko bheje mein rakhna chahiye candlestick chart pattern ko bhi use karna chahie in sab awamil ke sath aapko trading karni chahi
      منسلک شدہ فائلیں
      Last edited by ; 03-07-2019, 09:07 PM.
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

        Ji ha Dosto Mujhe forex Mein do saal ho gaye hain aur Mere Khayal se main RS I Jaisa indicator Abhi Tak Nahi Dekha Kyunki yah indicator Aisa indicator Hai Jiski wajah se aap market ka uptrend aur downtrend donon Maloom kar sakte hain aur Agar market ka aapko yeah Pata Ho ki market Kitna Upar ja chuki hai ya ke Kitna niche ki taraf movement kar chuki hai to aap ko straight karne mein bahut hi Asani Hogi Jis Se aap Kamyab trade Hasil kar sakte hain aur isliye aap is indicator ko use karte hue Har pair Mein isko use Gaye uske baad aap is Main Jis Par market ka trend up ya Don hoga usme aap trade by SL ki laga de do aap Kamyab Prophet Hasil kar sakte hain
         
        • #5 Collapse

          Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
          forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hamy is mai acha knowledge or experience hasial kar ky indicators ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai RSI indicator ke bohat ahmeyat hain hamy is ko kabe be ignore nahi karna chahey forex aik unique or kabe be band na hony wlaa business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai usa or china jasy bary bary muamlik shamil hain
          As-salamu alaykum Dekhe bhai indicators Chahe Koi Bhi Ho Hamesha Hamein madad Dete Hain Hamesha Hamare liye helpful aur fruitful sabit hote hain usko kabhi bhi ignore nahin karna chahie FIR Chahe wo RsI indicator ho ya FIR Koi Aur indicator Hoon indicators Hamein indicate Karte Hain ke Ab Jo conceito Jis Par Hum trade open karna chah Rahe hote hain uski upcoming movement Kya Hogi wo hi ho gayaa Loga Hamein usko by karna chahiye ya cell karna chahi ye sab indicators Hamein indicate kar dete Hain Aise mein agar Hum indicators ko avoid Karen aur Khud Apne Marzi se trade open karen to wesly hamare loss ke chances bahut jyada Hote Hain aise kaise main bahut kam aisa hota hai ki Kisi Ko profit ho jaye aur woh sirf aur sirf Uske lucky base par hota hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

            dear forex trading members Assalamualaikum
            forex trading ma technical analysis aor technical indicators ka istemal kren to zeyada trades profit ma close krny ka moqa milta hai
            relative strength index indicator bahot acha indicator hai jis ma apko interest lena chye aor is ma strength index hai agr wo above 70 show kry to market overbought hoti hai aor yeh agr below 30 zone k9 touch kry to oversold condition hoti hai aosy ma apko below 30 index py buy trade leni chye aor above 70 index py sell trade leni chye is sy apko market ma trading profit hasil krny ma bahot zeyada madad mil skti hai aor uncertainty khatam ho skti hai
            • #7 Collapse

              Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

              G bilkul durst keha he aap ne Forex Trading me buht saare indicators hote he lekin RSI ko use kar k hum trading me kamyab ho sakte he is liye hamen RSI indicator ko smajhne ki koshish karni chahiye kio k RSI market ki moving me hamen buht hi ziada madad farahm kerta he hamen in tools k baare me information honi chahiye or in tools ko use kerna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                Bilkul dear Kyon nahin mujhe Forex Mein do saal ho gaye hain aur Main RS Jaisa indicator Abhi Tak Nahi Dekha Kyunki Yeh indicator Aisa indicator Hai jis ki madad se hum bahut hi accha kaam kar sakte hain aur is main market ki perfect movement ke bare mein Andaz abhi Lagaya Ja sakta hai Jaise ke market ko analyse karna Ek Aam trader Ke Bas Ki Baat Nahin lekin is indicator ki vajah se koi bhi trader market ki movement ko analyse kar sakta hai aur Market ki Bulandi judge kar sakta hai aur sath sath Ja bhi pata chal sakta hai ki market Kitna down ja rahi hai to uski movement se aap trading Karen tho bahut hi acchi earning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                  Dear ais market mai agar ap technical analysis par trading karty hai to ais mai agar hum indicators use karty hai to aus se hum ko kafi zayda faida ho sakta hai aus mai asani hoti hai k hum ko trade mil jati hai aor jaha tak baat hai rsi ki to ye aik bahot acha indicator hai ais mai hum ko tab trade karni chaye jab market range mai ho ais se ye faida hota hai k k jab market over sold hoti hai to rsi par 30 se below line aa jati hai aor hum ne waha se buy karna hota hai aor jab market buy trend mai jati hai aor over bought hoti hai to rsi indicator 70 se above indication show karta hai aus mai hum ko sell ka signal mil raha hota hai aus time hum ko sell karna chaye jab ap ne rsi par kaam karna ho to ais mai sab se achi baat ye hai k her time frame mai use ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main RSI best indicator ha is pe trading kar k hum easily successful ho sakty han or ache trading kar sakty han is k liay humy analysis karny hon gy or RSI pe nazar rakhni ho ge
                    RSI jab daily waly candles chart main ya 4 hours waly chart main 70 plus ho jay to humy wahan sy sell ka order lana chae ha or jab RSI 30 sy down ho to humy buy ka order lagana chae ha is hum easily successful ho sakty han or ziada sy ziada earning kar sakty han par k is k ley humy wait bi karna ho ga Shahid aik do din tak tab hum ziada successful ho sakty han or forex trading main RSI k sath sath market k trend ko bi dakheny or baqi analysis kar k phr trade open karny wasy trade na karny loss ho sakta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                      Relative strength indicator .Rsi ye trading mn boht zyada istemal hony wala indicator hy.
                      Ye indicator technical basse py dr j wells wider ny bnaya.
                      Ye apko market ka rukh btata hy k market kis side py ja rahi jis sy ap ko trade krny mn assani hoyi hy. Is mn 70% or 30% wala kulya istrmal kiya jata hy oversold and over bought k bary mn idea deta hy jis ko dekh k agr ap manually trade kr k profit ly sakty or nuqsaan sy bach sakty mgr Rsi indicator ko use krny sy pehly iski study achy sy kr leni chahye ni to apko pta ni higa to nuqsan ka samna krna pary ga
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                        Dear friend forex trading main different indicator use hoty han jin ka different purpose hoty han different indication hoti han different analysis karny k ley hoty han isi tahra RSI bi aik indicator ha jis sy hum log support level or resistance level ko find kar sakty han means is main different level han 0 sy 30 is k andar value ho RSI ki to hum is ko buy karty han or ziada sy ziada ache trade laga k ache earning karny ki try karty han jab k RSI ki value 70 sy 100 k center man ho to hum trade buy ki laga sakty han or is sy acha profit earn kar sakty han is tahra behtar trading kar sakty han or forex trading main maximum profit hasil kar k kamyab ho sakty han is ley humy apni mehnat jari rakhni chae kamyabi k ley
                        • #13 Collapse

                          Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                          Rs indicators ko follow karne se Ham Logon Ko forex market mein bahut hi jyada kamjor bhi mil sakti hai Kyunki Jab Ham Logon Ne Sahi indicator ko istemal Karte Hain To isase Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai Ham logon ko aur indicator ko istemal karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: RSI indicatos hamy kamyab hony mai madad dy sakta hain

                            As-salamu alaykum dher aapane bahut Achcha question Kiya Hai frustrating mein RRC best inter hai spare trading Karke Ham is me successful ho sakte hain aur Achcha trading kar sakte hain iske liye ham analysis karne Honge aur R Si Nazar rakhni Hogi R Si job dilane wale candle chart Mein yah for horse wale Chahat Mein main 70 + Ho Jaaye To Hamen vahan se sell ka order Lena Achcha hai aur jab aerus it Se down ho to Hamen Boy ka order lagana chahie ismein ham Kamyab ho sakte hain Hamen chahie ki jo hadayat istemal karna chahie
                             
                            اب آن لائن

                            Working...
                            X