forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?
    forex aik real business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy ache learning hasial karne chahey q ky learning ky bager kam karny sy hamy siraf loss hota hain hum internet py babypips py learning haisal kar sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain hum kud apny andazy laga kar forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

    forex mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai aagr tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar kamyabe hasial karna chatey hain to hamy isy learn karna chahey hum online course kar ky forex ko lear kar sakty hain demo hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karny ky bad jab hum real account mai pasia invest kar ky trading karty hain to hum kamyab ho jaty hain or hum ache earning hasial kar lety hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

      members knowledge hamesha apko try krny sy pehly milta nhi apko khud sy knowledge aor experience lena hota hai seniors ko dekh lo saal ky sal ho gay hain ab bhi meri trah forum ma lagy hain main waja yeh hai ky forex ko sekhny ma waqat nhi lgaya hai aor bs bonus bnny ky chkr ma rehty hain hm jis ki waja sy hum oechy reh gay hain agr to apply krna hai knowledge ko aor indicators ko smjhna hai to forum ma apni jaan lra do aor yahan sy kamyab hony ky leay hard working kro
      pori trah emaan dari sy apna kaam kro acha knowledge do acha munafa lo
      market ma news calendar ko dekho time observed kro demo account ma practice kro aor waahn py achi management sekh ky ajao real account ki taruf aor jo selha us ko yahan py istemal kro
      • #4 Collapse

        Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

        Dear ye to ap par depend karta hai k ap ais market ko kitna time dety hai aor ais mai ap ne kitni practice ki hai jab ap ais market mai zayda time dety hai aor sath learning karty hai to ais mai ap ko thory se time mai pata chal jata hai k ais market mai ap ne jab mehnat start kar di hai to ais mai ap ko time ko ni dekhna chaye ais mai ye hai k agar ap ne ais mai ap kaam sekh k kary gay to ais market mai kamyab ho jaye gay ais se ye hai k ap ko ais mai agar thora sa profit ho jata ha to ais mai ap ko learning karni chaye agar ap ais mai learning k baghair kaam karo gay to ho apni investment k sath profit bhi loss ho jaye ga ais liay ais market mai ap ne tab hi kaam karna hai jab ap ais mai kaam sekh lo tab hi ap ko faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

          Dear agar aap Forex ko achi Tarah Se sikhna Chahte Hain Tu iske liye aapko kam se kam 3 month ki jarurat hai in 3 month main main aap hard practice Karen demo account main account Banakar aap use par Baat Karen usme in practice Karen aur Sabhi Tarah Ki trading Karen jisse aapko tricks Ka Pata Chal sake aur saath saath analyse bhi kar sake market ko aur Iske saath saath agar aap form a hard work karen to aapko bahut se senior logo se Accha Mashwara milega Jis Se aap kaafi Jyada fayda Utha sakte hain aur Forex main agar aap bahut jyada learn karna chahte hain to uske liye aapko Forex ka Sabhi kuch Pata Hona zaroori hai Jaise ke Forex ki basic Ka Pata Hona jaruri hai aur uske saath saath agar aap live account mein practice Karte Rahe to aap Ek Ya Do saal mein bahut hi acche trader Ban sakte hain
           
          • #6 Collapse

            Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

            Ji ap nay sawal to bohat hi acha kia hay agar bat ki jay Forex trading ko sekhnay ki to Forex trading ki learning itni easy bhi nahi hay jitni aam tor par loge samajh rahay hotay hain qun k yeh aik international business hay aor is ka mear bhi international level ka hi hay agar kisi local business ki bat ki jay to yeh bat samajh main aati hay k is ki learning asan hay Forex main maray khial main aisa nahi hay qun k har admi ka mind level aik jaisa nahi hay aor na hi har aik ki qualification aik jaisai hay aik achay mind holder aor qualified admi ko bhi Forex sekhnay main kai month lag jatay hain is kay bad bhi usay kai masail ka samna karna parta hay aor kai saal bad usay experience hasil hota hay is liay maray khial main Forex ki learning kay liay koi period limit nahi hay yeh sekhnay walay kay mind par munhasir hay yehni learner kay mind level par depend karta hay k woh kitnay time main Forex ko poori taran learn kar lata hay is main kai din bhi lag saktay hain kai months bhi aor kai sal bhi lag saktay hain bar hal Forex trading kay liay har hal main learning bohat zarori hay
            • #7 Collapse

              Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

              Forex trading ke learning karna zaroori hota hai aur learning kiye baghir kisi b business mai khas toor per forex trading mai kamyabi hasil karna namumkin hota ha . aur forex trading tu hai he knowledge based business ager iss mai knowledge aur learning nai ho ge tu kamyabi ka chance b kiss hisab say kam hota jiye ge. Iss liye forex ke learning karna har aik kay liye lazmi hai.
              App nay pocha hai ke trading ke learning mai kitna time lagta hai tu iss ka jawab itna simple nai ha kion ke saray he traders different hoty hain aur har aik ke learning ke abilities dosray say different hoti hain . iss liye ager aik traders forex ke learning 1 year mai kar sakta hai tu jin traders ke learning ke ablity kam hain inko yehi cheez learn karny mai iss say b ziada arsa lag satka hai. iss liye yeh khena mushkil hai ke forex ke learning katny arsay mai ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                Dear jasa k hamy hr kam m hr business m mehnat ki zarort hoti hy dunya ka koi kam b asa ni k jis m ham mehnat na karan or wo hamy profit dy forex b asa hi profitable business hy jis m ham agr mehnat krty han or sb sy phly to mehnat k sath isy sekhty han tb hi successful hoty han forex ko sekhna bot zrori hota hy is k mutaliq knowledge experience or learning krna ap ko success dyta hy ap ko demo account bna kr us m km az kam b 2 sal practice krni chaiy ye to hmary zahn tk b hota hy k ham ktni jaldi pick krty han us k bd b ap chahan to real account k sath sath demo account m trading kr k apni trading ko or ziada profitable bna skty han
                • #9 Collapse

                  Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                  forex aik real business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy ache learning hasial karne chahey q ky learning ky bager kam karny sy hamy siraf loss hota hain hum internet py babypips py learning haisal kar sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain hum kud apny andazy laga kar forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain
                  Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Main aapko batata chalungi Forex trading Ek Hi Fi business hai aur yeh bahut jyada kuch Kal Bhi Hai Isko hamm aasani se nahin Sikh Sakte Ja Sake Hum dusre business ko aasani se kuch saal mein se ek Jaate Hain lekin Forex trading business ke liye aap ko bahut jyada mehnat Ke Sath Sath Hai Kafi time maybe Dena padta hai tab jaake aap Forex trading AK dupage Sikh sakte hain agar aap sochte hain Ke Do Chaar Din Mein Hi Forex trading Kaushik gaye hain tu ya aapki bahut Bade galatfahmi hai apni is galatfahmi ko Dur Karen aur acche se proper tarike se senior trader ki post ko read Karen aur FIR apni tradeco open Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                    hum forex main ache learning jo k hai wo kum say kum 3 our zeada say zeada 6 month main ker sagty hian us main ye humery oper depend ho ga k hum kitna time rozaa forex ko dity hain kitne learning internet say mukhtalif sites say kerty hain our kitna hum demo ko time dity ahin our pher ye sab mil k he humeri success ko yakine bnanaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                      foreign exchange aik actual enterprise hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy ache getting to know hasial karne chahey q ky learning ky bager kam karny sy hamy siraf loss hota hain hum internet py babypips py gaining knowledge of haisal kar sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke exercise ky bad hum professional dealer ban jaty hain hum kud apny andazy laga kar forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota foreign exchange aik criminal commercial enterprise hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                        jo bhe trader forex ko ja jitna time day ga wo us ko utan jald siekh lay ga koin k ap ko kafi traders forex market main miltay hain jes main khuch nay app k sath trading career ki shuraat ki hoon geen app nay time deaya hai to kafi khuch forum say forex say normal life k barey main bhe siekh gaey hain our jinhoun nay kaam nahe kia hai to wo us main abhe tak mar kha rahy hain our apna pesa dobo rahy hain to dosto her kaam ko phelay siekh k karo gay to pher he us main kamyaab ho pao gay
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                          g brother forex sekhna zrori hai phir he hum trade kr sktay hain.rehi bat yeh kay hum kitni dair main forex seekh sakty hain yeh humary apnay mind par depend krta hai k hum kitni dair main seekh sakty hain agr apka mind asha hai or apki ki dilchspi b is main ziada hai tu ap 1 month main he kam sekh sakty ho yeh ap par he depnd krta hai ap kitni dar main seekhna chahtay hain.is main apko ziada se ziada menat krna hogi phir he ap kamyab ho saktay.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                            bhai jan forex trdang ka bsuness ap ki apni himat or lagan par depend hota hai jitna ap es main intrest rakhengy otna he apko es main faida ho ga or ap apni trdaing ko sikh skty hain laken yah bat hmaisha yad rakhen k aghr ap forex ko join kar rahy hain tu forex ko pahly he achi trha se smjh or sikh kar start karen kbhi bhi yah bat mind main na laen k hum trdaing karty jaty hain sath main he hmain faida bhi milta rahy ga aysa nahi hota hai apko ayse pher forex trdaing sikhny k liye boht waqt chahye hoga tu apko pahly es ko proper sikh lena chahye os k bad apni trading karni chahye ap jaldi trdaing main apni grip strong kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                              g han bhai jan forex trdaing ko karny k liye forex ko sikhna zarorii he hota hai es liye pahly tu forex ko sikhen or aghr ap sikhny lag jaty hain tu apko apki hard working k hisab se time lgta hai q k boht se trador boht jaldi apni trading main trdaing ki grip ko stong kar lety han lakem kuj trador thora mind weak rakhty hain tu wo lait trdaing ko sikhty hain es liye apko aghr frex ko sikhna hai tu achi trha se leraning sesson ko karny k tradng sikhen jis se ap apni trdaing ko sikh skty hain trdaing ko sikhny k liye bets option apka demo account hota hai jis se ap apna expiernce gain karty hain tab apko apki trdaing thori asan lagny lag jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X