Skrill per deposits aur withdraw small investment kay liye kafi asan rehta hai aur Pakistan mai kam karny waly logon kay liye paypal ke service majood na hony ke waja say skrill ko use karna kafi majboori b ban jate hai . lakin skrill mai kafi saary problem b hain jin ke waja say yeh small investers kay liye acha nai hai .
For example
ager 50 ya 60 dollars ka withdraw kar rahy hon tu phir iss per app ko bank mai withdraw per 6 dollars fee pay karna hoti hai aur
iss kay elawa dosra important masla yeh hai ke skrill dollar ka exchange rate b bohot he kam offer karna hai. ajj kay din yahi 03 July 3, 2019 ko app withdraw lain tu yeh app ko 1 dollar = 149 ka rate offer kar rahy hain jo ke real rate say bohot he kam hai .
App kay khayal mai small amount kay withdraw kay liye aur kon a online wallet best hai ? apni suggestion zaroor dain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим