Crude oil ki movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil ki movement
    Dear members bohat say traders crude oil pay trading kertay hain .Pichlay 3 din mai crude oil nay bohat ziada movement ki hai.Jo kay arabian sea mai oil tankers conflict ka asar hai or ab 3 weeks kay baad zahir hona shuru hua hai.Crude oil ki price usa or iran ki cold waar mai activityki wajah say tezi mai hai or international market mai crude oil ki price movement mai izafa mazid jaari rehnay kay kaafi imkanant hai.Crude oil mai iss trading bohat soch samajh kay karey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil ki movement

    g han bhai jan ap ny shai bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main oil ki market main ayse he tezi ai hai or market maijn tezi ki wjah yahi hai k oil ki market boht fast main move kar rahi hai or oil ki qeemat main boht izafa ho rha hai or mazeed izafy ki zarort hoti hai es liye hmain apni trading main tab karni chahye jub humain market main profit mily forex main gold or oil ki market boht fast move karti hai or en ki trdaing main boht risk hota hai es liye boht se mambers en pairs main trading karny main loss ka samna kar lety hain tu en pairs main trading k liye ahtiyat se trading karni chahye q k jin pairs main loss hony k chaces zyda hoty tu ahtiyt ks ath en pairs main trading karen jis se apko profit mil skay
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil ki movement

      g han bhai jan apki bat sahi hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum oil main trading karty hain tu yah hmain boht fast momement ks ath milti hai or aj kal jo oil ki market hai wo boht fast hai q k es ki qeemat increase hoti ja rahi hai or oil main trading kafi risky hoti hai es liye hmain chahye k hum apni trading main tab kisi market ko foolow na kren jub hmain loss hony k zayda cahnces hoty hain es liye apko chahye k ap aoni trading main agr acha profit eran krna hai tu apko oil ki trading karty waqt ahtyat k sath trading karen acha profit ap tab he eran kar skkty hain jub hum market ko achi trha analysis kar k trading karty hain tu hmain loss nahi hta hai or hum profit eran kar lety hain tu oil ki rading main apko chahye k ap lot size small set karen jis main apko risk kam hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil ki movement

        Dear jaha tak baat hai crude oil ki to ais mai aj kal demand kafi zayda ho gai hai aor mai bullish trend chal raha hai agar ap ne dekha ho to ais mai kafi dino se buy chal raha hai aor ais ne abi mazeed 66 tak jana hai aor aus k baad ho sakta hai k ye down aa jaye kun k ais mai ye hai k jab ais ki demand zayda hoti hai to ais ki price up jati hai aor jab tak ais ki supply zayda ni hoti tab tak ye up hi jata rehta hai agar ap ko pata ho to canada mai sab se zayda oil nikal raha hai aor aus ki agar currency weak ho rahe ho to aus ka effect crude oil par parta hai agar aus ki currency strong ho rahe ho to aus k hisab se oil bhi up jata hai ais liay agar ap ne oil par trade karni hai to CAD ki koi bhi news ho to aus ko zehan mai rakh k kaam kary.
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil ki movement

          Aalmi mandi ma. Crude oil ki qeemton ma azafa hota ja raha hai iski bahot sari wajoohat hai opec countries ka mohadah bhi tha supply cut ka jis ki waja sy qeemten brh gain aor isky elawa is saal ka analysis bhi yehi tha ky oil 55$ sy tajavuz kr ky 65$ per barrel tk ponchy ga ap ny dekha oil is sy bhi uper chala gia keun ky oil ki waja sy khaleeji mumalik ki economy chlti hai yeh milk chahty hain oil ki qewmt brh jay tb he inko faida hota hai
          Apny dekha ky iran aor America ki sard jang cold waar ny bahot.problems create kr di hain world waar lgny ky bhi chances hain ab oil tankers jo ky bahot he zeyada miqdaar ma oil samundar ky aik kony say dosry dunia ky kpny ma oil ponchaty hain un ma hazaron lakho gallon oil hota haai wo teen tankers tbah ho gay jis ki waja sy bahot he zeyada nuqsaan hua aor oil ki qeemten teezi sy brh gai hain ab sub ko yehi lag raha hai ky oil mazeed opper ja skta hai jp ky ab 59$ per barrel ponch chuka hai yeh dobara 76$ per barrels wali double top bna skta hai lehaza ap ko is hisab sy apny account ko manage krna ho ga agr is py trading krni hai apko.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil ki movement

            forex aik online business hain hum is mai pairs mai kam karty hain crude oil aik risky pair hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy acha knolwedge or expreience hasial karna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey hamy crude oil mai amount be zada deposit karne chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex mai hum part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum forex mai live trading karty hain hamy kisse be fix ofice mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat bara business hain yai online ke dunya mai king hain

            اب آن لائن

            Working...
            X