forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain
    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex mai 80% logo ko loss hota hain hamy ache learning hasial kar ky lalach ko avoid kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or chian or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

    Asalam.o.alikum bhai mera yeh experience hai ky forex market ma kisi ko bhi aisy loss nhi hota hai yeh hamari apni ghaltion ka nateja hota hai jald bazi lalich knowledge ki kami waghaira
    agr hum is business market ko properly samjh ky kam shuru kren apni trades ko manage kren gay to faida ho ga munafa ho ga nuqsan nhi ho ga
    ap ny 80% logo sy pocha bhi ho ga jo loss krty hain ky yeh sub unki apni karstani hai unki apni mistakes hain
    technology k9 use kren technical support aor technical resistance ky kevels ko study kro aor fundamental ko smjho news ko observed kro tb he kamyabi hai yahan py
    • #3 Collapse

      Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

      Yeh bat bhai ap ki kisi had tak bilkul thek hay Forex main ziada tar logon ko loss hi hota hay jo taqreban 80% tak logon ko hota hay loss honay ki wajah Forex trading main kharabi nahi balk traders ki apni ki gai Forex trading kay doran mistakes hain agar Forex trading ko full learning aor without knowledge and experience kay start kia jay to yaqenan Forex trading main loss hi ho ga is kay ilawa trader ko aga itfaq say first trade main kisi taran profit ho jata hay to dobara woh ziada profit kay lalach main woh trade main lot size big laga deta hay aor phir experience na honay ki waja say mistakes kar jata hay jis say bohat ziada loss ho jata hay lakin traders agar mukamal tor par Forex ka full knowledge hasil kar kay poori learning kay bad trading start karay ga aor real account say pehlay demo account main practice kar kay full experience kay sath real account main trading start karay gay to yaqenan Forex trading main profit hi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

        Dear ap ne jo baat ki hai ais ki asal waja hai learning k baghair kaam karna aor apny emotion par control na hona agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ais k liay sab se zarori hai k ap ne ais market mai learning kar k ais mai demo account par practice karni hai agar ap ne ais mai achi practice kar li to ap ko thory time k baad ais market ka experince ho jaye ga aor aus mai ap ais mai acha profit bana sakty hai jab ap ne ais market mai loss karna start kar dia to aus time ap ko kaam stop kar dena chaye aor ais mai ap ko mazeed learning karni chaye ais se ap ko apni ghaltion ka pata chal jata hai aor aus k hisab se ap ais mai kaam kary to ap ko aus mai faida ho ga ais liay ais market mai ap ko thora time lagana parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

          Ji haan Aap Ki Baat bilkul theek hai Forex mein Aisi percent logo ko is wajah se loss hota hai Kyunki unke Paas kaam experience hota hai bahut Sare log jaldbazi Mein dusre Logon Ko earning Karta dekh kar kar Forex going to kar lete hain lekin usme achha experience nahi rakhte Tabhi Toh market main jaldbaazi main Apna deposit Karke badi badi lot size open karke apni amount core loss kar lete hain lekin isliye Forex main agar aap accha experience Hasil Karke is main kaam Karen tho aap bahut hi accha profit Kama sakte hain isliye lifetime earning ke liye aapko Forex ke bare mein basic learning aur Forex ke sabhi rules Ka Pata Hona jaruri hai Jis Se aap Kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

            Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hamy bot c saholyat frahm krta hy phr b ham aksar forex m loss kr lyty han forex aik international or profitable business hy is m zyada tr log apna loss krty han ya to greed ki wja sy asa hota hy ya market k kisi rule ko ap follow na karan forex m successful hony k liay hamy achi learning bahtreen knowledge or achy experience ki zrort hoti hy forex aik real or bot bara profitable business hy is m ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi zyada profit hasil Kar saken gy hmary loss m market ka koi qsor ni hota is m ham khud boss hoty han is m apny profit or loss k ham khud zimadar hoty han
            • #7 Collapse

              Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

              Forex trading business mai aisa bilkul nahi hai kay traders ko sirf loss hota ho. aur ye baat mai bilkul bhi nahi maan sakta kay 80% traders ko loss hota hai. Forex trading poori duniya mai kiya janey wala business hai .Agar world mai 80% forex traders loss ker rahey hotay tou duniya kay 20% traders jo loss nahi kertay unhain he saara profit mil jata aur wo world level pay mashoor traders bhi hotay forex trading mai loss un traders ko hota hai jo laalach aur jald baaz hotay hain. Aisay traders ka khayal hota hai kay forex aik aisa business hai jiss mai raat ko 1000$ invest ker kay so jain tou subha uth kay daikhay aur wo double yani 2000$ bann chukay hoo. Aisa kahi bhi nahi hota , na he forex busines smai aisa hota hai na he kisi bhi aur busines smai hota hai. loss mai honay waley traders ki yehi ghalti unhain loss daiti hai
              • #8 Collapse

                Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

                bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or main apki bat se agree bhi karunga k waakai boht se mambers ko trading main kafi loss hota hai or loss hota q hai yah bhi boht se wajohat hain or har mamber he kuj na kuj galti kar jata hai jis se un ko loss hota hai tu main ap k sath share karunga k loss hony k actual wajohat kon si hoti hain jin se un ko loss hota hai
                1: knolwedge ki kami jin mambers ko hoti hai un ko bhi loss zyda hota hai.

                2: jin ka trdaing expiernce kam hota hai un ko bhi trdaing main loss zyda hota hai.

                3: jald bazi main trading karny se loss ho jata hai.

                4: jo trdaors lalach krta hai un ko bhi loss zydaa hota hai.

                5: jo tradors market ko achi trha se analysis nahi karty un ko bhi loss zyda se zyda hota hai.

                tu hmain sub ko chahye k hmain jin factors se loss hota hai un ko apni trading se door rakhen q k hmain loss hony ki jo jo wajohat banti hain un k sub k zimydar hum khud hoty hain forex main loss hony ki sub se zyda hmara apna hath hota hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai 80% logo ko sirf loss hota hain

                  ji mere bhai aapka sawal bahut achcha hai lekin mere sath aisa nahin hota Rex trading mein aisa to bilkul nahin hai ki trader ko sirf loss ho aur yah baat bilkul theek hai aapane jo kaha hai main Puri duniya mein kiya jaane wala bahut bada business mein logon ko loss to vah is mein kam karna chhod denge isiliye aisa bilkul nahin hai ismein profit bhi bahut hota hai agar aapke pass experience ho to ismein aap jitne paise invest karenge utani hi aapko profit ke chances jyada hai aur jitna aap ke pass experience hoga aur mehnat karenge apne bhi profit agency jata hai aap ismein jitna time spend karenge utna aapke liye fayda hai aur mere hisab se 20 percent trader honge din ko loss hua hoga Baki 80 percent profit hota hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X