forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

    bhai jan forex ko sikhna boht zarori hai or jub hum es ko sikhty nahi hai hum kbhi bhi kamy nahi ho skty hain es liye aghr ap forex ko pahly sikh lety hain tu ap k liye asani hoti hai or jub ap es ko satrt karny k ad sikhty hain tu ap k liye masala ho jta hai q k jub ap apni trading ko satrt kar dety hain tu apko chahye hota hai k apko sath sath he profit milta rhay or yah tab hota hai jub ap es ko pahly sikhty hain jub ap sath main sikhty hain tu apko es main loss he zyda hota hai or apko tab mushkil bhi ho jta hai tu ap pahly he apni leraning par focus karen os k bad apny knowledge ko gain karen apko faida hota hai ayse trading sikhny or karny ka
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
      forex aik real business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy ache learning hasial karne chahey q ky learning ky bager kam karny sy hamy siraf loss hota hain hum internet py babypips py learning haisal kar sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain hum kud apny andazy laga kar forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain
      Dear friend forex trading main kamyab hony k ley humy proper learning karni chae ha or is k sath sath demo account main practice karni chae ha is ley humy proper analysis karny seekeny chae han or jtny ziada behtar trading karni ha us k ley humy maximum knowledge or experience hasil karna ho ga tab he hum kamyab ho sakeny gy forex trading main maximum knowledge or experience hasil karna ho jtna ziada humara knowledge or experience ho ga hum utny he ziada kamyab ho sakty han forex trading main humy different strategy or planning pe kam karna chae ha ta k hum successful ho sakeny or humy loss na ho phr forex trading ache trading sy ache earning kar sakeny gy
      • #18 Collapse

        Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

        dear forex business ki basic learning to ham chand dino main bhi kr saktay hain laikin iski learning ko ham poori life main bhi complete nai kr saktay hain q k ham markeet k trend main agar aik baar changing daikhtay hain to next trend main ham phir mazeed changing daikhtay hain jis k liye hamari aik baar ki learning next baar say kabhi bhi nai milty hay is liye hamko markeet main rattay say kabhi nai kaam krna chaye k ab aisa huva hay to next bhi aisa he possible hoga agar ham aisay kaam krnay ki adat daaltay huvay kaam karaingay to ham is markeet main kabhi bhi success nai hongay aur slowly slowly ham lose krtay jayengay jska result ham yeh dakhay gai k aik din markeet ko chornay pay majboor ho jayengay is liye bsrtte yahi hay k learning k liye hamko sath sath demo kabhi nai chorna chaye.
        • #19 Collapse

          Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

          ji mere Bhai forex ko sikhana jaruri to nahin lekin yah ek bahut achcha business hai jis tarah Ham dusra business karte hain usi se achcha yah bhejne se kyunki Ham ismein Ghar baithe aur online kam karke bahut accha profit hasil kar sakte hain aur isko 1 businessman ke taur per Chala sakte hain aur jyada se jyada profit hasil kar sakte hain iske sikhana jyada mushkil nahin hai isko sikhane aapke upar depend karta hai agar aap kitna time dete Hain utna hi aap jaldi isko sakte hain aapko ismein jyada se jyada experience karne ke liye demo account per kam karna chahie ismein jyada se jyada time spend karna chahie market kernelized karna chahie kisi expert ko follow karna chahie jitna jyada aap karenge utna yad aaenge aur isko aap kar sakte hainisko aap ek karobar ke taur per Chala sakte hain aur ismein kaksha profit and kar sakte hain aur aap isko ek business ki tarah bhi Chala sakte hain aur businessman ki tarah achcha profit gain kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

            Esy har trader key ley Forex business ki learning zarori hay jo Forex business me expert banny ka sochta hay, ham baghir learning key 1 tarha se Forex business me blind hoty hey, jesy jesy hamari learning performance behtar hoti hay es ka result ham trading me feel kar sakty hey, Forex business ki learning ka koi fix time nahi hay app Forex business ko jald be learn kar sakty ho aur zeyda time me be app Forex business me achy traders ban sakty ho, ye trader par depend karta hay key wo Forex business ki learning ketni mehnat se karta hay.
            • #21 Collapse

              Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

              forex main success hony ky lea ap ko pehly sekhna bohut he zrori hai phir he ap forex ko samjh saty hain aur iss main kam akr sakty hain forex main ap jaldi success haisl nahi kar sakty hain kyon ky ess main bohut he ziada knowledge hota hai jiss ko aik dam say nahi seha ja sakta hai jesy jesy ap ka time guzarta hai wesy he ap ko forex main experience haisl karty jaty hain aur aur forex main ap ky pas kam say kam 3 year ky experience ka hona bohut eh zrori hai phir he ap forex main success haisl akr sakty hain es lea app ko forex main kisi achy ustad say sekh lani chaheay phir he ap forex main business kar ky earn akr sakty hain forex market aik international market main aur ham choti see pakistan ki market ko samjhny main kafi arsa laga daity hain tu forex ko samjhny ky lea bohut arsa chaheay hota hai.
              • #22 Collapse

                Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                Ham log Dil lagakar nahin baat Karen aur jyada se jyada time Forex trading co den tu mere khyal mein 2 se 3 mah mein Ham kafi had Tak for repairing karne wali jhansi kar lenge aur Forex trading ka experience bhi hamen kafi ho Jai ga
                • #23 Collapse

                  Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                  Jo bhi ap ny kam krna ho to sab sy pehly apko us kam ka knowledge hona chahye k wo hy kiya. Kis trha hota hy us ka profit loss kiya hy. Us kam mn safties kiya hen. To us k bad aajati ap ki training ap us km ki training kitni krty hain. To jisny training mazboot ki ho mehnat zyada ki ho to wo kamyab ho jata hy. To forex mn jab ham train hony ki bat krty hain to ham ik mah mn bhi sikh saktu agr hmara koi ustad acha ho to hamen koi acha senior mil jaye or ham mehnat kr k jaldi hi kamyab ho jaty hain. Mgr ye ap py depend krta k ap kitni mehnat kr rhy ho.
                  • #24 Collapse

                    Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                    Forex business ki learning me kam se kam time be 2 years lag sakty hey app learning be complete kar sakty hey aur Forex market ko understand be esi 2 years me kar sakty hey, agar app ye samjty hey key few month me app Forex ko understand kar sakty hey to ye be possible hay magar app expert traders 2 years ki learning key base par ban sakty hey, few month me app basic learning kar sakty hey magar advance learning me app ko 2 years ka time spend karna lazmi hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                      Trading difficult online business aur agar aap chahte Hain ki is market mein earning Hasil karen to aap ko basic learning aur advanced learning Hasil karni paregi. Trading start karne se pahle aap ko basic learning like, trading tools, indicator, chart aur basic stretgy ke pata hona chahiy. Jab aap in tamam chizon ke mutaliq knowledge hasil kar lety Hain to phir aap trading start kar sakte hain lekin abhi aap ko dusra marhala abhi achieve karna ho ga tab aap earning shuru karen ge. Woh hai advance learning ka is se Murad yeh hoti hai ki Jab bhi aap trade karen to usko apne paas note down Karen aur weekly basis per apni tamam trade ka review Karen is review se aap analysis nikaalen ke aap ko Loss kis wajah se ziada aaya aur profit kin chizon mein zyada Mila. Jab is tareqy we kam karen ge to yah aap ko professional trading banne mein pehla kadam ho ga.
                      • #26 Collapse

                        Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                        forex trading business ek technical or professional business hai begaar learn kiye hum kabi bhi forex ko run nahi kar sakty
                        forex trading business ko samjne or sikhne kay liye humain at least 2 to 3 month enough hai agr hum focus or concentrate ho kay sikhain tu humain chahye kay hum apne senuors say contact karain or demo account pay ziyda say ziyda pdactices karain or daily 1 2 trade analysis karty hoe order lagna chahye ta kay experience build or learning mag asaani rahain jo traders begaar sikhae forex trading business say trade order lagty hain ase traders humsha loss uthty hain humain apna ziyda time forex ko sikhne may lagna chahye kyun kay humain chahye kay hum sab say phaly forex ko learn karain or phir forex pay earning ka sochain..
                        • #27 Collapse

