China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?
    members pechly dino news break hui hai ky chija ny 70 ton gold jis ko urdu ma sona kaha jata hai khareed lea hai iska market py apko maloom hai bahot he ghera asar ho skta hai ab shyd gold ki price up jay ya giara di jay ap sub is ko kis nazar sy dekhty hain apny apnypoint of views den conments den
    guide kren ky humen is situation ma kesy trading krni chye aor kes trah sy kon si hikmat e amli apna ky acha munafa hasil kia ja skta hai ap sub is ky bary ma kya kehna oasand kren gay
    apko maloom hai ky aik ton ma 25 maan hoty hain aor is trah sy agr dekha jay to chuna ny 1750 maan sona kharerd leay hai jo ky bahot he zeyada miqdaar amjhi jati hai aor is sy gold ki market py ghera asar pr skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

    forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain gold aik risky pair hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex mai china ka mulik be involve hain or china ny is bar 70 ton sona kareda hain is sy market py be asar howa hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apny boss kud hain
    • #3 Collapse

      Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

      Forex trading aik aisa business hay jo k total online hay this time yeh business world main bohat say mamalik main ho raha hay Forex trading ziada tar dollar yehni USA$ main hoti hay Forex trading ka ziada tar control USA ya European countries kay pas hay aj kal world main china aor Pakistan aik ubharti hoi taqtan hain khas kar china kay baray main to kisi qisam ka koi shak bhi nahei hay china ko world main super power bananay say koi bhi nahi rok sakta trading kay hawalay say bohat time say USA aor China main aik jang chal rahi hay jis main USA China ko loss danay ki bohat sari koshish kar raha hay qun k world trading USA$ main hoti hay is liay America Blake mail kar raha hay is qisam ki kai aor wajohat hain jin ki waja say China kay sath sath kai dosaray mamalik nay bhi gold kharedna shuru kar dia hay china nay to jis taran ap nay bat ki hay k 70 ton gold khareed lia hay jo k 70000 kg kay barabar hay is ki waja jo sunnay main ai hay woh yeh hay k China world main Dollar ki bajay gold say trading karna chahta hay is liay us nay gold khareed lia hay is say Forex trading par kuch time kay liay ho sakta hay koi bad effect ho lakin kafi behtari honay kay amkanat ziada hain is say gold ki price bhi USA kay control say nikalnay kay amkanat hain bar hal is baray main k Forex par is kay kia asrat hon gay koi khas nahi kaha ja sakta waqat aanay par hi koi khas pata chalay ga
      • #4 Collapse

        Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

        According to meri soch ab market.ma.ajaradari china ki hai keun ky 70ton gold kpi mamooli miqdar nhi hai.mery bhai ueh aik bahot he baei miqxar hai aor ab gold price control international tor py cgina ky pas hai pehly bhi china ky pas gold ky reserves hon gay apkp pta hona chuw ky jub ap currency note chapry ho to us kp yehi dekha jata hai ky apky pas reserves ma kotna sona para hai agr apky pas sona zeyada ho ga to ap note zeyada chapo ge aor is sy mulko faida hota hai is sy kisi kisam ka koi nuqsan nhi hai gold aik aisi chez hai jis ko wuqat kabi kam nhi hoti hai gold zameen sy nikala jata hai paharo sy kano sy niklta hai mining ki jati hai gold ki price ki jp peshangoi haai usky mutabiq to.gold ny ab 1500$ ki taruf jana hai lehaza mery bhai apko ab soch smjh ky gold py trading krna ho gi kafi fake moves aa skti hain
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

          Dear jaisy ap ne baat ki hai k china ne 70 ton gold khareeda hai ais se market demand zayda ho jaye gi aisi liay aj kal gold ka rate up ja raha hai aor ais mai ap ne dekha hai k gold ne kafi strong resistance ko bhi break kar dia hai jo kafi time se break ni ho rahe thi magar aik dafa jab gold ne aun ko break kar dia hai to aus k baad ab ye atni asani se down ni aye ga agar ap ne long term k analysis ko study kia ho to abi gold ne mazeed up jana hai aor ais saal mai ho sakta hai k gold 1500 tak chala jaye ga aor aus k baad ye phir thora sa down aa sakta hai ais liay hum ne agar ais mai kaam karna hai to hum ko trend k sath trade karni chaye ais mai hum ko acha profit ho sakta hai agar hum trades ko hold rakh lety hia.
          • #6 Collapse

            Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

            ager china nay itne bare mikdar main gold purchase kia hai to usi reason ki wja say gold ki price higher high din ba din hoti ja rahe hain humery country pakistan ko bhe chay k apni economy ko strong kernay k leay gold purchade karey phr he humery halaat achy hoon gay our hum developing countries ki door main shaml hoon gay forex market main gold sab say precious metal hai oiur ys main trading boht hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

              abhe to dost america our china k dermain trade war chal rahe hai jes ka asaar market pay boht bura par raha hia oru ager china nay itne bare mikdar main gold khareed leay ahin to lazmi baat hai jab wo sell karien gay to us k market pay kafi asraat muratab hon gay jes sy market crash bhe ho sagti hai koi bhe pair one sided move bhe ker sagta hai to ap ko stop loss k sath trade kerni chahy kabhe bhe khcuh bhe ho sagta hai
              • #8 Collapse

                Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

                Gold ki kahreed o firokht ka market pay bohat asar parta hai . Aur us dollar ya usa ki economy ka asar gold ki price pay parta hai kiyu kay saari trading market gold samait us dollars pay he chalti hai. Ye koi aisi new baat nahi hai kay china ya russia ya usa itni miqdaar mai gold buy karain. China aik bohat ziada growing ecenomy hai aur china ki her induatry ab poori duniya mai goods export kerti hai. Gold bohat ziada industrial use hota hai. Jiss ko electronics aur micro electronics ki bohat si cheezain bananay mai istamaal kia jata hai. Gold ki itni ziada miqdaar mai buying ka market pay asar iss liye parta hai kay demand barh jaati hai aur supply aik dum short ho jaati hai jiss say price barh jaati hai. Gold pay pressure anay say silver aur uss kay saath bohat si currency pairs bhi mutaaisr ho jati hain
                • #9 Collapse

                  Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

                  Agar China ne etni zeyda miqadar me gold ko buy kia jaye to es ka effect zaror Forex market par ho ga ye to news se agar conform kia jaye key to behtar ho ga, agar China ne etni zeyda quantity me gold ko buy kia hay to Forex market par positive ya negative effect hony key bary me hamy conform karna ho ga advance me ham koi be andaza nahi laga sakty hey ho sakta hay, gold ki waja se other market par es ka negative effect ho jaye aur har cheez ki price down ho jaye aur ye be possible hay key gold ko buy karny ki waja se gold ki price aur be zeyda higher level par chali jaye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: China ny 70 ton gold sona khareeda hai iska market py kya asar ho skta hai?

                    Dear ap ny bilkal sahe kaha ha China chahta ha k USA ko pechy chor da or China strong ho is ley us ki try ha sab sy ziada gold hasil kar la or aagy gold main dealing karny q k abi maximum countries USD main tijaarat karty han or isi waja sy USD strong ho rehe ha jab k China ye ni chahta ha China khud strong hona chahta ha
                    Is ley China kosish main ha gold ziada sy ziada kar k strong ho jay or phr tijarat gold main karny is ley China gold la raha ha
                    Isi tahra Pakistan ko bi chae ha ha gold ziada sy ziada hasil karny ta k hum behtar economic ho sakey or future main Pakistan bi develop country ban jay is ley Pakistan ko bi maximum gold purchase karna chae ha ta k strong ban sakey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X