                          Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                          Forex trading business start kernay say pehlay issay seekhna bohat zaruri hain kiyu kay forex ko seekhay baghair iss business ko kernay ka koi faida he nahi hai. Jab new trader forex ko join kerta hai tou uss ki aik he khawhish hoti hai kay wo iss business mai achi aur kaamyab trading ker kay apni life ko bohat acha ker ley.Iss kay liye zaruri hai kay forex ko seekhnay ka level bhi utna he acha ho aur shoq aur interest bhi bohat ziada hona zaruri hai. Jitni ziada laggan hogi utni he achi trading bhi hogi.

                          Forex trading seekhnay ka koi time frame nahi hai kiyu ye aik aisa business hai jiss mai traders her waqt kuch na kuch seekhtay he rehtay hain aur iss ki learning aur knolwedge ko kabhi bhi stop nahi kerna chaiye.Forex trading ko aik bilkul new beginner 2 say 3 month mai itna seekh laita hai kay wo aik achi profitable trading shuru ker laita hai aur uss kay baad learning aur trading jaari rakh kay apnay aap ko experience ki madad say aik expert trader count kerwa sakta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                            Ham frax Mein acchi learning Jo ke hai vah kam se kam 300 Jyada Jyada 6 month mein kar sakte hain usmein Hamare Upar depend Hoga Ki Ham kitna time rozaana Kho Dete Hain Kitni learning Internet se setting se karte hain aur Kitna Ham dimoko time Dete Hain yah Hamari Mahendra depend Karta Hai Hamen chahie ki Ham Ja Tu Jyada time Forex trading co data ki Ham Kamyab
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                              Asslam o Alaikum Dear mry khayl say forex pay jatna time dia jaye kam hy ku k ya humra online business hy or ya business buht bhra or kamyab business hy jas pay hum jatna zyda time day kam kry seekhy us say humy mazeed khowlage mily ga humri kamyabii zyda mumkain hogie
                              Agr hum as pay time ni day gay kam nii kry gay tu humy kuch bhi hasil nii hoga as lay humy jatna zyda ho skta hy time dena chye kam krna chye humri kamyabii humry achy work or meayr pay depand krti hy forex ka business
                              Buht bhra wasee life time ka business hy jo kbii khtm nii hoga as lay humy as pay jatna zyda ho skta hy time dena chye international leval ka pory world main phla hun top ten pay any wla humra buht hi acha or kamyab business hy jas oay. Hum ghr bethy asani k sth hazro rupy kama kr apni life asan bin skty hy mry khayl say atna zyda asan or
                              Kamyab business koi or nii hoga na hi atna zyda famous or kamyab jasy forex treading ka business hy jas pay hum ghr bethy passy kama skty hy bgr invest k har greeb ameer chota bhra murd ort as pay kam kr k apni life asan bina skta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex ko sihkna zarore hain ! hum kitne dar mai forex ko sihk sakty hain?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                                forex aik real business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy ache learning hasial karne chahey q ky learning ky bager kam karny sy hamy siraf loss hota hain hum internet py babypips py learning haisal kar sakty hain hamy rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain hum kud apny andazy laga kar forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain
                                Yah to sahi baat hai ki Forex trading Ka karobaar 1 bahut hi Mushkil karobaar Hai Lekin Agar Ham iski acchi e learning ko Hasil karna chahte hain To Hamen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hoga aur aapane jo time bataya Hai is time mein to possible hi nahin hai ki aap Forex trading business ko acche tarike se Sikh Jaaye Agar aur ko is Karobar Ko sikhana Hai to learning ko regularly basis per chalu Rakhna Hoga Kyunki is business Mein Kuchh Kuchh time ke bad Kuchh Kuchh changing Aati rahti Hain isliye is Karobar ko sikhane ke liye aapko Kai Salon ki jarurat pad sakti hai aur sabse Jyada Jaruri Baat yah hai ki Ham Damoh account per regularly kam Karte Rahen Sab Hi Ham isko acche tarike samajh Sakenge
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X